Trading kay sath losses?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading kay sath losses?
    Meray khayal main ham trading say loss ko 0 nahi ker saktay. que kay itna 100 percent abi tak koe trader nahi howa jo koe aik trade bhi loss main close na karay. is say ye idea ho sakta hay kay loss aur profit sath sath chaltay hain. lakin loss ko kam ker kay profit ko zayada kia ja sakta hay. ap kia kehtay hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading kay sath losses?

    Esa bilkoo bhi nai ho sgta hy k ham koo loss hoga hi nai is buisness my liss to bnta hy ayk na yk din. Ho hi jata hy chahy jitna mrzi bra trader ho us ka sl hit hota hi hy chahy jitni bhi zeada lerning experience knolige kio n aho or market chal hi kuch esi rahi hoti hy k ho jata hy smjh nai atai hy kbhi kbhi
    https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
    • #3 Collapse

      Re: Trading kay sath losses?

      Loss tu her business ka hissa hota hey iss liay forex trading men bhi loss ho sakta hey iss se ghabranay ki koi zaroorat nhi forex trading aik aesa business hey jiss men agar aj loss huwa hey tu kal profit bhi ho sakta hey aur jahan tak mera khayal hey forex trading men loss hi kamyabi ki taraf ley kar jata hey
      • #4 Collapse

        Re: Trading kay sath losses?

        Professional aur expert traders 100% regular trading me successful ho sakty hey magar profit key sath loss ko be business ka important part samjna chaye, jes traders ko loss nahi hota wo qualified traders hi ho sakty hey, es stage par pochny key ley forum members ko aur be zeyda source use kar key mehnat se learning karni ho gi.
        • #5 Collapse

          Re: Trading kay sath losses?

          yes bilkul sahi kaha hai ap ny trading aur her business k profit aur loss donu parts hain hum loss ko kum to kar sakty hain liken kbhi b is ko bilkul hatm nahi kar sakty hain kyu k ik to ye part hai aur traders se kbhi na kbhi koi mistake ho he jati hai is liye loss ho jata hai .is liye hamesha kosish karain gay k loss ko kam karny ki kosish karain taa k account secure rahy ap k.
          • #6 Collapse

            Re: Trading kay sath losses?

            Jab ak trader market mai trade krta hai tou es ko loss bhe hotey hai aur profit bhe likan Forex market mai rules ko follow kr key trade krtey hai tou wo apney loss ko bhe control krtey hai aur profit ko increase krtey hai. Jo trader loss mai bhe anger hotey hai tou wo market mai loss control nahi krtey. Jis ki waja sey wo market mai fail hotey hai.
            • #7 Collapse

              Re: Trading kay sath losses?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: forum1989 پيغام ديکھيے
              Meray khayal main ham trading say loss ko 0 nahi ker saktay. que kay itna 100 percent abi tak koe trader nahi howa jo koe aik trade bhi loss main close na karay. is say ye idea ho sakta hay kay loss aur profit sath sath chaltay hain. lakin loss ko kam ker kay profit ko zayada kia ja sakta hay. ap kia kehtay hain?
              lost Forex trading ka ek important baat hai aur kisi bhi trading co trade karte huye loss ho sakta hai aur Agar traders for trading karte huye loss Ho Jaye Tumko mind nahi karna chahiye aur apne trading Salem karna chahiye
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Re: Trading kay sath losses?

                koi bhi kam ho us me loss or profit dono sath sath me chalte rehte hain lakin jub bat ki jay forex trading ki to is me losses hone k chances zayda hote hain or ye chances un logo k liye hote hian mo sahi tarah se learning nahi karte or demo account par practice bhi nahi karte or direct real account me trading karna start kar dete hain jis ki waja se starting me hi loss hona shuru ho jata hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Trading kay sath losses?

                  G han bad dafa aysa hota hai kay trade jab ik time main ik trade open karty hain or dekhty hain kay un ki trade profit main ja rahi hai to wo doseri trade bhi open kar dety hai is say un kio ager pehli trafe main loss ho ga to wo doseri trade say kaat liya jata hai or shaid ap ka account bhi wash ho jiye
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading kay sath losses?

                    forex mai jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka koi qasur nahi hota hamy loss ko avoid karny ky liye apne galtiyo py gur kar ky kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy forex aik aam job ke nisbat bohat ache job hain is mai hamara koi boss nahi hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading kay sath losses?

                      Forex trading business mein koi bhi is traha ka trader abhi tak nhi hy k js ko loss na hwa ho kiok Koi bhi trader Hy wo new trader hy ya experience trader hy loss ho jata hy kiok loss aur profit business ka hisaa hy hum loss ko khtam nhi kar saktay hum forex trading business mein mehnat aur hardwork kar k learning knewledge aur experience hasil kar k aur achi planning se trading kar k loss ko Kam kar k profit earn kar saktay han
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading kay sath losses?

                        Gi haan aap ne bilkul thik Kare Agar Hum Pakistan Forex form Mein kaam karte hain to Hame chahiye ke on trade acche se kare aur Hume Prophet Hasil ho aur Agar Hum trade acche se nahi karenge to Hame musalsal loss shikar Banna Hoga thanks
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading kay sath losses?

                          Dear trading online business hai our business main profit b hota hai our loss blikn forex business aisa business hai jis main profit hony ky kam chance hoty hain jab ky loss hony ky chance zaida hoty hain es liy es businesa ko risky business b kha jata hai
                          likn agr app appny knowlage main azafa kar ky markeet ko samj jain our sahi analyuses niklana seek kar trade karin to app es risk ko kam kar sakty hain our forex sy acha profit ly sakty hain
                          likn app jitna b knowladge hasil kar lain likn loss ky khatry ko rook nhi sakty likn zaida loss sy buch skty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading kay sath losses?

                            forex mai loss hum apne he waja sy kar dety hai nhamy apne mistakes py gur karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy forex aik real business hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain yai students ky liye bohat ache job hain is mai usa or china jasy bary bary mumalik involve hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading kay sath losses?

                              forex mai jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hamy aik time table bana kar trading karne chahey forex mai hum pairs or currency py trading karty hain hum is ma apne mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik world wide business hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X