Hedging kay nuksanat?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hedging kay nuksanat?
    Main nay suna hay kay hedging say hamara apna hi nuksan hota hay is main hamara margin lock ho jata hay jis ki waja say ham zyada trade nahi ker saktay? kia aisa hi hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hedging kay nuksanat?

    Dear hedging open karna easy hai lekin es ko close karne mai ap ka account wash ho skta hai ye baat aik side pe islaam mai hedging system haram hai ye mai es liye keh raha hon q k mai ne youtube pe Dr. Zahir naik ka aik beyan suna tha kisi ka sawal tha stock market halal hai ya haram tu os ne bola stock market mai hedgin system haraam hai baqi thek amal hai es liye mai ne os k bad kabi apne account ko hedge nhn kiya aur na he mai karna chahta hon lehaza ap ko seekh k aur smjh k he kam karna ho ga ta k faida ho loss na ho...
    • #3 Collapse

      Re: Hedging kay nuksanat?

      hedging system kO islaam mein haram kraar dia gyaa hai is py mukhtalif ulma k bayan bhee sun sktaii hainn....is se hmara loss hOta hai ak tO hum haram kamatai hain aur dsraa yeb k hedging krnaa asaan hai aur is kO stop krnai k liye ache techq hOne chaiyaii warna is ke wajah se accnt bhe banned hO sktaa hai
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Hedging kay nuksanat?

        Sir mien jab say forex mien aya hoon or miren jab say trading kerta hoon mien nay as mien kabi b hedging na ki agar hum as mien aa ker yeh erty hien tu haamin as k kerny ka kuch bee feda na milta hai or hamaian as mien profit or loss aik he rah jata hai as lye mien forex mien jab bee trading kerta hoon tu mien as mien dakh ker he trading kerta hoon.

        اب آن لائن

        Working...
        X