Forex trading aur planning

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading aur planning
    Jaise kay aap sub members jantay hi hoon gay kay koi bhi kaam kernay kay lye pahele uss ki planning kerna bahut zaroori hai tou iisi tarah jab aap forex mein trading kerain tou uss kay lye bhi aap ko planning kerni chahyea iss tarah aap ko forex mein kamyabi milna yaqeeni ho jaye ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading aur planning

    G han forex trading men jo log planning nhi kartay woh achi trading nhi kar saktay iss liay apnay account balance k hisab se trade lagaen aur future planning bhi kar ta k agar bonus late bhi ho jay tu ap k pass itna balance avail jiss pe ap regular trading kar saktay hen aur normal trading men agar loss bhi ho jay tu aasai k sath recover bhi kiya ja sakay
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading aur planning

      Forex trading mn kamyabi k liay trading knowledge aur trading experience k sath jo kamyabi k liay zroori cheez ha woh achhi trading planing ha jo log forex trading mn achhi planing k sath trade krtay hn woh bahot ziada profit hasil krtay hn aur jinki planing achhi naen hoti woh trading mn loss he krtay hn
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading aur planning

        g han ya ap blkl thk kh rhy o forex pr kam krnae kae lyae ya bht zrory hot aha k ap dill sae kam kro or planing k sath kro agr ap luck ki base pr trade krty ho tu us sae loss hy hoga ya kbi kbi profit ho jae but zyda loss ho ga forex pr kam krna ha tu sabar kae sath mind ko hazir rkh k ek proper planing kae sath krna hoga wrna kam krna bht muskil ho jae ga apkae lyae or losss m rho gy hmesha
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading aur planning

          g haan sir ham ko cjhahiy hi kee ham as main planing ke sath hi as main trdaing kare tu h ham as main se earning kar sake gee as main ham ko cahiy hai kee ham as main dil se kam are aor as main sen zyada profit hasil karne ki koshsh kare
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading aur planning

            Yes dear me apki bat sy oiotfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai dear mery kheyal me agr ham apny mind sy forex me planing k sath chalen gy to hamari kamyabi yaqeni hai jis tarha sy ham ny apni life k bary me plan kia hoa hai thek isi tarha forex tarding business me bhi planing zarori hai
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading aur planning

              G myn aap ki iss bat sy itefaq karti hun kay forex trading myn planning bht zaruri hy. Mansooba bandi karnay ka behtareen tareeqa yh hy kay hum aik achy forex broker ka chunaon karyn us kay bad aik acha forex Strategy ko apnayn is kay bad apny trade ko baqida tor py parkhyn iss kay bad he hum kamyab forex traders ki suf myn khary ho sakty hyn.
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading aur planning

                Yes plaing ky sath kaam krna mufeed sabit hota hai es syy to humy loss ko brdsht krny ka bhii hosla millta hai humy planing kr ky apny bounas ko use krna chaiyee taaky humy loss na ho r us loss ka zmdar forex nbii hota but bht sary log forex ko hii xmdar thehraty hein...
                Mehnat Me Azmat hai
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading aur planning

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Ghulam786 پيغام ديکھيے
                  Jaise kay aap sub members jantay hi hoon gay kay koi bhi kaam kernay kay lye pahele uss ki planning kerna bahut zaroori hai tou iisi tarah jab aap forex mein trading kerain tou uss kay lye bhi aap ko planning kerni chahyea iss tarah aap ko forex mein kamyabi milna yaqeeni ho jaye ga
                  Forex trading machine threading karne ke liye planning bahut Jada important hai agar aap planning Karke trading nahi karte 2 lost Agencies increase ho Jate Hain isliye Hamesha planning Karke trading kare
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading aur planning

                    forex trading ya koi b business ho us k liye planning karna bahoot zaroori hai agr successful business karna chahty hain to sub se phly planning karani chahye aur phr is ko follow kar k acha profit earn karna chahye agr hum planning nahi karain gay to humra mission vission clear nahi hoga hum proper procedure follow nahi kar sakty hain jis se hum profit nahi earn kar sakty hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading aur planning

                      Aslam o alikoum dear aap na sawal kafi acha hai Forex trading main work krain zaror per us ko aik planing say aur achi strategy say koun kay kisi bhi work ko krnay kay laiy aik acha planing zaori hoti hai her trading ko planing say trading zaori aur importance hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading aur planning

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ghulam786 پيغام ديکھيے
                        Jaise kay aap sub members jantay hi hoon gay kay koi bhi kaam kernay kay lye pahele uss ki planning kerna bahut zaroori hai tou iisi tarah jab aap forex mein trading kerain tou uss kay lye bhi aap ko planning kerni chahyea iss tarah aap ko forex mein kamyabi milna yaqeeni ho jaye ga
                        Action trading karne ke liye planning bahut jyada important hoti hai traders ko chahiye ki Jagbir trading Kare into proper planning Karke trading Kare aur Bina plan ke trade Na Kare
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading aur planning

                          Dear member app ny bilkul sahe baat ki hai asy aksar hota hai ksi kam k start mn planing ki buht zarurat hoti hai buht soch samaj kar chalna parhta hai asy he forex mn be kamyabi k liay planing krni chiay or khoshis krni chiay ky target bna ky chalain planing kr k or us target ko roz ky roz clear karain tab he ap ko kamyabi mily gi bs planig ko life main zarur shamil karain jo kam baghir planing ky kiya ky us mn nuksan ky chance buht hoty hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading aur planning

                            forex trading or planing agr hum apni life ki planing nahi karte tu hum bohat peechy rah jate hai or agr hum koi business karte hai tu uski achi planing na kare tu hum usme loss karte hai ya kam profit karte hai forex trading me b aisa hi hai plan bohat zarori hai agr hum acha trade karna chahte hai tu hume pahle acha plan karna hoga phr hi acha trade laga seake gy.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading aur planning

                              Kisi bi kaam men kamyabi k liye planning bohat he important role play krti hai aur forex men kamyab hone k liye apni planning aur strategy ko acha bnana bohat zroori hai kyun ky proper planning k mutabiq ki Jane wali trading aksar humen profit Dy jati hai is liye Koshish kren k planning kr k he trading kren .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X