Kya Forex ka Ilam aur Tajurba hi Confidence ki waja ha????
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya Forex ka Ilam aur Tajurba hi Confidence ki waja ha????
    Dear members Asslam o Alekum, kisi b kaam ko karne ke liye kuch confidence aur himmat ki zarorat hoti ha hamesha , aur forex trading mein to hosla aur himmat hi aik trader ko kamyaabi ki taraf le kar jate hain , aur ye himmat aur hosla hamain wo ilam daita ha jo ham is forum se aur dosry tareeqo se hasil karte hain. Agar ham ilam k begair trading shuru kar dain gy to apna nuqsaan hi karain gy aur aakhir mein himmat haar kar beth jain gy , isi liye zarori ha ke pehly apne aap mein himmat aur hosla paeda kya jaye forex ko seekh kar phir hi ye kaam shuru karna chahye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kya Forex ka Ilam aur Tajurba hi Confidence ki waja ha????

    Jee bilkul aapne Baja farmaya hai forex mein confidence ki wajah forex ka knowledge and experience hi hota ha jis trader ke paas achha knowledge and achha experience hoga wohi trader is business mein confidence ke saath kaam kar sakega orchestra daal ke paas achha experien aur accha knowledge nahi hota hai woh is business mein confidence ke saath kaam nahi kar pata hai jo Hume is business mein experience and knowledge lazmi hona chahiye
    • #3 Collapse

      Re: Kya Forex ka Ilam aur Tajurba hi Confidence ki waja ha????

      g bilkul sahi kaha bahoot se log confident is waja se hoty hain kyu k in k pass ilam aur tajurba hota hai wo full knowledge rakhty hain isi liye wo kamyab b hoty hain kyu k wo apny knowledge pay full confident hoty hain jo in ko acha khasa profit daita hai aur wo successful hoty hain aur confidence b bagir knowledge k nahi ata hai agr knowledge nahi hoga to confidence b humry pass bilkul nahi hoga.
      • #4 Collapse

        Re: Kya Forex ka Ilam aur Tajurba hi Confidence ki waja ha????

        G bilkul.jab humary pass knowledge ho ga humari achi learning ho gi tou tab hi hum achi trading kar sakte hain aur confidence k sath kam kar sakte hain is liay forex min success hasil karne k liay zarori hay k ap apne andar zada se zada confidence paida karain take ache trader ban sakain
        • #5 Collapse

          Re: Kya Forex ka Ilam aur Tajurba hi Confidence ki waja ha????

          hum ko chahye jab hum ye bussines start krte han to apne mind ko as pr rizi krna ho ga ke ye world ka sub se big bussiens hye as me kabi bhe hum bager kse mehant ke kamyab nahi ho sakte han agr hum me hemat hye to as me kamyabi ho sakte haye and hum apne mehant and hemat ko sahi way pr agr krte han to ye knowladge hum hasle kr sakte han forex ka learn krna bohat zarori hota hye jab hum as me expert ho jate han to hum ko as me zayda time nai dena hota easy ho jata hye hum ko as me earn krana
          • #6 Collapse

            Re: Kya Forex ka Ilam aur Tajurba hi Confidence ki waja ha????

            g han bhai m is bt sae itifaq krta hon k agr apkae pas experience ha tu apkok dr ni lgta trade lgaty hoi q k apko [pta hota hota ha k muja kam nuksan ho skta aor kab faida ho skta ha is lyae jo kam phly sy krty \a rhy han jin kae pas experience ha wo log confidence m ho kr post lgaty han jis sae unko faida b hota ha q k dr kae kam krnae sae nuksan b ho skta a hmesha kosish kro k market ko smj kr apnae experience ki based pr kam kro phir dr ni lgae ga or confidence rho gy
            • #7 Collapse

              Re: Kya Forex ka Ilam aur Tajurba hi Confidence ki waja ha????

              g bilkul forex main ager ap nay kamyabi haisl karni hai tu ap ko yeh chezain expereince knolwgde aur practiec karna boht he zrori hai akela confidence apk kisi kam nahi ata forex main expereince hona zrori hota hai kyon k yeh markeet main kam karna boht mushkil hota ha es leay ap ko es market main kam akrny k lea din rat hard work ki need hoti hai phir he ap ko success mil pati hai
              • #8 Collapse

                Re: Kya Forex ka Ilam aur Tajurba hi Confidence ki waja ha????

