Emotions ko control kasie kiya jaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Emotions ko control kasie kiya jaye
    agr hum kamyab trader banana chahte hai tu emotions ko control karna hoga ya kaise hoga wo me apko batata ho ap jub b trade kare in rules ko follow kare
    money management zaror kare rist ti reward ko daikhe or stop loss or take profit zaror lagaye or phr trade open kar le laptop close kar de market ko na dailhe jo b hog hone de is se ap apne emotions per control kar sako gy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Emotions ko control kasie kiya jaye

    jbb bhr teafing k doraan hum.emotion mein a jataii hain wahann he hmaiin nuqsaan hO jataa hai agaar hum ak achaii trader bn a chhtai hain tO us k liye hmaiin chahiyaii k hum apnai amdar sabrr paodaa kraiin koo bhe faislaa laityy waqtt harghiz jazbati na Hon tb he hum is adat pr cntrole pa sktai hain
    • #3 Collapse

      Re: Emotions ko control kasie kiya jaye

      forex market ek real business hy jis main apko ksi lalaach main trading nahi krna chaye apko chahye k ek mind set krain ek apna target rakhain jb apka target apko mil jaye to apko chaye ky market sy out ho jana chahye and next trade ka wait krain agar ap ne emotional ho k and ziyada profit k lalach main trades open ki to ap apna account bhi wash kr dain gy so apko apne emotions py control krna hoga and sabar sy trading krna hogi.
      • #4 Collapse

        Re: Emotions ko control kasie kiya jaye

        Emotions ko control krna Thora sa mushkil zroor hai magar aisa Kiya ja sakta hai aisa krna mumkin hai jab bi AP koi trade lgaen to koshish kren k trade lgane k baad market k us pair ko bar bar open na kren aisa krny see apka mind strategy see hat sakta hai ho sakta hai ap market ko loss men jata dekh kr trade close kr dyn aur thori he dyr baad won AP huq men chali jae aise ap ko loss ho sakta hai is liye jab bi trade lgaen lgane k baad tp aur sl ko lga kr market ko chor dyn aisa kr k AP loss see back sakty Han.
        • #5 Collapse

          Re: Emotions ko control kasie kiya jaye

          jbb bhr reading, ok doraan hum.emotion mein a jataii hain wahan, he hamein, nuqsaan hO jataa hai agar hum ak achaia dealer bn a chhtai hain tO us okay liye main chahiyaii okay hum apne, andar saber, pagoda krainin, koo bhe faislaa laity, waqtt harghiz jazbati na Hon tb he hum is adat pr cntrole pa sktai hain
           
          • #6 Collapse

            Re: Emotions ko control kasie kiya jaye

            اصل پيغام ارسال کردہ از: naghman123 پيغام ديکھيے
            agr hum kamyab trader banana chahte hai tu emotions ko control karna hoga ya kaise hoga wo me apko batata ho ap jub b trade kare in rules ko follow kare
            money management zaror kare rist ti reward ko daikhe or stop loss or take profit zaror lagaye or phr trade open kar le laptop close kar de market ko na dailhe jo b hog hone de is se ap apne emotions per control kar sako gy.
            Assalamualaikum ji bhaijaan Forex trading Main Apne motions ko control karna bahut jyada Zaroori Hota Hai Uske liye bahut Sare tarike Hai jis mein sabse zaroori hai money management ka use karna aur take profit non stop loss Koi use karna aur baar baar apne tradeco mat dekhna in Sab cheezo Tamil Karke aap apne motion super control kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Emotions ko control kasie kiya jaye

              jbb bhr teafing ok, doraan hum.emotion mein a jati hain wahan, he hamein nuksan hO jataa hai agaar hum ak achai, trader bn a chahte, hain tO us okay liye humein, chahiye okay hum apne amdar saber pagoda krainin, koo bhe faisla laity, waqt hargiz jazbati na Hon tb he hum is adat pr controle pa sakta hain
               
              • #8 Collapse

                Re: Emotions ko control kasie kiya jaye

                Hamy apny emotion ko bhot zeada countrol krna cjiya is sy hamy bhot zeada loss ho sgta hy agr ham tradimg my bot zeada dyhan rakhy tto ya nai hogy agr ham sakon sy kam kry emotiion ko any hi na dy is my to ham loss sy bch sgty hy hamy loss ai hoga pr agr ham emotion ko bech my laye gy to hamy bhot loss ho sgta hy is kam my
                https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                • #9 Collapse

                  Re: Emotions ko control kasie kiya jaye

                  forex trading main sab sa zaruri chez ha apny emotions ko control krna qk agar hm inko control ni krny ga tu is sa money k kafi lose ho sakta ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Emotions ko control kasie kiya jaye

                    han ap ke bat theak hye hum jab bhe trade lagte han hum ko all cheezo ko dekhana hota hye jab hum sub cheezo ko dekhte han and phr hum trade lagte han to hum ko sl and tp set krna hota hye phr hum jab all time as trade ko dekhte han to kabi ye trade loss kabi profit me ate haye js se hum ko tensn hona start hote hye as leye hum ko apne emotions pr control nahi rahata kabi to hum apne trade ko loss me cut kr dete han kabi to hum kam se kam profit me hum ko trade lgne ke bad apna pc band kr ke koch hours relex rehana ho ga phr hum apne trades pr acha asar kr sakte han
                    • #11 Collapse

                      Re: Emotions ko control kasie kiya jaye

                      Emotions to dunya k her insan mein paay jaty hain bus insan ny situation k mutabiq chalna hota hay apnay emotion pr qaboo patay huay hum log ziada tr us waqt emotional hotay hain jub humain ziada profit aata hay or hum phir mazeed trade lagaty hain un mein nuqsan utha baithty hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Emotions ko control kasie kiya jaye

                        Forex trading business mein hum ko emotional ho kar kabhi bhi trading nhi karni cahaiye kiok agr hum emotional ho kar trading kartay han tu is se hum koi mistake karain gay js se loss ho sakta hy aur emotions ko countol karne k liye khud par control karna cahaiye aur jab loss ho ya profit ho emotional nhi hona cahaiye is se hum loss se bach saktay han
                        • #13 Collapse

                          Re: Emotions ko control kasie kiya jaye

                          emotion ko control ap es trhan kr skty hyn k ap dosru par nazar rkhyn dosru k bary m pta lgaeyn k unhen loss ho ra hy ya profit. zaida tar logon ko loss ho ra hota hy to un ko dykh kr ap apny jazbaat ko control kr skty hyn k agr ap ny control na keay to un jaisa haal ho skta hy ap ka.
                          • #14 Collapse

                            Re: Emotions ko control kasie kiya jaye

                            Dear jaha tk mera khyal hai is bare main tu apna point of view share krta chalon ap apne emotion per tab he control kr paye gyen jub tk ap professional trader nahe ban jate or ap market ko as a real business ki tarah nahe lety tab tk apne greed per control pana mushkil hai trading krte time har ek cheez per ap ka focus bana rehna chahye then ap ek acha profit earn kr paye gyen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Emotions ko control kasie kiya jaye

                              forex main hamy achi learning hasil kar ky is main best experience or knowledge ky sath is main kam karna chahey hamy is main jald bzi main kam nahi karni chahey warna hamy loss ho jaye ga lakin is main market ka ya hamary brokers ka koi be qasoor nahi hota hamy is apny emotion ko be qaboo main rakhna chahey

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X