Forex mein wrong trade
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein wrong trade
    Dear friends jaisa kay hum trade kertay hain aur woh trade wrong chali jati hai tou iss pae kya kerna chahyea uss ko jari rakhna chahyea ya uss ko close ker dena chahyea bahut sae dost kehtay hain kay uss ko jari rakhna chahyea kyun kay woh baad mein wapas aa jati hai lakin kabhi ghalttrend chalay janay pae bahut zayada loss ho jata hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein wrong trade

    Dear apki baat theek hai forex trading mein agr apka bonus boht acha hai tu jo trade wrong trend mein ho usko close nahi krna chahiye kionkeh yeh aap k bonus pe depend krta hai agr bonus kam hai tu phr jo apko theek lgy woh faisla krein kionkeh kabhi trend ap k against ho k bhi apki favour mein aa sakta hai aur kabhi trend full ap k against chalta hai jis se account wash bhi ho jaty hein.
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein wrong trade

      Dear ap jab trade lagaty hain to ap ko chaye ky pehlh us pair ko achy analyse kerein. Us ky baad soch samajh ker trade lagain. Trade jab bhi lagain to us ky sath stop loss us ki support se zera pehlg lagai. Wasy to trade support per hi lagani chaye. Aur shoro mein trade aget loss mein jati hai to uz ko hath se close kerny ki zaroorat nahi hai.
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein wrong trade

        Rong trade sy bamy loss hi hita hy our to hamy kuch bhi nai mikta hy hamy rong trading sy loss k ilwa kuch bhi hasil nai hota hy is liya koss y bchny k liya hamy rong nai right trade open rni chiya ayk bar hi achi trha sy market ko smjh liya kry k ya kis sid pr jany wai hy our kitna jaye gy
        https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein wrong trade

          Bhai agr tou aap kay pas balance zayada hai tou aap ko kisi bhi trade mein perashan nahin hona chahyea aur agar aap trade lagatay hain aur woh loss mein chali jati hai tou uss ko jari rakhain woh kisi bhi waqt aap ko profit dae jaye gilakin loss kam honay per behtar hota hai kay close ker di jaye
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein wrong trade

            Mere khyal.main agar hum se koi trade wrong trend main lag jati hay tou hunain chaiau k hum us ko thore boht loss par hi closs kar dain na k market k trend change hone ka wait karain aur zada loss uthain kiu k jab hum zada trend k opposite trade lagate hain tou wo humain zada loss deti hay aur humara account bhi wash ho sakta hay
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein wrong trade

              G sir hum aksar auqat galat trade laga bethte hain aur jis se hum buhat sa loss hona shrouh ho jata hai is main sab se pahle ye hona chahiye k hum jab bhi apni trade lagain tou porimrket ko analysis kar ke lagain aur phr bhi ap ki trade loss main jati hai tou is main ap ko apna bonus dekhna chahiye ager ap ka bonus acha hai tou ap apni trade ko long term main lay jayen aur jab bhi market suitable ho tab close karen.
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein wrong trade

                g han bhai apki bt blkl thk ha m is bt sae itifaq krta hon agr ksi bbndae4 sae glty sy ya jan kr wrong trade lg jaty ha or us m profit ki jga loss ho rha ho tu usko cheyae kae wo apni trade ko bnd krdae taki usko zyda nusksan na uthna prhae or is trah wo bach skta a mgr us trade ko close na kya jae tu bht zyda loss ho skta ha jitna apnae na socha ho is lyae hmesha koshish kro k trade close krlo agr wrong ho jaty a tu
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein wrong trade

                  agr ap Forex ma trading kar rahy hyn ar woo trade wrong chali gai hai too ap ko chaye us trade say sabk hasil karin ar wasi galti pir na karin jis say ap ko loss hoo jay soo experience hasil karin ar best trade karin
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein wrong trade

                    Bhai ye sab hamary account par depend karta hai kay hamary pas bonus kitna hai.agar bonus zyada hai to phir to humain loss mai jati trade ko rakh kar risk lena chiay lekin agar hamara bonus kam hai to humain trade ko rokny ka risk nahi lena chiay kun kay is trha kay risk sy agar trade zyada loss ke traf jaye to hamara account bhe wash ho sakta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mein wrong trade

                      Jii Haan Dear agar market opposite direction min MoVe KaR Jaaey Or lott SiZe BaRa ho to aksar Account Wash HoJaata hai isLiye huMen ChaahiHe k AccoUnt Ko Zehan main Rakhtay huay trade lagaani chaahiye taakay agar los ho bhi jaaey Ya market opposite move ho to itna balane ho k Agar market wapis move karnay tak trade chalti rahay isliye humen koshish yeh hii karni chaahiye k kam se kam lott size main trading ki jaaey q k yeh Kaafi SeCuRe HoTi Hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mein wrong trade

                        g haan sir kabhi bhi aesa bhi hota hai kee hamra tradebghlat ho jata hai as main ham ko us wakt hi a smain us ko close kar deny chahiy hai ta k ham k a smain zyad loss n ho aor hamra account wash na ho as liy ham ko a sain aesa karna chahiy hai to hi ham a smain kmayb hi skate hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mein wrong trade

                          Gee brother aap ny droost fermaya k forex main wrong trade lag jati hay iss per ager woo loss main chali jati hay to aap ko perisan ho ker jaldi say trade ko band nai kerni chahaye balky saber my sath iss kawait kerna chahaye jab task kwoo dobara profit hi tharf move kerty jay.
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex mein wrong trade

                            forex mai jab hum wrong trade laga dety hain to hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik international business hain hum is mai live trading kar sakty hain hum is mai investment kar ky acha profit gain kar sakty hain forex mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex mein wrong trade

                              forex mai agar hum wrong trade laga dy to hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka koi balm nahi hota hamy hamy ache leaning hasial kar ky analysis ko use kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe high amount invest kar ky high risk lena chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X