agar mehnat ki jaye to Higher education ki zarorat nahi hoti

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    agar mehnat ki jaye to Higher education ki zarorat nahi hoti
    Forex market ki agar achi study ki jaye to higher education Forex business me kamyabi key ley zarori nahi, Traders hardworking ki waja se Forex business me lower education key base par be kamyab ho sakty hey, professionally Forex business ki learning karny ko me es ley important samjta hon key, Forex business key education bilkul be other education se different hay es ley agar Forex business ka education hasil kia jaye to zarori nahi key traders higher education base par success hasil kar sakty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: agar mehnat ki jaye to Higher education ki zarorat nahi hoti

    Dear brother apki bat bilkul theak ha forex trading mn kamyabi k liay higher education ki zroorat naen forex trading mn kamyabi sirf apki achhi mehnat sa milti ha ap jitni ziada mehnat kren gay forex trading sa ap itni ziada earning kr sktay hn
    • #3 Collapse

      Re: agar mehnat ki jaye to Higher education ki zarorat nahi hoti

      hanji sir bilkul ap nay thek kaha hai ager forex main hard work kia jay tu uss say ap ka expereince bhrta hai kun k forex aik alag feild hai es main ap k pas just forex ka knolgede hona zrori hota hai aur practice karna zrori hota hai es k lea ap k pas education kam bhe ho tu kam chal jata hai main chez ap ka forex market main practice karna hoti hai jis say ap success hoty hain.
      • #4 Collapse

        Re: agar mehnat ki jaye to Higher education ki zarorat nahi hoti

        G bhai jan ap nay theek kaha hai ager ap ziyada mehnt or lagaun say forex ko use karty hain or is ka experience hasil karty or ap ky pass education bhi kaam hai to ap ko higher education ki bhi koi zarorat nahi hai so ap ko chiye kay mehnt must hai trading main ager ap ky pass experience hai to ap achy trader hain
        • #5 Collapse

          Re: agar mehnat ki jaye to Higher education ki zarorat nahi hoti

          Yes dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai dear mery kheyal me forex tarding business ko learn karna itna mushkil nhe hai jitna ham sab ny is ko mushkil bana dya hai dear is k kuch rules han jin ko ham ny follow karny hoty han or forex tarding business ka kuch knowledge hai jis ko hasil karny ki zarort hai is k ealawa or aesi ki is ki education nhe hai jis ko bat 3 4 sal lga kar hasil karo tab ja ky ap forex ko learn kar sakty ho
          • #6 Collapse

            Re: agar mehnat ki jaye to Higher education ki zarorat nahi hoti

            G Han Me Agree Karta Hun Aur Muje Aj Bhi Aik Bohat He Qabil Bnde Se Kahi Ho Baat Yad Hy Ke Wo Khete Hain Ke Educated & Intelligent Logon Se Nai Darte Hun Hard Worker Se Darte Hain. Is Me Koi Shaq Nai Ke Forex Me Mehnat Ki Jaye Tou Uska Phal Lazmi Milta Hy. Forex Me Knowledge And Experience Zarrori Hy Mgr Ye Nai Ke Huge Ho. Low Education Hard Working And Suchi Lagan Ke Sath Zarrorr Kamyab Ho Skte Hain.
            # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
            • #7 Collapse

              Re: agar mehnat ki jaye to Higher education ki zarorat nahi hoti

              aap ki post parhi ,kafi had tak aap say ittefaq bhi karta hn keh agar achay say learning or mehnat ki jaye tou education ki zaroorat nahin rehti hay, yeh kisi had tak tou samajh mn aati hay lekin aik or baat bhi hay keh education bunyadi tour per aik plus point hay jiss ka mutbaadil shyd yahan koi nahin hay har cheez kay plus or minus points hoty hen lekin taleem agar aap kay pass nahin hay tou koi baat nahin aap hardwork kar kay learn kar len gay lekin agar aap kay paas education hay tou yeh loss nahin hay ic ka faeda he hay aap achay say jaldi ic forex ki terminology ko samajh jaen gay, or kaafi aagay rahay ga tajziya or experience aap ka , ic liye agar mehnat ki jaye or taleem aap kay paas ho tou aap bohot jald grow karen gay.
              • #8 Collapse

                Re: agar mehnat ki jaye to Higher education ki zarorat nahi hoti

                sir main apki baat se itefaaq karta hon fprex main high education ki velue nahe hai forex man sab se ziyada forex key motaliq knowledge rakhny waly ko high education samjhaa jata hai agar kiw education person agar forex man knowledge hasil kar ly to wo educated persom se bahot agy nikal sakta hai
                • #9 Collapse

                  Re: agar mehnat ki jaye to Higher education ki zarorat nahi hoti

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                  Forex market ki agar achi study ki jaye to higher education Forex business me kamyabi key ley zarori nahi, Traders hardworking ki waja se Forex business me lower education key base par be kamyab ho sakty hey, professionally Forex business ki learning karny ko me es ley important samjta hon key, Forex business key education bilkul be other education se different hay es ley agar Forex business ka education hasil kia jaye to zarori nahi key traders higher education base par success hasil kar sakty hey.
                  No doubt brother forex ki education zarori hay bt successful trader bnnay k liay education k sath sath hard work b bay had zarori hay us k bagair kamyab hona na mumkin c bat hay
                  • #10 Collapse

                    Re: agar mehnat ki jaye to Higher education ki zarorat nahi hoti

                    g han bhai jan ap ne bilkul; thek hi farmaya he is se bachne ke liye hamen chahye ke ham is bissnuss ko full time den aor is me ham kamyab ho kar kam kia karen takay hamen kisi signal ki aor aisi koi cheez ki zaroorat na ho ham jab tak khud is me expert nhe hote ham nakam hi jayen ge ....
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: agar mehnat ki jaye to Higher education ki zarorat nahi hoti

                      Dost education ka maqsad sirf business samjhna aor kerna nhen hota. Education key is sey hut ker bhi bahut se advantages hain. Jahan tek baat hey forex trading ki to isky liey higher education ki zarorat nhen hey keon keh is main thoery se ziada practical ki ahmit hey. Is buiness main jis trader key pas trading kerny aor market ko samjhny ka experience aor skill hey wohi kamyab trader rehta hey.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X