Forex trading chorny ki waja sirf loss nehi hota
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading chorny ki waja sirf loss nehi hota
    Agar koi forex trading ko chorta hai tou uski waja forex market main hony wala investment per loss nehi hota iski waja yeah hoti hai ky ham bahot jald forex market main trade ker ky ameer hona chahty hain lekin forex market main itna profit hasil kerny ky liay kafi time required hota hai lekin ham isky liay sabar nehi ker sakty aur forex trading ko chorta dety hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading chorny ki waja sirf loss nehi hota

    Jee haan bhai jaan aap ne bilkul theek kaha hai forex trading ko jo log continue nahi kar sakte uski main waja yeh nahi hoti hai unko loss both hota hay balkay wo jaldi ameer banna chahte hain lekin aisa nahi hota to shayad wo dil bardaashta hokar yeh kaam chor dete hein forex mein ameer banne ke liye bahut time chahiye uske baad iske fruitful result aana shuru ho jatay hain..
    THKS
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading chorny ki waja sirf loss nehi hota

      meray khial mn forex trading ko chornay ki waja yeh bhi hoti ha k ziada tr logon k zehn mn yeh ghalt fehmi hoti ha k forex trading sa earn krna asan ha lekin jb jb woh forex trading shro krtay hn to experience aur knowledge ki kmi sa loss honay pr forex ko chhor detay hn
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading chorny ki waja sirf loss nehi hota

        HAn ap nay theek kaha hai bahot say log forex ko join he is liye karty hain kay wo jald he ameer ban jiyn gye mager ameer banay kay liye forex per kaafi ziyada time laga jata kyun forex ko samjhny kay liye kaafi month lag jaty hai or jab tak ap trading kay barye main experience nahi rakhty us waqt tak ap ko profit nahi hota so wo log forex ko cohre he jaty hai loss say wo nahi bahgty
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading chorny ki waja sirf loss nehi hota

          G forex trading business ko chorne ki aik waja ye bhi ho sakti hy kiok jo bhi forex trading business ko join karta k wo ye cahta hy k forex trading business ziada se ziada profit earn karain aur jaldi profit earn kar k ameer hona cahtay han aur forex trading business ki market buht mushkil market hy is se profit earn karna bhht mushkil hy aur profit tab hota hy jab learning knewledge aur experience hasil ho aur learning knewledge aur experience mehnat k baghair hasil nhi hota aur jab mehnat nhi kartay tu learning knewledge aur experience hasil nhi hota aur loss hota hy aur ziada profit earn nhi kar saktay aur forex trading business ko choor jatay han
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading chorny ki waja sirf loss nehi hota

            Loss ki wajah bhi ban jati ha aur aap ki baat theek hay bohat sey log chahtay hain unko foran sey bohat sa profit aap ko mil jay ye wajah bhi loss ki barri wajah dekhi jati hay lalach mei traders trade ko samjah nahi paatay hain aur loss kartay hain then decide kar letay hain forex ko leave karnay ka so loss aur lalach sey bachna chahiye inpe control karna chahiye.
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading chorny ki waja sirf loss nehi hota

              Trading ko chora to nai ja sgta hy bhot hi zeada muahkil hi jati hy hanri kio k trading my bhot zeada ham ko faida hy ya sab ko pta hy our trading my phr is ko jo join kr lyta hy who cgir nai sgta hy wasy insan ki kych persnal majvoriya bhi bn jati hy to ohr chora b ja sgta hy is ko pr zeada tr is ko jo join kr lyta hy who is ko chorta nai hy
              https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading chorny ki waja sirf loss nehi hota

                Forex trading mei kam karnay kay liye acha khasa time required hota hay aik dam asa possible nahi hota kay aap short time mei bohat he achi trading kar sako jab foran ameer hona forex sey aap ye soch karo gay achi trading performance mumkin nahi hogi achi hardworking karni hoti hay proper ways sey kaam kar kay successful trading hoti hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading chorny ki waja sirf loss nehi hota

                  forex trading ko chorny ki waja losses b hain kyu k jab bahoot losses hona start ho jaty hain to zada tar isy chor daty hain aur her bar losses he reasons nahi hoti hain second reason yee hai k forex main kam karny k liye kafi time required hota hai bahoot se log sabar nahi karty hain agr un ko long term tak profit na ho to wo saber nahi karty hain aur forex ko chor daity hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading chorny ki waja sirf loss nehi hota

                    forex trading karny sy hamy bonus milta hain or hum apne zarorto ko pura karty hain agar hum kam karty howe koi galti kar dy gy to hamy loss ho jy ga hamy rozana demo account mai practice karne chahey is mai kam karny sy hamary knowledge or experience mai azafa hota hain forex ko hum apna life time career be bana sakty hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading chorny ki waja sirf loss nehi hota

                      Forex trading main ager loss bhi ho jata hey to yeh trading ka hissa hy, four to hamain mwaqe frahem kerta hi apne bounis ko improv kro our rozi kamo.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X