Forex mein terms and conditions
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein terms and conditions
    Forex mein kaam kernay kay lye hum forum insta aur skrill mein account banatay hain tou inn sub ki apni apni terms and conditions hain jin ko follow kerna bahut zaroori hota hai tou iss kay lye aap ko chahyea kay jab aap account open kerain tou uss sae pahele uss ki terms and conditions ko zaroor follow kerain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein terms and conditions

    har ek web site ke apne terms and conditions hote han on pr hum ko 100% amal krna hota hey agr hum kse bhe web site ke term and conditions ko parhe bhe nahi to hum ko pata bhe nahi chalta hey ke ks waja se humra accout block hova hye as leye hum ko all things ko clear and real krna hota hey as ley hum agr sahi se har kam krte han to hum ko os kam me kabi be malsa nahi hota hye hum ko ye kam earsy lagte han jab hum theak se karte han as leye always honest on our own work
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein terms and conditions

      g han bilkul ap ne thk kaha hy ke forex trading main different broker hn aur her broker ki apni terms and condition hn isi tara ager hum payment methods ki bat kren jaisy ke skrill nettler payco bank wire subh ki apny apny terms and policies hn jin ko pehly read ker laina chay
      Signature removed by moderator
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein terms and conditions

        Jee han bhai aap ne bilkul theek kaha forex trading mein forum account,insta forex aur skrill account hum use krty hein aur her aik ki kuch terms and conditions hein jinko follow krna boht zarori hai agr hum in rules ko follow nahi krengy tu hamary liye trading krna namumkin ho jayega is liye her account ko rules k andr reh kr run krna chahiye.
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein terms and conditions

          G bilkul hr job ya business k terms and conditions hoty hain jinhy follow krna bht zarori hota hai or forex trading k terms and conditions bht sary hain jinhy agr hm ignore kr k kam krty hain to hmara account banned ho jata hai or hmara jo bonus ya profit us ma hota hai wo bhi waste ho jata hai esi liye try kren k kam start krne se phly achi trha learn kr len terms and conditions ko phr unhi k according kam kren ta k account safe rhy
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein terms and conditions

            Yes dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai dear mery kheyal me forex ky rules ko follow karna zarori han agr ham is k rules ko follow nhe karty han to khabhi bhi kamyab nhe ho sakty bhalky is k kuch rules to aesy han agr ham un pe amal nhe karen gy to ham forex me kam he nhe kar sakty han
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein terms and conditions

              G aap ki yeah thread nay forex traders kay liyay nihayat faida mund hey or myn bhi ap ki iss bat sy 100 fessad itefaq krti hn k forex brokers ki terms and conditions ki pairwi karna intehai ahmiyat ki hamil hey jysa kay hum janty hyn kay bhtbsy forex traders jub bhi koi broker ko download karty hyn to us kay asool zwabit ko baqaida parhty nahi jis ki wajah sy wo iss ko follow nahi kar paty to hmyn is kay terms and conditions ko baqaida follow krna chahiyay.
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein terms and conditions

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Ghulam786 پيغام ديکھيے
                Forex mein kaam kernay kay lye hum forum insta aur skrill mein account banatay hain tou inn sub ki apni apni terms and conditions hain jin ko follow kerna bahut zaroori hota hai tou iss kay lye aap ko chahyea kay jab aap account open kerain tou uss sae pahele uss ki terms and conditions ko zaroor follow kerain
                Hame Forex trading Mein kaam karne ke liye terms and conditions causing follow karna Hota Hai agar Hum terms and conditions ko follow karke trading nahi karenge To Hamara account band kar diya Jayega
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein terms and conditions

                  G bhai ap ne aik achi guidelines di haen akser hamary bhai terms and conditions ko ni perhty bs accept kr k next kr daity haen aur phr mistakes krty haen jis wja se un k account bann ho jaty haen aur phr forum pe ya insta forex waln pe naraz hoty ha k unhn ne hamara account band kr diya ha.terms and conditions lazmi perhaen q k agr ni perhaen ge tu ap k account bann hoty rahaen ge
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein terms and conditions

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ghulam786 پيغام ديکھيے
                    Forex mein kaam kernay kay lye hum forum insta aur skrill mein account banatay hain tou inn sub ki apni apni terms and conditions hain jin ko follow kerna bahut zaroori hota hai tou iss kay lye aap ko chahyea kay jab aap account open kerain tou uss sae pahele uss ki terms and conditions ko zaroor follow kerain
                    Agar humne Forex trading Mein kaam karna hai aur Apna account band hone Se Bachana Hai To Humne Forex trading account ke terms and conditions ko zaroor follow karna hoga
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mein terms and conditions

                      BiLkuL Sahii Kahaa Hai Aap Ne HumEn FoRex Mai Kaam Karnay k LiYe Un terms and coNditions ko Accept karna parta hai Jo Forex ki Taraf Se MatLoob Hoon or Un k Mutaabiq hii kaam Bhi karna parta hai Or humen ChaahiYe k Jab AccOunts Ipen karen To Un Terms and coNditions ko Ghaor se parhen bhi or un py amal bhi karen q k in Py Amal Na karnay ki Waja se Hii trading main kaafi accounts bann jotay hain.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X