                G dear brother knowledge aur experience hi Asal me confidence hy. Bina knowledge aur experience K confidence gain nhi Hota. Jis Insan me knwoldge aye experience Hota hy usi me confidence nzar atta hy. Isliye confidence K liye knowledge aur experience ka hona hy must hy
                • #9 Collapse

                  Re: Kya Forex ka Ilam aur Tajurba hi Confidence ki waja ha????

                  Bhai ap nay bohat he achi baat ke hai.duniya main koi bhe kam knowledge,practice aur experience kay bagair kar kay kamyab hona mumkin nahi hai.jab bhe hum koi kam shru karty hain to pehly us ke poori maloomat lety hain phir aur ke practice karty hain.asy he forex main humain pehly poori tarha knowledge hasil karna chiay aur phir trading ke proper practice karni chiay phir hum in sha Allah kamyab hon gay otherwise nakami ka samna hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: Kya Forex ka Ilam aur Tajurba hi Confidence ki waja ha????

                    hamara knowledge he confidence hain forex mai hamy ache learning hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe fresh mind ho ky confidence ky sat kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain forex aik real business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Kya Forex ka Ilam aur Tajurba hi Confidence ki waja ha????

                      bilkul mera answer hay ,yes, aap ka forex kay baaray mn ilam or uc mn lagai gai mehnat kay iwaz jo bhi aap experience gain karty hen woh aap ki trading confidence kay khaas pillars hen in men or bhi kaafi saari chezen hen jo aap kay confidence ko sahara dety hen un mn say aik cheez jo mere ilam mn hay woh hay aap ka running capital ya invested capital , yeh bhi forex trading mn aap kay confidence ki aik bohot bari waja hay, mn aap ki baat say ittefaq karta hn aap bhi apna capital barhaen or phir dekhen keh kya hota hay aap yaqeenan ic ko enjoy karen gay or aap ko ic baaray mn or aagahi ki zaroorat parti rehti hay jis kay muqaabil forex trading apnay zawabat kay hawalay say ho sakta hay keh theek ho na no.
                      • #12 Collapse

                        Re: Kya Forex ka Ilam aur Tajurba hi Confidence ki waja ha????

                        Aslamualaikum forex ka ilm or tajaruba hi humain achi trading k qabil bnata hy jis se humaray andar confidence ata hy is lie forex ka tajaruba ziada se ziada hasil krain takay app ko trading per mukamal aboor hasil ho or app acha profit hasil ker sakain or trading main confidence ziada se ziada le ker earning achi ker sakain
                        • #13 Collapse

                          Re: Kya Forex ka Ilam aur Tajurba hi Confidence ki waja ha????

                          ji haan bhai jaan aapne bilkul theek kaha hai ye canfidence Forex ka ek hissa hai Kisi bhi kam karne ke liye conflation Ki Zaroorat hona chahiye aur jaa kefair Har kaam aasani se halal ho jata hai thanks for you
                          • #14 Collapse

                            Re: Kya Forex ka Ilam aur Tajurba hi Confidence ki waja ha????

                            forex ka ilam or tajarba he trading ka confidence hain hamy rozana 2 ganty demo account mai practice karne chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy forex aik world wide business hain is mai usa or china jasy bary bary mumalik sahmil hain forex aik real or kabe be katem na hony wala business hain yai pakistan mai legal ban cuka hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kya Forex ka Ilam aur Tajurba hi Confidence ki waja ha????

                              Forex market mai kamyabi key lye ak trader ko regular market mai learning krna hai aur experience hasil krna hai. jis key bad ak trader es market mai regular trade kr sakta hai. Forex market mai trade krna muskil hai. Likan jab ak trader learn krta hai aur market key trend ko follow krta hai tou wo market mai zada earning hasil krta hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X