charts ko kis tara read kia jata hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    charts ko kis tara read kia jata hy
    dear forum members akser social media per traders apny apny apny charts share kerty hn jin main different arrows hoty hn jin ki direction up and down hoty hy main ye pochna chahta hon ke in arrows ka kia mutlub hy aur in charts ko kaisy read kia jata hy
    Signature removed by moderator
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: charts ko kis tara read kia jata hy

    Chart different type key hony ki waja se es ki reading be different tareequ se ki jati hay, line chart aur bar chart ki reading key ley indicators use karna zeyda behtar hay jab key candlestick chart pattern ko without indicators use key be read kia ja sakta hay, chart ko read karny key ley es ka knowledge hasil karna chaye.
    • #3 Collapse

      Re: charts ko kis tara read kia jata hy

      Chart ki reading koi mushkil nahi hay jonsya bhi currency pair ka chart read karna chahtay hain usko open karain aur candles ko dekhen unko samjhain aap ko proper knowledge hona chahiye candles ka kay candles konsi kya trend show karti hain baki jo lines hain wo support and resistance etc hotay hain unka proper achay tarikay sey aap ko knowledge hona chahiye.
      • #4 Collapse

        Re: charts ko kis tara read kia jata hy

        Bhai ye indicator hota ha jo aik makhsos teading k bd market ko up aur down show krta ha es mein koi itna kamal ni hota k ap es pe trading kro.ye just aik confision hi ha chart ap khud apny knowledge k mutabiq read kiya krean baqi cheezon ko chor daen
        • #5 Collapse

          Re: charts ko kis tara read kia jata hy

          g han chart reading bhi bht aham part ha forex ka ,jis ko samjhna bht hi zroori ha ,ap online bhi bht se sites hain jahan se seekh skty hain ,or apny seniors se bhi seekh skty hain ,k chart reading kesy ki jati ha or chart reading se market trend bhi seekh sktyhain .
          • #6 Collapse

            Re: charts ko kis tara read kia jata hy

            Chart ki study bohat eham hay aap ko trading ki acha trend achi movement ki samajh aap ko chart se aati hay chart mei apa jonsay bhi currencies pairs ka analysis karnay hon aap wo currency pairs ka chart open kar saktay hain candles wagira bar chart inn sab ki aap ko ahci sey information hogi achi samajh hogi tou he aap achi trading kar sako gay aur chart ko analyze kar sako gay aap chart ko read karain achi tarah.
            • #7 Collapse

              Re: charts ko kis tara read kia jata hy

              charts ko read karne ke bohat se tariqe hai forex market bohat hi wasi hai is ko analysis karne ke b bohat se ways hai jin me chart pattern b hai is ko b samjna ho ga akrs log trend line laga kar analysis karte hai ke market kis taraf jaye gi or kitna jaye gi ya sub market ko analysis karne ke liye kiya jata hai chart pattern agr hume read karna aa jaye tu humari trading achi ho sakti hai
              • #8 Collapse

                Re: charts ko kis tara read kia jata hy

                Chart pattern bi aik acha way hai market ki movement ko samajhny k liye aur is k sath sath apni trading ko kamyab bnane k liye bi agar ap ko charts reading a jae to ap easily apni trading men successful ho sakty Hain aur ache earning kr sakty Hain.
                • #9 Collapse

                  Re: charts ko kis tara read kia jata hy

                  Chart ko samajhna kuch mushkil ni hy ager app sahi tarhan se samjhain lekin bas yehi baat hy k app ko jis curruncey pair k chart ko samajhna hy us ko achay se read krain proper learning krain k chart ko kesay read kia jata hy then proper focus kertay rahain or is tarhan chart ki app ko samajh aye gi
                  TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
                  Please visit my trading journal from here
                  • #10 Collapse

                    Re: charts ko kis tara read kia jata hy

                    as me log askar ye batane ke koshsh krte han ke markt as tarf ja sakte haye hum ko khud try krne chahye hum ko bhe acha andaza ho sakta hye ke markt ke moveing ks tarf ja sakte haye hum ko apne ap pr depend krana hota hye agr hum ko khud pta lagta hye ke markt ne up or down jana hye to hum as markt se acha earn kr sakte han as leye hum ko chahey ke hum har time as me apne mehant jare rakhan as se hum acha trader ban sakte han jo hum ko phr acha bussines mel sakta hye profit me sorat me
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: charts ko kis tara read kia jata hy

                      bhai charts ki b bht si iksam hoty han or hr bnda apnae experience kae mutabik chart ko smj sktah a isi trah line or bar chart ki agr bt ki jae tu unko smjnae kae lyae indicator ka b istymal kya jata ha or kuch log inticators ka istymal ni krty han or candlestick kae bary m agr knowlegde zyda ho tu unka use kr k b chart ko read kya ja skta ha depend krta ha apkae knowledge pr k apko kis ka zyda knowledge a

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X