Loss hone ka bara reason
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss hone ka bara reason
    Loss hone ka bara reason lalch oar market ko analyse na krna oar soche bina hi trading krna doston aap ka kia khayal he kia aap loagon ki nazr main koi oar reason he
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss hone ka bara reason

    Dear friend apki bat bhi theak ha k lalach ki waja sa bhi loss hota ha ap ziada lalach mn big lot size lgatay hn ziada profit k liay to loss ho jata ha lekin meray khial mn loss ki barri wja apkay pass trading experience ki kmi hota ha agr apkay pass achha experience ho to loss k chance km hotay hn
    • #3 Collapse

      Re: Loss hone ka bara reason

      Humaray loss ki jo main wajah hay woh yeh hay k hum log jis pr trade lagaty hain us baray mein mukamal malomaat nai rakhty k woh pair ya woh koi bhi cheeez future mein kia kr sakty ya un pairs k mumalik ki muashiat future mein kahan ja sakti hy
      • #4 Collapse

        Re: Loss hone ka bara reason

        Tamam traders hi forex market main jab trading start kerty hain tou loss zarur hota hai jis ki main waja yeah hoti hai ky without complete forex trading knowledge aur experience ham bara risk ly lety hain aur loss ho jata hai lekin agar pehly demo trading main practice ker ky acha experience hasil ker lia jaey aur forex market ka knowledge bhi hasil ker ky trading start ki jaey tou loss kam aur profit zyada hota hai
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Loss hone ka bara reason

          Yes dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai dear mery kheyal me apny thek bat ki hai market ko analysis karna must hai agr ham market ko anaylsis nhe karen gy to hamen trade ka pata nhe hoga kah ham ny trade buy ki karni hai ya sell ki or over confidence ki waja sy bhi bhot loss hoty dekhy han meny

          اب آن لائن

          Working...
          X