Fearless trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fearless trading
    Assalamualaikum ji bhai jaan Meri tamaam junior members for senior members Rai hi ke Wo Jab Bhi apni trade ko Lagaye tu hamesha fearless Hoga Lagaye Apne andar Kisi bhi Kishan Ka Dar Aur Ho Na Ho Kyunki agar aap fearless hokar trading business ko nahi karte to aapas Mein kamyabi Hasil nahi kar sakte
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Fearless trading

    Ap nay bilkul theak baat ke hai kay jab bhe trade lagain to kosish karain kay hum dar ko khud par havi na honay dain.loss ka dar to wesy he hota hai lekin agar hum is baat ko samjhain kay jahan profit hota hai wahan loss bhe hota hai to hum is dar ko overcome kar sakty gain.isliay kosish karni chiay kay jab bhe trade lagain to be khof ho kar lagain
    • #3 Collapse

      Re: Fearless trading

      Jo log forex trading men risk lenay se dartay hen woh kabi bhi kamyab traders nhi ban saktay forex aik risky business hey iss men jab tak risk nah liya jay tu acha profit hasil nhi ho sakta iss liay trading ko soch samaj kar fresh mind k sath karen aur khud pe depend karnay k bahd trading start karen tu trading men kamyabi zaroor milti hey iss liay darnay ki zaroorat nhi kiun k forex trading men jo darta hey loss bhi ussi ko hota hey
      • #4 Collapse

        Re: Fearless trading

        W salam
        Bhai ap ny bilkul sahe baat ki hai trade lgaty huay buht c baton ko soch kar chalna chiay or khas tor par yeh baat dill sy nikal daini chiay k kahen loss na ho jy kun k asy mn humy kuc sahe samaj nae aata fair ho kr trade lgain bina dary asy mn kamyabi zarur ho gi bs lalach nae rakhna chiay dill mn or na darna chiay loss b zindgi ka hisa hai ho he jata hai.
        • #5 Collapse

          Re: Fearless trading

          dear business koi bi hy ager us ki ap ky pas knowledge hy tu mai samjhta hun ky ap ko ust bian dary hi kerna behter rahy ga ager ap daikhy tu ap ko pata chaly ga ky risk hi aisa kam hy jis ko ager kerty hy kise bi business mai tu asani ky sath ap profit bi hasil ker sakty hy laikn ager hm log darty hi rahy gy tu koi faida nahi ho ga hm log kai dafa profit sy bi mehrom reh jay gy forex ki bat ki jay tu ap ko analysis kerny ky bad asani ky sath trade laga lyni chahiya bian kise dar ky tu faida hi ho ga.
          • #6 Collapse

            Re: Fearless trading

            Sir forex mien jo bee trader sfear mehsos kerty hien wo kabi bee as mien a aker kamyab na ho sakty hien as lyee hamain as mien aa ker jab bee trade kerna hota hai tu as mien hamain fear say dor rahna hota hai or jab hum as mien fear k bina kaam kerty hientu hum as mien expert ban sakty hien.
            • #7 Collapse

              Re: Fearless trading

              G han bhai ap thek kah rahay hain, trading say better results hasel karnay k leay hamain hamain fearless trading karni chaheay. q kah trading kartay hway ham fear feel karain gay to ham final results k leay wait hi nai kar sakain gay aur loss k dar say trade ko jaldi close kar dain gay aur ek acha profit earn karnay say mehrom ho jaain gay.
              • #8 Collapse

                Re: Fearless trading

                Trading mein kamyab honay kay lye humain apnay ander ka khauf khatam kerna hoga jub tak hum dar dar ker trading kertay rahain gay tou forex mein hum kabhi bhi kamyab nahin ho saktay hain iss lye khud mein confidence paida kerain aur trade ko positive thinking kay sath place kerain zaroor kamyabi milay gi
                • #9 Collapse

                  Re: Fearless trading

                  Duniya main koi bhi kam karnay say pehlay agar ap ko fear ho ga to ap kabi bhi us kam ko complete nahi kar sakty hain es tarh forez main bht sary traders trade karty hoay darty hain keh kahin loss na ho jay esy traders kabhi b kamyab nahi ho sakty hain jub b trade karo full confidance say karo ap zaror ahsa earn karo gy
                  • #10 Collapse

                    Re: Fearless trading

                    walikumslam bhai ap ki bat sahi hai forex main dar kar kam nahi karna chahea darny say ap confuse ho jaty hain jis sy ap ki trade par bura asar arta hai ap ko loss hojata hai es leay ju bhe trade karin pory confidence k sath karen aur trade karny k bad darin na k ap ko loss ho jayga ya kuch or ho jayga proper tp aur sl k sath kam karen gy tu ap ko koi bhe dar nahi ayyga.
                    • #11 Collapse

                      Re: Fearless trading

                      Walikumussalam bilkul sahi kah rahy hain hume koi b trade karny k liye fear less hona chahye kyu k jtna humry andar dar hoga utna hum acha kam nahi kar sakty hain is Tara loss k zaimandar hum khud hoty hain is liye nii b trade karny se phly her dar o khof hume hatm kar lena chahye taa k hum confident Ho k apna kam karain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Fearless trading

                        Forex mein jo log fearless trading kertay hain woh hi forex mein bahut zayada kamyab hotay hain aur jo log iss mein dar dar ker trade place kertay hain woh bahut zayada ghaltian kertay hain jis ki wajah sae unhain bahut zayada loss bhi hota hai aur woh iss sae kuch seekhtay bhi nahin hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Fearless trading

                          G bilkul apnay bilkul sahi kaha ke jub bhi trade lagyen tou fearless ho kar lagayen que ke agar ap trade lagaty waqt beyeeqni ka shikar hain tou is say apko trade main nuqsan hoga que ke apki beyqeeni oar khof ki asal wajah apki market me baray main kam ilmi oar practice oar tajurba ki kami hai tou ap sub say pehlay apni learning or practice ko barhayen oar phr trade lagyen ta ke ap nuqsan say bach saken
                          • #14 Collapse

                            Re: Fearless trading

                            Dear trading k doraan ap k ander dar ana ek lazmi or natural bat hai q k jb hum apni trading ko ek risk lete hai to hame drr to lagta hi hai k kahi hamri prediction ya analysis ghalat na ho, so is lie hame drr lagta hai but ahista ahista jb hamari trading successful hoti jaingi tu hamre ander confidence ata jaiga or ahista ahista hamre ander say drr nikal jaiga but starting mai darty howay trading krna ek naturally hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Fearless trading

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: mh777 پيغام ديکھيے
                              Assalamualaikum ji bhai jaan Meri tamaam junior members for senior members Rai hi ke Wo Jab Bhi apni trade ko Lagaye tu hamesha fearless Hoga Lagaye Apne andar Kisi bhi Kishan Ka Dar Aur Ho Na Ho Kyunki agar aap fearless hokar trading business ko nahi karte to aapas Mein kamyabi Hasil nahi kar sakte
                              Assalamualaikum ji bilkul bhaijaan Agar Hum Kamyab cradle Banna chahte hain aur ek acche Businessman Banna Chahte Hain To Hamein FIR Hona padega hamein chahiye ki hum Jab Bhi trade Lagaye to ferla soccer trade Lagaye Kyunki fear ke sath Hum Kabhi Bhi aage nahi badh Sakte Shukriya

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X