Knowledge aur experience ka hasil karna kinu zarori hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Knowledge aur experience ka hasil karna kinu zarori hay?
    Forex market without any reason key kabi be up ya down movement nahi kar sakti aur na hi es ka control kesi person ya company key hand me hay, Traders fundamental analyzing ko agar understand kar lety hey to wo understand kar sakty hey key Forex market ki movement ki asaal waja kia hay, technical analyzing se be market ko samja ja sakta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Knowledge aur experience ka hasil karna kinu zarori hay?

    G han forex trading men knowledge aur experience dono lazm o maloom hen kiun k agar forex ka acha knowledge ho aur trading ka experience nah ho tu uss knowledge ka koi faida nhi hota aur agar experience ho aur forex ka knowledge nah ho tu uss experience ka bhi koi faida nhi iss liay pahlay forex ka acha knowledge aur phir experience hasil karna bahut zaroori hota hey
    • #3 Collapse

      Re: Knowledge aur experience ka hasil karna kinu zarori hay?

      Dear friend forex trading mn kamyabi k liay forex trading k baray mn achha knowledge aur experience bahot zroori ha jo log mehnat krtay hn aur forex trading ka knowledge gain krtay hn aur demo account pa practice sa experience gain krtay hn woh trading mn hmesha kamyab rehtay hn
      • #4 Collapse

        Re: Knowledge aur experience ka hasil karna kinu zarori hay?

        Bismillah hir Rahman Narayam Assalamualaikum Forex trading me knowledge or experience Dono ka Hona bahut zaroori hi Kyunki Hum jo koi bhi kaam karte hain us Waqt hi Pura l kar sakte hi Jab Hame SK baare mein knowledge hoga Forex ke liye Agar Apke Pas experience nahi Tu Na Lage ga Koi fayda Nahi Aur Agar knowledge nahi 2 experience car Koi fayda nahi Forex mein Pehle knowledge Aur phir experience bahut zaroori hi iske liye Hame Zyada say zyada minute ki Zaroorat hi
        • #5 Collapse

          Re: Knowledge aur experience ka hasil karna kinu zarori hay?

          han bhai dunya ka koi b kam ho mhnt krna lazmi ha isi trah forexz pr b agr ap profit krna chty ho or kmyab trade krna chty ho tu uskae lyae apko cheyae kae ap zyda sae zyda hardwork kro or market ko smjnae ki pory kosish kro is trah apkae knowledge or exprience m izafa hoga or ap axe trade kr sko gy lkn asa na krnae pr apko loss zyda ho skta ha i=us kae zyda chance han
          • #6 Collapse

            Re: Knowledge aur experience ka hasil karna kinu zarori hay?

            Knowledge Aur experience Bht Zida important hai in forex market ma agr Hmy experience Aur knowledge nai Ho GA tu Hmy profit ki jag Bht Zida loss Ho skta hai
            • #7 Collapse

              Re: Knowledge aur experience ka hasil karna kinu zarori hay?

              Dear member forex main knowledge or experince buht zaruri hai is k baghir hum market main kamyab nae ho sakty hmesha mehnat sy he sab hasil hota hai is liay humy buht hardwork hona chiay or dill or dimagh sy kam ly ky chalna chiay trading mn tab he hum kamyab ho gy jab hum us k bary mn knowledge ly gy asy kuch samjy baghir chalain gy to loss he ho ga humy sab ko yeh samajna chiay k knowledge or experience ikamyabi ky liay buht zaruri hai.
              • #8 Collapse

                Re: Knowledge aur experience ka hasil karna kinu zarori hay?

                G sub say phaly humay forex par kam karna ka lyia bhoat knowledge hona chyia or jab humara pass knowledge ho ga tu humay phir experience b mil jay ga experience milta hay daily kam karnay say jab tak kuch time hum kam nahi kran gay forex par tab tak hum nahi pa saktay experience kam karnay ka lyia humay chyia kay hum knowledge b or experience b len.
                 
                • #9 Collapse

                  Re: Knowledge aur experience ka hasil karna kinu zarori hay?

                  Bhai knowledge or experience ka hona is liye zaruri hai k ap forex mein survuve kr payen agr ap without knowledge forex mein trade krain gy to ye markey apko tikny nahin dy gi.is liye forex mein trade k liye apko pas proper knowldge or skills ka hona boht hi zeada zaruri hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Knowledge aur experience ka hasil karna kinu zarori hay?

                    forex ma knowledge or experieence ka hona bohat zarori ha kun k in donun k begair kam karna muskil ha jab tak knowledge oor experience na ho ga tab tak ap sahe profit na kama sakein gae or ap ko lose he lose hota rahe gae jab ap k pass knowledge or expeerience ho ga to ap ko market ke samaj a jae ge lat kharedna or bechna a jae ge or ao profit kamaein gae
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Knowledge aur experience ka hasil karna kinu zarori hay?

                      forex trading me knowledge or experience bohat zaroori hai or is ka faida ye hai k agar ap forex trading ka knowledge sahi tarah se learn kar lete hain to ap ko forex trading me earning karne me bohat easy earning ho jati hai or zayda problems ko face nahi karna parta or agar without knowledge k trading ki jay to loss hi loss ho jay so zaroori hai k pehle knowledge hasil kiya jaey.
                      • #12 Collapse

                        Re: Knowledge aur experience ka hasil karna kinu zarori hay?

                        ap na bilkul theek khay hai k market k ups and downs ki koie na koie wajha hoti hay kisi wakha k bher mager main na to movement taz hoti hay na slow is liya market ko samajh na bahot zaroori hay is ka bad trading karain
                        • #13 Collapse

                          Re: Knowledge aur experience ka hasil karna kinu zarori hay?

                          G friend ap bilkul thek kah rahy
                          • #14 Collapse

                            Re: Knowledge aur experience ka hasil karna kinu zarori hay?

                            hum agar is kaam ko nhee sekhtai hain learning nhee krtaii hain experience nhee hadol krtaii hain to hjm kabhii bhe yeb mhee ptaa kr pain gy k ab market kis direction mein move kraii gee aurr hmaim trade lganee chaiyai aur agr lganee chaiyaii tO buy ke hOya sell ke...agar yeh pta krna chhtai hai market ko read krna chhtai to learning zarori hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Knowledge aur experience ka hasil karna kinu zarori hay?

                              knowledge or experience hasil krna bht zarori ha q ky ye surety ha ky ap ak achy trader bn gye hain.ak bgr knowledge or experience ky profit ho b jata ha ak time main to wo bs tokka e ha. or tokky hamesha nai lagty pr knowledge or experience hamesha kam ati ha.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X