greed ap ko loss ki taraf lay ja sakta hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    greed ap ko loss ki taraf lay ja sakta hy
    forex trading main kush factor aisy hn jo dekhny main to kush bh ni lagty lkn jub un ko perform kia jai to bahut ziada harmful sabit hoty hn ,ini main aik factor greed jis ko hum laluch bh kehty hn ye ap ke profit ko loss ki taraf lay jata hy,jub ap ko proper profit ho jai to ap ko foren mazeed trade ni lagany chay bulkey next trade lagany se pehly apny analysis cimplte kren phir jub market ki samjh ay to trade lagain
    Signature removed by moderator
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: greed ap ko loss ki taraf lay ja sakta hy

    G han ap thk keh rhy hain greed is our enemy hm jb greed krty hain to hmy nuqsan hi hota hai because jb hm greed krty hain to jaldbazi or jaty hain jesy agr hm ne koi trade lgae hai to jest hi market trade k favour ma Jane lg jati hai to foran dosri trade open or dety hain zayada earning k liye phr market opposite move kr jati hai to zayada loss ho jata esi liye patience se kam kren
    • #3 Collapse

      Re: greed ap ko loss ki taraf lay ja sakta hy

      اصل پيغام ارسال کردہ از: abidmalik پيغام ديکھيے
      forex trading main kush factor aisy hn jo dekhny main to kush bh ni lagty lkn jub un ko perform kia jai to bahut ziada harmful sabit hoty hn ,ini main aik factor greed jis ko hum laluch bh kehty hn ye ap ke profit ko loss ki taraf lay jata hy,jub ap ko proper profit ho jai to ap ko foren mazeed trade ni lagany chay bulkey next trade lagany se pehly apny analysis cimplte kren phir jub market ki samjh ay to trade lagain
      Forex trading market Mein traders ka sabse bada Dushman traders Ke Lala Choti Hai qk dabba trading karte huye traders laalach Karte Hain To Unki profit e-trade be lost Main Chali jati hai aur Humne Apne loss ko wahi close karna padta hai
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Re: greed ap ko loss ki taraf lay ja sakta hy

        apki bat bilkul theak ha forex trading mn ziada profit ka lalach apko loss he deta ha aksr trader ziada profit k lalach mn big lot size mn trade lgatay hn aur market trend ka sahi anylsis naen krtay jiski waja sa jb loss hota ha to account bhi wash ho jata ha meray khial mn ziada lalach ki bjay mehnat krni chayay
        • #5 Collapse

          Re: greed ap ko loss ki taraf lay ja sakta hy

          Forex trading men ziyada tar lalachi log hi nakam ho jatay hen kiun k unn ka maqsad sirf paisa kamana hota hey aur woh bagher learning aur experience hasil kiay trading start kar letey hen aur ziyada profit k chakr men bari bari trade laga detey hen jiss ki waja se loss ho jata hey iss liay woh jaldi nakam ho jatay hen iss liay yeh bhi such hey k lalach buri bala hey
          • #6 Collapse

            Re: greed ap ko loss ki taraf lay ja sakta hy

            g han ya blkl thk kh rhy ho bhai ap q k bht dfa asa hota ha k ap kab b kam krty ho tu apkae emotion apko nuksan krwa dty han is lyae jab b ap trade lgaty h otu is bt ko dehan m rkhna k apka mind us wqt pory trah hazir ho or axe trah ap market ko smj kr trade lgao or hmesha apnae experience ko dekh kr trade lgani cheyae kbi b lalach ni krni cheyae or greedy ho kr ni lgani cheyae post is sae nuksan b ho skta a
            • #7 Collapse

              Re: greed ap ko loss ki taraf lay ja sakta hy

              اصل پيغام ارسال کردہ از: abidmalik پيغام ديکھيے
              forex trading main kush factor aisy hn jo dekhny main to kush bh ni lagty lkn jub un ko perform kia jai to bahut ziada harmful sabit hoty hn ,ini main aik factor greed jis ko hum laluch bh kehty hn ye ap ke profit ko loss ki taraf lay jata hy,jub ap ko proper profit ho jai to ap ko foren mazeed trade ni lagany chay bulkey next trade lagany se pehly apny analysis cimplte kren phir jub market ki samjh ay to trade lagain
              Assalam-u-alaikum ji bilkul bhai Japan main apki bat she ittefaq krti hun k kisi bhi cheez main lalach hume kbhi bhi profit nahi de skta lalach hamesha hume nuqsan hu krwaya hai meri SB members ye hi naseehat hai k wo lalach nahi kren blkay ahista ahista kamiyabi ki seerhi charhen shukriya
              • #8 Collapse

