Forex main trading karty hoy aapni mistake say seekhna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex main trading karty hoy aapni mistake say seekhna

    Ji bilkul trading kertay huay apni purani mistakes ko zaroor yaad rakhna chahiye takay hum wohi mistakes again na krain or humain profit hasil ho jo traders trading k doran apni previous mistakes ko yaad rakhtay hain wohi kamyaab trader kehlatay hain
    TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
    Please visit my trading journal from here
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex main trading karty hoy aapni mistake say seekhna

      g han bhai ap blkl thk kh rhy ho k forex pr jab b kam kro tu apni mistakes sae sekhna lazmi ha jab b kbi apko loss hota ha tu uski wja sae kakm ko chor ni dna cheyae blkae ek axa trader hmesha apnae loss sae sekh kr us ko profit m convert krta ha or us sae earn krgta ha is lyae hme b apnae loss sae sekh kr ex[erience gain krna cheyae or dbara us glty sae bachna cheyae or phir loss ko profit m convert krna cheyae
      • #18 Collapse

        Re: Forex main trading karty hoy aapni mistake say seekhna

        Bilkul galtyian insan ko bohat sabak shikati hyn soo jb kbi b forex trading ma ap say koi galti hoo jay too ap ko chaye us say bohat zayda sabak shikna chaye ar next time aise galti nai karni chaye
        • #19 Collapse

          Re: Forex main trading karty hoy aapni mistake say seekhna

          yes sir ham ko as main aesa hi karna chahiy hai kee ham ko as amin trading main key hoe mistake se sekhna chahiy haita k ham a main age trade ache se kar sake as main ham ko chahiy hai kee ham asmainkabhi bhi greed na kare tu hiham asmain kmaybi se trading kar skae gee
          • #20 Collapse

            Re: Forex main trading karty hoy aapni mistake say seekhna

            har 1 trader mistake krta hai lekin maistake se seekhny wala trade kamayab ho jata hai or jo trader apni mistakes ko bar bar repeat krta hai wo kabhi bhi market mein kamayb nahin hota .q k wo kuch seekh hi nahi rha .
            • #21 Collapse

              Re: Forex main trading karty hoy aapni mistake say seekhna

              g bhai bilkul forex traidng main har kisi say mistake tu o he jati hai but un say ager ap nay sekha kuch nahi tu ap forex main mazeed ziada loss kar sakty hain kyon k forex main jitni kam galtian ki jain utna he ap k k lea acha hota hai ziada loss krwa krwa kar bhe ap k pas jab kuch na ho tu ap forex ko leave karny k ilawa kuch nahi hota ha es leay forex ko achi tra say skeh kar phir he es main qadm rakhna chhea
              • #22 Collapse

                Re: Forex main trading karty hoy aapni mistake say seekhna

                g bilkul sahi kaha ap ny jab b hum forex main trading karty hain aur jin mistakes ki waja se hume loss hota hai un mistakes ko point out karna chahye aur un se seekhna chahye aur next time wohi mistakes dobara nahi karni chahye taa k ap wapis loss na karain .jo banda apni mistakes se sabak seekhta hai wo kbhi b na kamyab nahi hota wo successsful hota hai.
                • #23 Collapse

                  Re: Forex main trading karty hoy aapni mistake say seekhna

                  mara khyaal hay ya who wahid business hay jis main her who trader jo new hay ka old hay is na jitna apni gultiyoon sa sekha ho ga or kisi say bi nai sekha ho ga q ka forex main humaray pass sekhna k liya apni gultiyaan bhi eik important part hay
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex main trading karty hoy aapni mistake say seekhna

                    forex aik online business hain is main kam ky duran jab ham sy koi be mistake hoti hain to hamy loss ho jata han lakin hamy zada tensa nahi hona chahey balky hamy is main apni mistake ko improve kar ky is main kam karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X