Importance of chart..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Importance of chart..
    Assalam. O. Alaikum friends mein ap sun ko chart kii ehmiyat kay bary men btana chahta hun ky forex trafing mn chart kii kya value hotii hai jesa ky jub bhi hum kuii tradr lgaaein us say pehly chart ko achi trha dekhhein support level and resistrnce ko smjhein aor tub sell or buy ka order lgaaein taakay agy jaa ky kui problem na ho...
    Mehnat Me Azmat hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Importance of chart..

    Forex trading mein hum nay sub kuch chart sae hi tou kerna hota hai tou iss kay lye humain forex chart ko bahut achi tarah sae samajhna chahyea iss mein candles ki movement ko samjhain iss mein RSI ko use kerna seekhain moving average kaisay kaam kerti hai iss ka pata hona chahyea
    • #3 Collapse

      Re: Importance of chart..

      G aap ny bikul sahi kha hy oar main apki bat say mukammal itefaq karti hon ke chart ki bhot zyada ehmiat hai yeah humein btati hai ke market agay kahan pay janay wali hai forex main market ko sahi say janchnay ke leye zrori hai ke humein uski pichly kuch dino ka price ki harkat ka pata hona chahiyay ke uc nay kesay harkat ki jub humein yeah pata hoga ke market nay pichlay din kesay harkat ki tou hum uski agaly din ki harkat ka andaza kar saktay hain
      • #4 Collapse

        Re: Importance of chart..

        BiLkuL Sahii Kahaa hai Aap Ne Dear FoRex Main Chart Ki BhoT zyaada importanCe hoTi hai W k iS se hum MaRket Ka andaaza kaafi aasani Se Lagaa saktay Hain isLiYe HumEn KoShiSh KaRni Chaahiye k Jo bhi Trade Lagaani Ho pehalay Achi Tarha se chart ki madad se Market Ko Check kiYa jaaey Market Analysis kiye Jaaen Or uS k Baad Hii Koi Bhi trade Lagaai Jaaey agar achay analysis k Baad koi Bhi trade Lagaai jaaey To uS K ProFiT k chanCes Kaafi zyaada hoTay Hain.
        • #5 Collapse

          Re: Importance of chart..

          Dear jab hum ais market mai chart ko dekhty hai to aus time hum ko pata chal jata hai k market ka trend kai hai aor market ne kaha jana hai agar hum ais market mai chart ko dekhy baghair kaam kary to ais mai ye hai k hum ko ye pata chalta hai k ais mai hum ko pata chal jata hai k market ab kis state mai hai aor ais ne ab kaha jana hai agar hum ais market mai koi bhi trade lagaty hai to trend sath kaam karny k liay hum ko trend dekhna chyae aus k baad hum ko ais mai enter hona chaye.
          • #6 Collapse

            Re: Importance of chart..

            Apki bat say mai nilkul muttafiq hu, apnay theek kaha hai k chart ki ehmiat bhut ehem hai, forex mai hum market ka jaiza sirf 2 tariqay say lete hai, ek to hum technical analysis or dosra fundamental, or technical analysis mai chart ki backbone chart hai jis mai hame her tarah ki technical knowledge milti hai k merket mai kia chal raha hai, kis tarah ki movement hai or kis tarah ka trend chal raha haui, to chart ek bhut ehem part hai technical analysis ka
            • #7 Collapse

              Re: Importance of chart..

              Jee apnke baat bilkul theak hai.aur agar dekha jaye to forum sy knowledge gain karny kay baad sab support chart he to deta hai.sab kuch us par he depend karta hai.hum wahan sy ksi cheez ke previousy history ko dekh kar ye andaza laga lety hain kay future main ye oper jany wali hai neechy.
              • #8 Collapse

                Re: Importance of chart..

                forex mai chart ke bohat ahmeyat hain hamy in ko samj kar learn kar ky kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain yai east wast mai bohat taze sy famous ho raha hain yai pakistan mai legal ban cuka hain
                • #9 Collapse

                  Re: Importance of chart..

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: moonali پيغام ديکھيے
                  Assalam. O. Alaikum friends mein ap sun ko chart kii ehmiyat kay bary men btana chahta hun ky forex trafing mn chart kii kya value hotii hai jesa ky jub bhi hum kuii tradr lgaaein us say pehly chart ko achi trha dekhhein support level and resistrnce ko smjhein aor tub sell or buy ka order lgaaein taakay agy jaa ky kui problem na ho...
                  Ji mere bhai forex main chart ki bht zyada value hai hum is l mutabiq work kr skte hain... Is se hi hum loss or profit ka pta lga skte hain or market value ko samjh skte hain
                   
                  • #10 Collapse

                    • #11 Collapse

                      Re: Importance of chart..

                      forex mai hamy charts ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain is mai hum part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Importance of chart..

                        forex mai charts ke bohat ahmeyat hain hamy in ko use kar ky market mai enter hona chahye pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik unique business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex pakistan mai legal ban cuka hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X