                Re: greed ap ko loss ki taraf lay ja sakta hy

                Yes brother aap ki baat bilkal thek hay main aap ki baat sa itafaq karta hoon k aap kohi be bussniss start karan kohi be kam start karan us main kamyabi k laya sab sa important hay greed sa bachna ager aap apna bussniss msin greed main par gahay tu aap ko kise lose lazmi ho ga same issi tarha instaforex trading main aap ki sab sa bari dushman greed hay greed ki waja sa aap ka profit be lose main chala jata hay iss laya hum ko trade k doean greed sa bachna chaya
                • #9 Collapse

                  Re: greed ap ko loss ki taraf lay ja sakta hy

                  g haan sir ap ne thek hi kaha hai kee greed ham ko as main ham ko loss ki traf hi le jata hai as liy ham ko as main kabhi bhi ksis bhi hall main greed nahi karna chahiy hai tu hi ham as main kmayb hainnaor ham agar as main greed kare gee tu ham as main kmayb nahi hos ake gee
                  • #10 Collapse

                    Re: greed ap ko loss ki taraf lay ja sakta hy

                    Dear brother ap ki bat bikul tek ha greed ki waja sa aksar profit ma jany wali trade loss ma convert ho jati ha oue es ka ak hi hal ha k forex na jo humain take profit wala option deya ha hum us ko use kary trade laga k band kardy auto pa take profit pa trade close ho jaye to hum greed sa bach jayengy
                    • #11 Collapse

                      Re: greed ap ko loss ki taraf lay ja sakta hy

                      Je ha bilkul sahi kaha apny hamy ager greed jese chezo se bachna hai to hamy Pakistan forex ke tools ko istmaal karna bohat zrori iss se aap apni greed ko kisse had tak kam kar sakty ho jiss se apko lose kam aur profit zyada ho ge aap jub bhi trade lgaye pehly market ko analysis kary phir apni strategy bana ker ke market itny tak jaye ge to ham order ko close ker de ge
                      • #12 Collapse

                        Re: greed ap ko loss ki taraf lay ja sakta hy

                        greed ksi b business k liye sahi nahi hai ye insan ko profit se loss tak lay jata hai is liye kbhi b lalch nahi karna chahye kyu k lalch misn insan ik dusry se agy barhny k liye short cut aur wrong way use karty hain jo kuch time k liye successful to ho jaty hain liken bad main un ko bahoot loss hota hai is liye hamesha sabar se aur emandari se proper treeqy se kam karain kbhi lalch na karain.
                        • #13 Collapse

                          Re: greed ap ko loss ki taraf lay ja sakta hy

                          Forex trading aik aisa business hai jis mein jb new traders trading krty hein tu woh profit ko aty dekh k greedy ho jaty hein aur greed mein aksar ko loss ho jata hai aur un k account bhi wash ho jaty hein is liye trading mein greed se dor rehna chahiye yeh hum sb ki dushman hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: greed ap ko loss ki taraf lay ja sakta hy

                            Yes dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai dear mery kheyal me forex trading business me greed ek nasoor ki tarha hai jo ap k profit ko bhi kha jata hai apko is sy bach ky he rahna chahye ek to ye apka profit kha jata hai dosra ap ka jo bonus hota hai us ko bhi waste karwa deta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: greed ap ko loss ki taraf lay ja sakta hy

                              g haan ap ne sahi hi kaha hai kee greed ham ko loss ki tarf leja sakty hai ham ko chahiy hai kee hm as main greed se bache tu hi hm acha trader hain ham ko chahiy hai ham as main greed na kare ham tu hi profit hasil kar sake gee as main ham ko chahiy hai k ham as main mihnat kare tu hi ham kamyab ho sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X