Informative threads Karin
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Informative threads Karin
    Tama members ko chaye Kay informative thread post Karin tan Kay bonus Kay saath saath knot main bhi izafa ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Informative threads Karin

    G han forum pe jo bhi thread post kartay hen woh informative honi chahiay ta k logon k liay koi na koi information share ho aur apni thread men forex k baray men knowledge aur experience share karen aur thread men acha question karen aur phir achi briefing bhi karen aur apni thread men achi wording use karen ta k sub ko aasani se samaj aa jay
    • #3 Collapse

      Re: Informative threads Karin

      apki bat bilkul theak ha forex forum pr inforamtive threads create krni chayay jis mn forex k baray mn knowledge share ho khas taur pr seniors ko chayay k woh aisi knowledgefull threads create kren jin sa juniors bhi knowledge hasil kr k forex trading mn kamyabi hasil kr sken
      • #4 Collapse

        Re: Informative threads Karin

        Informative threads create karny ka faida ye hota hay key other members esy threads key base par apna kam knowledge increase karny ki koshish karty hey agar senior members key threads be useful aur informative nahi hoty to esy threads ka bonus to forum de deta hay magar esy threads ko informative ya best threads ka name nahi dia ja sakta.
        • #5 Collapse

          Re: Informative threads Karin

          Informative threads se 3 faiday hotay hain aik Jo achi and informative baat share krta hai uskay knowledge mai aor izafa hota hai and second new members ko good information se achi learning milti hai and third jo members acha aor informative thread lgaata hai usko ziada thanks milnay ki waja se bonus b ziada milta hai is lye forum p achi and informative baaton ko threads mai share karein
          • #6 Collapse

            Re: Informative threads Karin

            Dear member ap ny sahe baat ki hai huny khoshis krni chiay ky jo thread hum lgain wo informative ho usy ksi ko kuc sekhny ko mily achi quality ho jo dosron ko attract kary asi thread sy new member ki buht hosla afzai hoti hai apna experience share karain ta ky un ki help ho asi thread py ap ko acha bonus be mily ga.
            • #7 Collapse

              Re: Informative threads Karin

              informativ trad ma jo chez hamein pata ho wo he trad karne caheay maslan kaab karance girte ha or kab charte ha agar yeh hamein pata ho to ham acha trad kar sakte han agar hamein karance ka pata na ho or ham trad kar lein to hamein los he los ho ga is leay jitna hamein pata ho otna trad karein or jis chez k bare ma pata ho use k bare ma trad karen
              • #8 Collapse

                Re: Informative threads Karin

                Dear es forum ka bunyadi maqsad yahn jo member ahin on ko traidng k bare mai knowledge dena hai agar hum yahn information share nhn karain gain tu hun ko es mai kam karne ka koi faida hasil nhn ho sake ga lehaza ap ko chaiye k ap acha enjoy karo aur ap apni trading ko behtar se behtar banao ta k ap ko reward gain karo forex aik behtreen busienss hai jo ap ko boht he kam waqt mai acha fadida tu de skta hai lekin learning na karne ki waja se osi kam waqt mai ye ap ko loss b de skta hai lehaza ap ko aysa nhn karna hchaiye...
                • #9 Collapse

                  Re: Informative threads Karin

                  Dafinately is forum ka maqsad hi yehi hy k is se ziada se ziada information hasil ho is lie tmam members ko chahiye k wo informative thread krain takay logon ko ziada se ziada knowledge gain hota rahay is tarhan bonus k sath sath logon ko ziada se ziada knowledge bhi milta rahay ga or log yahan se hi knowledge bhi hasil kertay rahain gay
                  TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
                  Please visit my trading journal from here
                  • #10 Collapse

                    Re: Informative threads Karin

                    koshish kren k threads informative he hun kyun ky yhan threads aur postings ka main maqsad he dosrun ko ache guidance provide krna hai un logon ko jin ko ya to guide krny wala koi ni hai ya phir jin k pas forex se related sahi knowledge nahi hai agar postings aur threads informative hun ge to wo in se eaasily learn kr k apni trades ko profitable bana saken ge.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Informative threads Karin

                      G Han threads ka main kaam.he dosrun ko information provide krna he hai aur koshish krni chaheye k threads jitni ziada ho saken informational Hun ta k un ko read kr k acha knowledge gain krny ko mily aur un see ache learning kr k trading ko behtr bnaya ja sake bohat sare log forex ki basics Ni janty hoty un k liye aisi threads bohat help ful hoti Hain is liye Koshish krni chaheye k threads ko informative he bnaen.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X