Jald Bazi Kay Nuqsanat
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jald Bazi Kay Nuqsanat
    Forex trading main agar hum jald bazi karen gay to esmain humay es trha kay nuqsanat ka samna karna par sakta hay
    • Jald bazi ki waja say galt time par trade close karnay say nuqsan ho sakta hay
    • Jald bazi main trade lgany say trade humay nuqsan dai sakti hay
    • Jald bazi main hum take profit ya stop loss lgana bhool sakty hay
    • Jald bazi say humara knowledge use main nahi ata hum aik kisam kay newbie ho jaty hay

    humay chahiye keh jald bazi na kea karen sabar say he kam karnay main faida hota hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jald Bazi Kay Nuqsanat

    G han forex trading men ziyada nuksan uss ko hota hey jo jald bazi se kam leta hey kiun k woh jald bazi ki waja se achi learning aur experience hasil nhi kar paata aur bagher experience k hi trading shuru kar deta hey ta k jaldi acha profit hasil kar sakay aur jald bazi bahut ziyada mistakes bhi ho jati hen jin ki waja se bara loss ho jata hey jiss ko recover karna bhi mushkil ho jata hey iss liay jald bazi se kam nah len aur soch samaj kar fresh mind k sath trading karen tu loss ko kam aur profit ziyada hasil kar saktay hen
    • #3 Collapse

      Re: Jald Bazi Kay Nuqsanat

      G dear apany theek kaha hai k jald bazi k bhut nuqsanant hai forex trading mai, jese k dosre business mai esa hota hai k waqt say pehlay ap order kr k good manga le ya waqt say pehlay krna koi bhi kam to dosre business mai ye cheez efficiency mai ati hai but forex tading mai ye chee bhut different hai, is mai ap time say pehlay karo to wo bhi ghalat hai or ager ap late hu jai u bhi ghalat hai apko per second k hisab sya kam krna perta hai ,
      • #4 Collapse

        Re: Jald Bazi Kay Nuqsanat

        jald bazi achhi cheez naen ha forex trading mn jald bazi krnay sa hmesha nuksan he hota ha keun k jald bazi mn kia gia faisala hmesha ghalt he hota ha jis ka bahot ziafa nuksan ho skta ha forex trading mn hmesha soch smjh kr aur sabr k sath trade kren to kamyabi mumkin ha
        • #5 Collapse

          Re: Jald Bazi Kay Nuqsanat

          Dear brother jo nuqsanat ap na bataye ha jald bazi k vo bilkul drust haqqemat agar deka jaye to jaldi ma lagayi gayi trade ya jaldi ma close ki hoyi trade sa hameesha loss hi hoya hita agar jald bazi pa control kar sakty ha to ye humary leye profitable trading ki taraf acha step hoga thanks
          • #6 Collapse

            Re: Jald Bazi Kay Nuqsanat

            jald bazi par hum loss he kran ga is lyia humay chyia kay hum phaly kam ko smj len phir kran agar humara pass knowledge b ho or sath sath phir b jald bazi kran tu phir ya ek bhoat bari bawa kuffi haybis lyia humay chyia ka hum daily ka kam dail kran or sath jaldi bazi na kran nahi tu humay loss ho sakta hay humay loss say bachna chyia
            • #7 Collapse

              Re: Jald Bazi Kay Nuqsanat

              dear koi b job ya business hamesha araam aur sakoon se kiya jata hai ap ne boht achi post ki hai beshak ye sari cheez haimain jaldi bazi ki waja se face karna parhti hain jo k nhn hona chaiye ap jab b es business mai acha kam karo gy aakon aur sabar k sath tu ap ko be shak es busienss mai acha profit b ho jaye ga lekin boht se log es cheez ko smjhte nhn hain wo chahte tu hain acha kam karna lekin mehant nhn karte aur at the end wo loss he kar jate hain forex mai aysa nhn hon chaiye ap ko seekhna hai smjhna hia os k bad aage bharna hai...
              • #8 Collapse

                Re: Jald Bazi Kay Nuqsanat

                Dear member ap ny achi baat ki mera be zati khyal yehe hai k humy jalbazi nae karni chiay balky sabar k sath trade lgana chiay jald bazi sy kiya gya kam shetan ka hai or asy hum nuksan he uthaty hain kamyab nae hoty buht soch samaj kar market ko dekh kar chalna chiay experience k sath chala jy to faida hai warna loss mn he trade jati hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Jald Bazi Kay Nuqsanat

