Demo mein profitable trade hi kyun

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Demo mein profitable trade hi kyun
    Aap nay bhi yeh note kya ho ga kay demo mein aksar traders ko profit hi hota hai jab kay jis time log demo per kaam kertay hain uss time per na unn ka trade ka exoeriance hota hai aur na hi trading skills achi hoti hain aur na hi money management ka pata hota hai tou aap kay khayal mein aise kya wajah hai kay unhain demo mein profit hota hai aur real mein loss
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Demo mein profitable trade hi kyun

    G han forex trading men demo account sirf practice k liay hota hey lekin iss men hum jo bhi trade lagatay hen woh ziyada tar profit men hi hoti hey woh iss liay k demo pe hum sirf trading seekhtay hen trade ko kesay lagatay aur close kartay hen aur tp kesay set hoti hey stop loss ko kesay use kartay hen aur chart ko kesay check kartay hen demo se sirf seekhtay hen baki demo account men loss aur profit ka koi issue nhi hota iss men sirf trading practice hoti hey
    • #3 Collapse

      Re: Demo mein profitable trade hi kyun

      G hain bbhai jan agar hum demo par kam karte hain auer is mein hum aik trade open karte hain to is mein humain profit hi ghota hain isi lye k hum is mein dekh kar trade nahi lagate hain is mein apko zada mehnat karni chahye aur us mein apko real mein soch kar trade lgani cbhahye tab ja kar apko is mein real mein bhi profit hasil hoga demo apko zada tar profit hi hoga qk ap is mein koi bhi parwa nahi hota hain ap trade laga deta hain
      • #4 Collapse

        Re: Demo mein profitable trade hi kyun

        dear bro pehly bat to ye hy ke demo account aur real account main same market hoty hy ab demo per profit is liy hota hy ke ap aik to lot badi lagaty hn aur dosra ap demo per without fear trade kerty hn jub ke real per ap trading confuse ho ker kerty hn ke kahin loss na ho jai ap double minded ho jaty hn aur is tara ap ka trading decesion bh right ni hota
        Signature removed by moderator
        • #5 Collapse

          Re: Demo mein profitable trade hi kyun

          G dear ap ny tk bt ki ha ky demo account pr sirf practice krty ha to profits he profits hota ha or is profits ka faida to Koch ni hota is sy hm sirf practice he kr sakty ha or jb ky hm real pr km krty ha to asy he hota ha ky jb trading krty ha to loss hota ha or profits hota to ha pr boht km is leay hm ny ager waky my he real my kmyabi hasil krni ha to demo ko chorna ni chahey
          • #6 Collapse

            Re: Demo mein profitable trade hi kyun

            Demo mein profitable trades iss lye ati hain kyun kay uss mein humain loss ka koi khatra nahin hota kyun kay uss mein sae humain koi profit nahin milta aur agar bonus chala bhi jata hai tou uss per afsoos nahin hota aur jis cheeze sae humain income na ho uss main loss ka khauf nahin hota aur issi loss kay khauf ki wajah sae hum real mein loss kertay hain
            • #7 Collapse

              Re: Demo mein profitable trade hi kyun

              Dear ap ki bat thek hay, har new trader ko demo account par profit hi hota hay hala kah es ka experience bi nai hota aur na hi us ki learning hoti hay, aur es ki reason yah hay kah woh demo account ka capital bahut bara select kar leta hay aur tukkay par trades open kar leta hay aur trades loss janay k bad bi capital bara honay ki waja say profit main wapes aa jati hain.
              • #8 Collapse

                Re: Demo mein profitable trade hi kyun

                G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai dear mery kheyal demo pe tarde lagaty time hamen kesi kisam ka koi dar nhe hota kah hamen loss ho jay ga etc jab kah real account pe hamen tarde lagaty hoy har bat ka dehan rakhna hota hai lot size etc ka
                • #9 Collapse

                  Re: Demo mein profitable trade hi kyun

                  Demo pe aksar log ess soch sey chal rahay hotay hain kay fearless hotay hain aur wo mind setup bna letay hain ye demo hay esliye learning practice mei behtreen trading kartay hain lakin jab real pe hotay hain greedy bhi hojatay hain confidence loose bhi ho sakta hay tab unko sirf demo pe profit real pe loss hota hay so ye condition matter karti hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Demo mein profitable trade hi kyun

                    Mjy jo es ki waja samjh ati ha wo ha dar ka na hona kisi cheez ka khony ka dar na hona.ap be dharak trading krty haen jis mein ap ko achi buri sb trades milti haen ap un ka tp aur sl set krty ho aur phr bhool jaty ho k mein ne trade bhi lagai thi ya ni aur wo sb trades apna tp aur sl hit krti rehti ha aur last pe ap ki jo average nikalti ha us mein ap profitable hoty ho yehi waja ha jb k real mein aisa hm ni krty es k ult hi krty haen jis se hamaen loss hota ha
                    • #11 Collapse

                      Re: Demo mein profitable trade hi kyun

                      Dear member mery hyal 2 ahim wajohat ha jis k waja sa demo pa aksar profit ma hoty ha ak to balance ka kafi hona k demo pa balance buhut zyada hota ha jis ki waja sa profit buhut zyada milta ha dosri waja ye ha k demo pa hum wait karty ha us waqt tak k jab tak trade profit ma na chali jaye means sabar sa trading karty ha free ho ker
                      • #12 Collapse

                        Re: Demo mein profitable trade hi kyun

                        Demo pe agar profit zyada hota hay aur real pe kam eski bohat si wajuhat hoti hain aik tou real pe traders fear rakhtay hain jab kay demo pe fear nahi hota aur balance bhi zyada hota hay jab kay real pe kam investment ki wajha sey aksar traders apna confidence bhi bahaal nahi rakh patay esliye wo loss ka shikar bhi hojatay hain ya conditions bhi matter karti hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Demo mein profitable trade hi kyun

                          Dear demo account real account ki tahra profit b hota hai aur loss b hota hai aysa nhn hai k os mai sirf aur sirf profit he hota hai jab ap proper way mai demo account pe practice karain gain tu ap ko tabi idea ho jaye ga k ye business ap ko acha profit dene ki salaahiyat rakhta hai ap ko bas seekhna hia smjhna hia aur phr he es business mai aao ta k ap ko kabib es business mia loss face na karna pare aur ap jitna acha kam karo gy ap ko os mai faida b osii andaaz mai ho jaye ga aur ap acha kam b karte rakho gy,,, soo ap mehnat karo...
                          • #14 Collapse

                            Re: Demo mein profitable trade hi kyun

                            Dear apki baat theek hai lekin forex trading mein new members ko is liye profit hota rehta hai kionkeh woh big capital se trading krty hein aur unko us capital se loss hony k chances kam hoty hein is liye unki her trade profit mein travel krti hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Demo mein profitable trade hi kyun

                              Dear demo account mein Hum relax mind se kaam karte hain isliye Hamari har trade profit main jati Hame demo account mein b come lot size se kaam karna chahiye Kyunki Jab Hum real account mai kaam karte hain Hamare Paas zada bonus nahi hota aur Hume come lot size istemal karna padta hai demo account be insta valanka use kare lot size leverage be kam kare a monkey

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X