pehly learning phir earning

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    pehly learning phir earning
    dear forum members ager ap mairy is forumle per amal kren ge to ap lazmi forex trading main kamyab hon ge ,pehly learning phir earning aur ye aik sachai hy ke jub tak ap forex trading ko learn ker ke ni kren ge ap forex trading main kamyab ni ho sakty
    Signature removed by moderator
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: pehly learning phir earning

    G han forex trading men learning pe bahut zore diya jata hey aur posting bhi ziyada learning k baray men hoti hey iss liay yeh bhi such hey k no earning without learning iss liay koshish karen k pahlay achi learning aur experience hasil karen aur phir trading start karen tu achi trading hoti hey aur achi earning bhi hasil hoti hey
    • #3 Collapse

      Re: pehly learning phir earning

      G han bhai bilkul isi terhan hi hey. Forex trading main learning bhi zarori hey aor learning key sath trading ki practical skill bhi. Jo trader apni skill ko behter kerny key baad lalach ko chor ker trading kerta hey woh asani key sath forex trading main profit earn ker sekta hey.
      • #4 Collapse

        Re: pehly learning phir earning

        Agar apke pass is mein learning hain to ap is mein earn kar skate hain apko is mein zada se zada mehnat karni chahye tab ja kar ap is mein earn kars akte hain ye aik best online site hain jis mein ap earn kars akte hain apko is mein ihtiyt se kam karna chahye tab ja kar ap ios mein earen kars akte hain apko is mein zada se zada mehbnat karni chahye tab ja kar ap is mein earn kartsbakte hain apko is mein ihtiyt se kam karna chahye tab ja kar ap is mein earn kars akte hain
        • #5 Collapse

          Re: pehly learning phir earning

          Yes dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai daer ye to bunyadi bat hai kah koi bhi kam karny sy pahly ham is ko learn karen or phar he earning kar sakty han bhala koi bhi banda bena sekhy koi kam kar sakta hai ya kesi kam me sy bhi kuch kama sakta haimery kheyal me aesa mumkin nhe hai
          • #6 Collapse

            Re: pehly learning phir earning

            g han bhai apnae axe btki ha m blkl apki bt sae itifaq krta hon ya bt hr jga hr bussiness m hme ya rkhni cheyae k phly learning opr phir earning apka kniowlegde or apka jitna experience hoga utna hy apko profit b hoga mgr knowledge kae bagir kam krnae sae loss zyda ho skta ha or koi b kam ho us m start m loss isi lyae ota ha k apkae pas knowlwdge kam hota ha jab kam sekh lta ha bnda tu loss hona ktm ho jata ha that is phly learning and then earing
            • #7 Collapse

              Re: pehly learning phir earning

              G bilkul jab kuk ap ko kisi kaam ka baray main knowledge nahi ho ga ap is main kamaybi hasil nahi kar sakty is layn ap ko chahyn ka phaly ap forex ko learn Karin or bad main kaam shorn Karin jitna ap ka pas experience ho ga ap ko earn karny main asani ho gi
              • #8 Collapse

                Re: pehly learning phir earning

                اصل پيغام ارسال کردہ از: abidmalik پيغام ديکھيے
                dear forum members ager ap mairy is forumle per amal kren ge to ap lazmi forex trading main kamyab hon ge ,pehly learning phir earning aur ye aik sachai hy ke jub tak ap forex trading ko learn ker ke ni kren ge ap forex trading main kamyab ni ho sakty
                ji bhai jaan learing is very importent for any kind of bussiness inthe world and forex trading is a
                ver difficult thats why knowledge of forex trding bohat zarori hai achi trade k ly bhi
                auur ami experience ko zayada kerny k ly bhi
                • #9 Collapse

                  Re: pehly learning phir earning

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: abidmalik پيغام ديکھيے
                  dear forum members ager ap mairy is forumle per amal kren ge to ap lazmi forex trading main kamyab hon ge ,pehly learning phir earning aur ye aik sachai hy ke jub tak ap forex trading ko learn ker ke ni kren ge ap forex trading main kamyab ni ho sakty
                  Assalamualaikum Ji Bhai Jaan Yeh To Ek definitely si Baat Hai Keh agar aap Pehle achi lag nahi kar lete hain to uske baad hi aap ek achi running kar sakte hain Kyunki Agar aapko trading oenology ke baare mein pata hi nahi hoga ya aap uski studies nahi karenge to aap kaise ho us business ko kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: pehly learning phir earning

                    Han g pehly learning karyn or us kay baad ap earning kar sakty hai kyun kay without learning kabhi earning nahi ho sakti so ap ko chiye kay forex say ziyada say ziyada knowledge hasil karyn or us kay baad ap trading ka experience lazmi hona chiye ager ap kay pas experience hoga to ap achi trading kar sakty hai jis say ap acha profit haisl karty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: pehly learning phir earning

                      G brother ap nay bilkul thek kha ha forex ho ya koi ar business jo bhi business ap start kariny sub say pehlay ap ko us business k bary main complete learn karna pary ga agar ap business k bary main learn nahi kariny gay to ap asha earn nahi kar sakty hain ar some time ap ko leaning na karny ki waja say loss ho sakta ha esi trah forex aisa business ha jis k bary main bhi ap ko learn karna parta ha trade karny k liay ap k pass kuch cheezon ka hona zarori ha jaisy....
                      1.Knowledge
                      2.Experiance
                      3.Market analysis
                      4.how to trade and when
                      5.Lalich na karna
                      Brother trade karny k liay ap k pass knowledge ar experiance ka hona bht zarori hota ha ar trade karny main kabhi bi jald bazi na kariny hmesha market ki movement ki dekh ka trade kariny ar lalich kabhi na kariny lalich hmesha loss ki traf lay jata ha agar ap forex k bary main complete learn kariny gay to ap ko profir bhi asha milay ga
                      • #12 Collapse

                        Re: pehly learning phir earning

                        mew anai wlaii membrss learning se phlaii he earning ka sochtaii hain...aur low knowledgee se kaam.krnaa bhtt he riskyy haii....jmeshaa phlaii jO hher kaam shutu krnaa hO phlaii us k barai krin full knowledgee aur information lain phrr he is kaamm ko shuru krain is se hmain kbhi bhe nuqsaan nhee hOgaa
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: pehly learning phir earning

                          jee bhai main apki baat sy agree krta hon apne bohat achi baat ki hy ky earning ky liye apko pehle learning ki zarorat hy agar apne forex main earning krni hy to apko forex main knowledge and experience ka hona lazmi hy ap ky pass jitna knowledge and experience hoga ap utni hi profit earn krain gy agar knowledge nahi hy forex ka to ap loss krain gy .

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X