Starting Basis

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Starting Basis
    Salam To All Trader Especially Newbbies Ya New Traders
    :) :)
    Ap Sub Ko Salam Trading Hr New Tader Ka First Sawaal Ya Hota ha ka
    Trading Start Ke je ?
    Trading Ke Kayia Basic Ha ?
    Is Start ma ap ko jo information chaia in ke basic topic ya ha jo hr new trading ko start ka lea zarrore pata hona chaia

    Base Currency : Base Currency Wo Currency Hota Ha Ap Purchase Krta ho ...
    Counter Currenct : Ya Ap Ke payment currency ha ja ma ap invest ya pay krta ho ...
    Pip : Four place after decimal is call pip Example :- 1.4567 if this value changes to 1.4570 we can say 3 PIPS are increased More Pips You Get It Means More Profit

    :cool:Thank IF You Agree:cool:
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    pipes ka mutalaq aap ki bat shyd thkna hu baqe aap na sb thk kha haa is main kooi shaq nehe haaa kaa aap ko is main kafe experince haa is liye aap naitn aacha info mjha btye haaa pipes ko acha treqa sa soch smjh ka select krna chye is sa aap ko kafe faida hu skta haaa
    • #3 Collapse

      I Agree ya Ak Simple Defination ha Augar a yaha Sirf PIP K define krna shuru karo tu sar adin isa define aur samjana ka lea ka pr je ga pip is he back bone of forex tradin and market if you loss its just because of PIPS and if you win its Also PIPS Which MAke I happen

      :cool:Thanks If You Agree:cool:
       
      • #4 Collapse

        yes aap basic strating karey aur forex mein practice aap ko perfect banati haai aur jab aap is business ko samja jatay haain tu pir aap real account par ap is qabil ho jaye gy ky trading kar ky real money earns kar sakey so yeh acha hia aur is liye aap ko dailys practice karni chaiye jis sy aap kaa experince increase hoo ga.
        • #5 Collapse

          good thread. aap ki thread informative hai jo k new traders k liye useful saabit ho sakti hai is tarah ki thread sab senior members ko karna chaye
          • #6 Collapse

            bro is my ham ko starting my sab sy phly demo accunt use karna parta hy ta k ham is my real account my kam kary jis sy ham ko loss na hu or ham profit gian kar saky
            • #7 Collapse

              well done sahi baat likhi hai aher new trader k zehan main is tera k questions hotay hain u k mind main hamesh say yeh swalat gerdash kerty hain.
              • #8 Collapse

                very good aap ny bary sada sy alfaz main aik thred post ki hy jis main aap ny forex k bary main bunyadi batain shre ki hain main samjhta hoon k in batoon per ager koi bhi new commer asani sy pik ker sakta hy ur is amrkiy ki bunyadi batoon sy waqif ho sakta hy
                • #9 Collapse

                  nice brother ise tarah har koye acha sa post keya karay to bahtar hoga aur sab ko knowlwdge ke leyai kuch na kuch mele ga agar yaha par sab bakwas post karne lage to kuch be fyda nehy mele ga lakin loss he hoga...
                  • #10 Collapse

                    thanks a lot bhai jaan and main umeed karta hoin k is thread se hum sab ko and khas toor par new traders ko bohat he zayada help milly ge and is business ko kar k wo apni khud ke luck and life change kar sakty hain.
                    • #11 Collapse

                      forex trading aik boht acha business hay hum is main agr success hasil karna chahty hain to humain hard work kar kay practice kar kay kam karn aho ga basics ati ho gi to earning ho gi
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • #12 Collapse

                        G han main ap ki baat say bilkul agree karta hun kay forex ko basic say start karna chahiye aur is business ko completely samjh kar karna chahiye jesa kay koi bhi business basis starting aur strategies bana kar agr kiya jay to ap us main asani say kamiyab ho jatay hain four decimal places pay digits ka increase hona ap ko paas pips increase honay ki shakal main show hota hay
                        • #13 Collapse

                          trading ki basic pair ko analysis krna hai ap pair ko kesa dakhta hn agr ap pair ko us k mutabiq analysis krta ho then achi trading kr rha ho is ka baad he dusri cheezo ki terf jna chiya jesa ka account management or risk management wgra ki terf
                          • #14 Collapse

                            Gee mery bhai ap ki baat durast hai k hum ko forex market ko basic say shoro krna chaheay. jb hum basioc say shoro kray gy tou hum forex market mai behatr trading kr sakty hai./
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              ji boht hi acha topoic start kea hai apny or mai es sy bilkul agree karta hn k humein instaforex mein trasding ki bilkul thek maloomat honi chahieyn or phir hum bad mein trading start karein t o humein ziaiada sy zaida profit earning ho skti hai or hum professional trading kar skty hein.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X