                  Dear friends kam koe b ho agar us my ap jaldbazi kary gy to apko nuksan uthna hi pary ga es jb ap forex par trad kar ty howy jald bazi kary gy ya trad lagaty howy ap galt trading kar jany ki wajah sy apko nuksn ho sakhta hai es ly khty hai k jaldi ka kam shatan ka to dosto aram sy aur sbr sy kam lena chaiy
                  • #10 Collapse

                    Re: Jald Bazi Kay Nuqsanat

                    jald bazi kisi kaam men bi nahi karni chaheye kyun ky is ka end hmesha nuqsan he hota hai aksar new traders trade lgane k baad market ko open he rakhty hain jahan dekha k un ki trade un ko loss dy rahe hai wahen market se nikal jaty hain aur thori he dyr baad wahe trade profit men chali jati hai jis par wo bohat mayoos ho jaty hain is liye koshish krni chaheye k jald bazi na kren sabar se kaam lyn is k ilawa aksar new traders thora sa profit hone par excited ho jaty hain aur lot size increase kr dyty hain jis se un ko aksar he loss face krna parta hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jald Bazi Kay Nuqsanat

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Ifrah_Ansari پيغام ديکھيے
                      Forex trading main agar hum jald bazi karen gay to esmain humay es trha kay nuqsanat ka samna karna par sakta hay
                      • Jald bazi ki waja say galt time par trade close karnay say nuqsan ho sakta hay
                      • Jald bazi main trade lgany say trade humay nuqsan dai sakti hay
                      • Jald bazi main hum take profit ya stop loss lgana bhool sakty hay
                      • Jald bazi say humara knowledge use main nahi ata hum aik kisam kay newbie ho jaty hay

                      humay chahiye keh jald bazi na kea karen sabar say he kam karnay main faida hota hay
                      Jaldbazi share trading karne k traders ko bahut jyada nuksaan 8 hote hain Kyunki Jab traders jaldi jaldi Madrid Lagate Hain To wo proper planning kar ke kaam nahi karte Jiski wajah se loss ke chances Jyada Hote Hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Jald Bazi Kay Nuqsanat

                        Ha g ap theak kah rahy hai k agr ham jild bazi karty hai to ham her jaga per loss hoty hai is lia to kahty hai haste make waist . yani jo b kam jildy main karin to us k back p koi planning na ho gy or yakeeni toor per hamain loss ho ga. or forex to aisa risky business hai jaha per ham loss ko bear nahe kar skty . is lai lazmi hai k ham her order soch samjh kar lagain to taky ham loss se bach sakain . mazeed bat yah hai k jild bazy ya ba sabry yah sary cheezain forex k khalaf hai to agr ham un cheezo per control nahe karinn go to hamain forex ko chore daina ho ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Jald Bazi Kay Nuqsanat

                          hanji bhai ap ney thek post ki hai jald bazi k boht sary nuksan hty hain main tu yeh kahon ga k forex main ap ko loss he jald bazi ki wjah say hota hai es leay ap ko market ka pehly achi move ka wait karna chahea jub ap ko confirm ho jay aur ap kisi senior say bh mashwra kar k phir markeet main trade karen forex main kam karna itna asan nahi hota k ap trade lgain ap ko foran profit ho jay.
                          • #14 Collapse

                            Re: Jald Bazi Kay Nuqsanat

                            G bhai ap nay bilkul teak kaha hy kisi bhi kaam main cahay woh forex trading business hy yah koi or kaam ho jald bazi nahi karni chaye bulky trade karny main soch samajh kar kaam karna chaye jaldi Kay chaker main loss kar dayn
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jald Bazi Kay Nuqsanat

                              Jaldi ka kaam shetan ka hota hi aur jis ka end hmesha nuqsan he hota hai jal bazi kabi Ni krni chaheye is men maximum AP ka account wash ho jata hai aur bohat sare traders is ki wajah see itny hopeless ho jaty Hain k forex jaise ache business ko chor jaty hain ache trader ki ye khoobi hai k wo khud ko jald bazi see door rakhta hai kyun ky wo janta hai k agar wo jald bazi see kaam lyna ga to Ulta loss he ho ga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X