Forex trading mai apni mind conditions ko fresh rakein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mai apni mind conditions ko fresh rakein
    Trading krtay hoye agar mind ki condition theek na ho
    ap ki kisi se fight ho gye ho ya ap kisi aisay sadmay se guzar rhay ho jiss se apki mental condition disturb ho
    Ya ap kisi bemaari ki waja se mentally disturb hon
    to ap aisi mind conditions mai trading na karein kuen k
    Aisi mentally disturb conditions mai hamesha wrong decision hi hotay hain aor is se apko kafi loss ho sakta
    Hai is lye trading k doraan apni mental conditions ko fresh rakhein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading mai apni mind conditions ko fresh rakein

    apki bat bilkul theak ha hmesha trading krtay waqt apnay minde ko fresh rakhen aur hr kism ki tention apkay minde mn naen honi chayay agr ap fresh minde k sath trade kren gay to ap achha faisala kr k trading ko profitable bna sktay hn aur achhi earning hasil kr sktay hn
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading mai apni mind conditions ko fresh rakein

      G han forex trading men trading k daoran apnay mind ko fresh rakha chahiay kiun k agar mind men koi tension ho tu phir trade lagatay waqt mistake ho sakti hey jiss ki waja se loss ho sakta hey iss liay shor sharabay se door pur sakoon mahole men beth kar fresh mind k sath trading karen tu achi trading hoti hey aur acha result milta hey
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading mai apni mind conditions ko fresh rakein

        G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai dear mery kheyal me hamen kam sy kam apny mind ko us time to thanda rakhna zrori hoga jab ham trading kar rhy hon qk agr us time hamra mind kesi or jagah pe hoga to ham tarde bhi thek sy nhe kar paen gy
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading mai apni mind conditions ko fresh rakein

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Zaib786 پيغام ديکھيے
          Trading krtay hoye agar mind ki condition theek na ho
          ap ki kisi se fight ho gye ho ya ap kisi aisay sadmay se guzar rhay ho jiss se apki mental condition disturb ho
          Ya ap kisi bemaari ki waja se mentally disturb hon
          to ap aisi mind conditions mai trading na karein kuen k
          Aisi mentally disturb conditions mai hamesha wrong decision hi hotay hain aor is se apko kafi loss ho sakta
          Hai is lye trading k doraan apni mental conditions ko fresh rakhein
          Assalamualaikum Ji Bhai Jaan aap ne both achi baat ko start Kiya Hai Hum Yeh bilkul sahi baat hai Keh agar aap Forex trading Mein kaam kar rahe hain to aapko mentally fresh hona chahiye Kyunki agar aap Mentally torture disturb Honge to ab wrong decision Le sakte hain aapko chahiye ke aap bilkul freshman ke sath trade Karenge aap ko Uske benefits Aisi Hoon
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading mai apni mind conditions ko fresh rakein

            agr aup mentally and physically toor par upset hyn too ap ko forex ma trading na karin aur situations ap ko samjana chaye ar mentally tor par ap easy hon too tub ap market ma trade karni chaye
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading mai apni mind conditions ko fresh rakein

              Dear forex member bilkul asy he hota hai fresh mind k sath trading ki jy to he behtar hai or agr ap ksi tensn mn hun ya upset hun ksi baat ko ly kr ghusy mn hun to trading nae krni chiay asy ap loss kar jaty hain trading ky liay zaruri hai khud ko bilkul relax reh kar fresh mind k sath krna chiay asy acha profit earn kr sakty hain baz dafa log mentally disturbanceki waja sy b loss kar ty hn so khyal rakhna chiay or khush ho kar relax ho kar kam karain to buht faida hota ho sakta hai.
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading mai apni mind conditions ko fresh rakein

                BiLkuL Sahii Kahaa Hai Aap Ne Dear Agar Hum FoRex trading Main Laamyaab HoNa chaahaty Hajn To HumeN chaahiYe K miNd Ko Fresh rakheN oR koShiSh KaRen K jab bhi Trade Lagaai Jaaey mind BiLkuL Fresh Ho oR kiSi Qisam ki koi Stress Na ho Q k Agar Stress hoGi To Trade Ko Achi TaRha Market check kar k Nahi lagaaya Jaaey ga jiS se Trade par kafi nEgatiVe Effect Parta Hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading mai apni mind conditions ko fresh rakein

                  G han bhai ap nay bahut achi bat ki hay, forex trading ek aisa business hay jis main ap sirf achay decision ki waja say profit earn kar saktay hain aur ap acha decision tabhi lay sakain gay jab ap mentally relaxed hon hay esleay agar ap kisi bemari ka shekar hon ya phr koi family problem chal raha ho to ap ko trading nai karni chaheay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading mai apni mind conditions ko fresh rakein

                    forex main kam karny k liye mind k fresh hona bahoot zaroori hai agr mind fresh nahi hoga hum stress main hun gay ya ksi se koi fight hui to hum bilkul b sahi kam nahi kar sakty hain kyu k her time hum mind main us cheez k baray main soch rahy hun gay jis se hum bilkul b acha kam nahi kar sakty hain aur hum loss jain gay is liye mind ko fresh aur relax kar k kam karain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading mai apni mind conditions ko fresh rakein

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Zaib786 پيغام ديکھيے
                      Trading krtay hoye agar mind ki condition theek na ho
                      ap ki kisi se fight ho gye ho ya ap kisi aisay sadmay se guzar rhay ho jiss se apki mental condition disturb ho
                      Ya ap kisi bemaari ki waja se mentally disturb hon
                      to ap aisi mind conditions mai trading na karein kuen k
                      Aisi mentally disturb conditions mai hamesha wrong decision hi hotay hain aor is se apko kafi loss ho sakta
                      Hai is lye trading k doraan apni mental conditions ko fresh rakhein
                      Acchi trading karne ke liye traders ke mind ka fresh Hona bhi bahut jyada Zaroori Hai Jab traders harassment Centre reading Karenge to vo acchi aur successful trading kar Sakenge
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading mai apni mind conditions ko fresh rakein

                        G bhai jan ap nay theek kaha hai hunyn forex mainbilkul fresh minde kay sat trafing karni chiye taan kay ziyada say ziyada profit hasil or ap ko koi bhi loss na ho ap ko chiye kay kabji bhi jald bazi main trafing mat karyn
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading mai apni mind conditions ko fresh rakein

                          fore mai hamy apny mind ko fresh rahk ky serious ho ky kam karna chahey pher he hum acha profit gain kar saky gy forex mai hum live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain yai students or house wife's ky liye bohat ache job hain is mai hamara koi boss nahi hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading mai apni mind conditions ko fresh rakein

                            G friend bilkul forex trading me apna mind ko fresh he rakhna chahiya agr ap fresh mind sy posting kary gay toh ap nuqasan sy beach jay gay jab b forex me posting kary pehly apna mind ko fresh kary or phr forex me posting kary forex trading ek aisa business hai jis me mind ka fresh hona boht zarori hota hai..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading mai apni mind conditions ko fresh rakein

                              Forex trading kay doran trader ko apna mind k fresh rakhna hota hay. que kay yeah sara kam mind ka hay aur mind nay hi faisla kerna hota hay kay kia kerna hay. ager mind ghalat faisla keray ga to wo loss keray ga. aur ager mind fresh hay aur usay kisi kisam ka pressure nahi hay aur koe tension nahi hay to mind hamesha acha faisla kernay main madad gar sabit hota hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X