Forex men ham kissi bhi trade ko perfect nhi keh sakte hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex men ham kissi bhi trade ko perfect nhi keh sakte hain
    Trading me hum kisi bhi trade ko perfect nahi keh sakte hain isliye hame har trade ke liye apne capital ko aur apne experian score experience ko zaroor madde nazar rakhna parta hai
    Market mein hum jis bhi crunncy ko dekhen usmen sell buy ho rha hota hai aur kabhi bhi sellers ya buyers strong ho sakte hain isliye hamen koi bhi trade perfect smajh kr over trading nhi krni chahiye agar ham kissi bhi trade ko perfect smajh kr over trading kren ge to tab ham kabhi bhi kamyab nhi ho paen ge so hamen mony management k sath chalna bahut zaroori hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex men ham kissi bhi trade ko perfect nhi keh sakte hain

    agar hum kisi tradeco perfect samajh nahi hai aur perfect samaj ke liye apni capital ko Nazar andaz kar denge aur big Laut ke saath trade open karenge tab hum successful nahi ho payenge aur hum loose Ho jayenge isliye hame apni capital ko dekhna bahut zaroori hota hai aur jab hum apni capital ko dekhte reading karenge tab hai hum successful Ho payenge soham kabhi b overtrading nahi karni hai kyunki overtarding se hame kabhi bhi profit nahi mil sakta hai
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: Forex men ham kissi bhi trade ko perfect nhi keh sakte hain

      G dear apne sahi kaha hai ham jo b trade lagate hain wo kabi perfect nahi hoti na keh sakte hain han lakin apne experiace aur knowledge k mutabik profit earn kar lete hain forex main perfect entry k lye apko bahut mehnat karni parti hai bahut learing karni parti hai is k lye bahut hard work aur mehnt ki zarort hai jab skills bahut ho jati hain tab achi trading kar sakte hain ham
      • #4 Collapse

        Re: Forex men ham kissi bhi trade ko perfect nhi keh sakte hain

        Ap ki bt thk ha dear forex mein koi trade perfect ha hi ni hamaen risk laima perhta ha q k ye ha hi risky business but hm agr achi trades laen ge tu hamara risk khatm tu ni ho ga but kem zrur ho jye ga phr ye ha k hamary profit k chances berh jaty ha
        • #5 Collapse

          Re: Forex men ham kissi bhi trade ko perfect nhi keh sakte hain

          G hum nahi bol saktay ka koi b treading perfect hay ku kay yahan par market ka level change hota rahta hay is lyia kabi b hum nahi bol saktay ka ya treading 100% perfect hay tread kar lo profit ho ga koi pta nahi loss b ho sakta hay is lyia humay chyia ka hum phaly kam ma experience len lay phir treading kran nahi tu him loss kran ga or profit bhoat kam
          • #6 Collapse

            Re: Forex men ham kissi bhi trade ko perfect nhi keh sakte hain

            Ji bilkul aisa hi hy hum kisi bhi trade ko bilkul perfect ni keh saktay humara experience jitna bhi acha ho lekin phir bhi hum apni trade ko bilkul bi perfect ni keh saktay isie humain apna experience or capital humesha big rakhna chahiye takay humara account safe rahay
            TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
            Please visit my trading journal from here
            • #7 Collapse

              Re: Forex men ham kissi bhi trade ko perfect nhi keh sakte hain

              Jee bhai aap theek kehty hein forex trading mein hum apni trade ko perfect nahi keh sakty kionkeh market kbhi bhi move kr sakti hai baaz okat aisa hota hai hamari aik trade achy profit mein hoti hai aur hum mazeed profit k liye usko close nahi krty phr wohi trade loss mein aa jati hai is liye apki koi trade bhi us waqt tk perfect nahi ho sakti jb tk ap usko profit mein close nahi kr lety.
              • #8 Collapse

                Re: Forex men ham kissi bhi trade ko perfect nhi keh sakte hain

                BiLkul sahii kahaa Hai Aap Ne Dear FoRex Main KiSi Bhi Trade Ko perfect nahi keH saktay baLke Kaafi Aysay Traders hoTay Hain Jo BhoT Hii ExperieNced Bhi HoTay Hain Or ExpErts Bhi LeKin iS K baawoJood bhi WoH TradiNg Mai kayi Dafa nakaam Ho JaataY Hain Q k Market Main Kayi Dafa unpredictabLe MoVeMents Hojaati Hain JiNki Waja Se Loss Ho Jaata Hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex men ham kissi bhi trade ko perfect nhi keh sakte hain

                  yes sir ap ne sahi kaha hai kee ham as main kisy bhii trade ko sahi nahi laga sakte hain as main hamra koi na koi trade as main ghlat ho hi jata hai as main ham ko aor zayda as main practice karny chahiy hai tu ham as main kkamyabi se trtading kar sake gee
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex men ham kissi bhi trade ko perfect nhi keh sakte hain

                    forex main kisi b trader ko perfect nai keh sakty hain is main har aik mehnat karna hoti hay har aik trader ko trade ko sikhna hota hay or sikh kar kay hi kam karna hota hay agr to hum demo ko use karty hain to hi market ko use kar sakty hain magr humain demo ko use karna ho ga kun kay demo mai practice karna or kam ko sikhna hota hay
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex men ham kissi bhi trade ko perfect nhi keh sakte hain

                      Jino sir aapne bilkul theek kaha hai agar Hum Pakistan Surat Mein trading karte hain aur ye sochte hain Ki Main Har vakat profit hi hoga to yeah Hamari Sabse Badi Bhool Hai Kyunki Hamein loss bhi ho sakta hai aur Hamein Ye Soch kar Pakistan Forex Limited karna chahiye ki Hamara account wash bhi ho sakta hai aur profit to Dur ki baat hai aur Agar Hamein bahut jyada knowledge Hoga To Ham Pakistan Surat Mein achha thik kar Payenge aur profit bhi Hasil kar Payenge thanks
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex men ham kissi bhi trade ko perfect nhi keh sakte hain

                        G han bai ye bat theek h k hum kse b trade ko perfact nae kh sakty q k movement ult b ho sakte h hum use ko perfact kh sakty han jb tak k hamy profit na ho jae hum is ko perfact nae khna chahey han hum ksee b trade ko profit hasil krny k bad he ye faisla kr sakty han k ye trade loss me ha ya k profit me
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex men ham kissi bhi trade ko perfect nhi keh sakte hain

                          ye baat kisi hadh tak theek hai k ham forex market main kisi bhe trade ko perfect nahe keh saktay kion k forex main koi bhe cheez pakki nahe hoti,har waqt forex market k pass dou rastay hota hain ya buy hojana ya sell hojana,es liye kabhe bhe over confidence nahe hona chahye jis ki wajah say ap itni trade laga dain k galt sabit honay py ap ki trade ap ka account he wash kar daay

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X