Forex trading main big mistakes kesy hoti hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main big mistakes kesy hoti hain
    Aksar jab hamari already trade open hoti hai tab hamain market punch ker rehi hoti hai ky sath maximum risk ly ker dusri trade bhi open ker lain ky already running trade wala loss bhi recover ho jaey ga lekin ham Jesy hi trade open kerty hain tou loss recover hony ki bajaey increase hona shoru ho jata hai aur account wash ho jata hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading main big mistakes kesy hoti hain

    Mistakes hamesha bara profit hasil kerny ky lalach main perny per hoti hain aur kisi bhi terha ki mistake forex market main trading kerty huey sirf loss hi deti hai aur jo mistake hony per bhi big profit mil jaey forex main usy mistake nehi balky luck count kia jata hai mistake sirf wohi count hoti hai jis ki waja sy bara loss ya account wash ho jata hai aur ham aesi mistakes bar bar kerty hain
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading main big mistakes kesy hoti hain

      G bhai jan main ap ki baat say agree karta hun ager ap big mistake karty hain to ap ka account wash ho jata hai so ap ko chiye kay ap mistake mat karyn ager ager ap ik trade kar rahyn hon or dekhyn kay wo profit main ja rahi hai or sath he dosery trafe open kar dety hain to ap ko sahid pehly wali trade main loss ho jiye or ap ki next trade say sara bonus kaat liya jiye or ap ka account bhi wash ho sakta hai ap ager big risk naa layn to bahot he acha hai
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading main big mistakes kesy hoti hain

        Forex trading forum mn ziada mistakes new trader krtay hn keun k un k pass knowledge aur experience ziada naen hota aur phir bhi woh shro mn he profit hasil krna chahtay hn aur profit k chakr mn woh big mistakes krtay hn jin ki waja unko bahot ziada loss ho jat ha aur kbi kbi account bhi wash ho jata ha
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading main big mistakes kesy hoti hain

          g bhai apne theek kaha new trader aisa hi karte hai jo trades open ki hoti hai pahle se wo loss me chal rahi hoti hai or uper se aik or trade big lot size wali open kar lete hai ya soch kar ke mera loss cover ho jaye ga ya common mistake hai jo new trader karte hai agr ap chahte ho ke ap ko profit ho tu ap lot size same rakho kabi b lot size change na karo lot size change karne se hi loss hota hai.
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading main big mistakes kesy hoti hain

            Apko is mein zada se zada mehnat karni chahe aur is meinako zada greed nahi karna chahe aur is mein apoko zada se zada mistakes nahi karni chhaye tab ja kar ap is mein earn kars akte hain apko is meinn zada se zada mehnat karni chahe tab ja ar ap is mein earn kars akte hain
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading main big mistakes kesy hoti hain

              Dear brother ap ki bat bilkyl tek ha aksar loss ma jany ki yahi waja ha k hum loss ko recover karny k leye next trade open kar lety ha our vo sochy samjy baghair kar lety ha jis ki waja sa already jo loss chal raha hota ha vo zyada ho jata ha our tension bhar jati ha our usi tension ma oer humain aksar trade loss close karny party ha
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading main big mistakes kesy hoti hain

                Dear members kindly demo account open karu wahan learning karu froum pay time zaya mat karu yahan sub fraud ha. payment nae milti. pehly milti thi but ab ye nae dyty kun k inhun nay apni publicity kerni thi ker li. ab account banned hu jatta ha jub withdraw ka time atta ha tu. ic liye apna account open karu real oc man broker pabund hota ha or fast broker daikhu ye tu buhut susut ha or 4 digit broker ha ju reliabl nae ha kisi lehaz say bhi.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading main big mistakes kesy hoti hain

                  Deer forex business main hum se bihat zada mistake hoti hein is main hume sich samj kr kam krna.chaiye eik mistake ki waja se bohat zada nuqsan ho sakta ha hume chaiye is main zada profit hasil krne ki khosis na krein bhagir experience ur knowledge k hum is main khabi kameyab nao ho sakte hein
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading main big mistakes kesy hoti hain

                    Bhai aap ne sahi kaha aksar hamari trade shuru mein loss mein hoti hai aur market ki movememt hamein dosri trade open krny pe majbor krti hai k is tarah loss recover ho jayega lekin dosri trade bhi loss mein jany lgti hai jo hamari sab se bari mistake hoti hai,aisa bilkul nahi krna chahiye balkeh market ka wait krna chahiye.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading main big mistakes kesy hoti hain

                      Dear jahn tak muje knowledge hai forex trading business mai sab se bari mistake lalch karna hai q k jab ap ko forex k bare mai information nhn hoti tu ap risky business ki tarha es ko karte ho jaye insaan juwa khel raha ho aysa nhn hon achaie ap ko seekhna hciae smjhna hcahiye ta k ap ko idea ho jaye k ye busines ap ko kitni araam aur sakoon se kar skte ho lehaza ap ko mehnat k sath he kam karna ho ga aur apni trading ko b behtar sebehta rbanna ho ga soo ap mehna tkaro aur achakam karo...
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading main big mistakes kesy hoti hain

                        Forex trading men maximum mistakes hmari he waja see hoti Hain jab hum Kam knowledge k bawajood trading krny ki koshiah krty Hain to definitely humen loss face krna parta hai is k ilawa ye mistake ziada tar new members krty Hain un k pas ziada experience Ni hota aur wo trading real investment par krny ki koshish krty Hain jis ki waja see unhen big loss face krna parta hai aisi galtiyun see khud ko safe rakhna he acha hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading main big mistakes kesy hoti hain

                          forex mai jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain ya hum market ky kise rule ko ignore kar dety hain ya hum dosro ke copy pasts karty hain to hamy loss ho jy ga or is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hamy in sub ko avoid kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading main big mistakes kesy hoti hain

                            forex mai hum jald baze sy kam karty hain to hum kam sahe sy nahi kar pety or hamy loss ho jata hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik world wide business hain hamy market ka achy sy tajzia ly kar is mai investment karne chahey pher he hum acha profit gain kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading main big mistakes kesy hoti hain

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Pyara Pakistan پيغام ديکھيے
                              Aksar jab hamari already trade open hoti hai tab hamain market punch ker rehi hoti hai ky sath maximum risk ly ker dusri trade bhi open ker lain ky already running trade wala loss bhi recover ho jaey ga lekin ham Jesy hi trade open kerty hain tou loss recover hony ki bajaey increase hona shoru ho jata hai aur account wash ho jata hai
                              Forex maybe big sex worker gym trainer planning ke trade kar dete Hain Na Hai market Bhav Aaj karte hain aur Waise Hi trading karte huye knowledge Karte Hain Yeh traders ki badi mistakes hoti hai aisi mistakes Karke traders ko bahut loss hota hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X