Candlestick ko read kerna
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Candlestick ko read kerna
    As-salamu alaykum bhaijaan Forex trading Main Agar aapko kamyabi Hasil karna chahte hain to aapko Forex chat par mojud candlestick ke baare mein experience Haasil karna hoga agar aap candlestick ko read karna seekh Jayenge To aap kabhi bhi Apne train mein blouse Ka Shikar nahi honge qk market ki movement mein jo Hume Wazia tour par market ki position ko batata hai woh candlestick ka chart Hota Hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Candlestick ko read kerna

    Candle Stick ko read krna hamare liye bahut hi zaroori hota hai ham jab candle Stick ko achi tarah se read krte hain tab hi hamen chart ki smajh aati hai isliye hamen candle stick ka knowledge hasil krna bahut hi zaroori hota hai ta k ham isse smajh saken jab ham achi tarah se smajh jate hain tab hi ham proper tor pe trading kr pate hain so hamen candle sticS ko smjahna bahut hi zaroori hai
    • #3 Collapse

      Re: Candlestick ko read kerna

      dear ap ki bat sahi hy hm logo ko forex bahuthi mushkil lagata hy kiyo ky is ko hm log khud hi apny liya mushkil banaty hy jis ki waja sy hm log is ko sahi ker nahi sakty hy ager hm log is forex ko bilkul ik normal kam samjh ker kerty hy tu asani ky sath ho sakta hy or is mai kuch basic chezy hy jin ko kerny sy kafi asan ho jatihy un mai sy ik cheez canle ko read kerna hy ager yi ap ko a giya or is ki ap ny achi terha sy knowledge hasil ker li hy tu ap ky liya forex bahut hi asan ho jati hy.
      • #4 Collapse

        Re: Candlestick ko read kerna

        G bhai apnay theek kaha hai k apnay theek bat boli hai k forex trading mai jb hum enter hote hai jo subse pehli strategy hame learning k lie milti hai technical analysis mai wo Candle stick strategy hi hai jis k through hum market ka trend identify karty hai k merket ki trend mai move kr rahi hai or barrish trend mai hai ya bullish trend mai, subse basic strategy yehi hai forex trading mai technical analysis ki
        • #5 Collapse

          Re: Candlestick ko read kerna

          Dear Japanese candlestick ki importance se main inkar nhen kerta isko seekhy baghair trading kerna intehai mushkil kaam hey. Leken ap sirf isi per depend nhen ker sekty belkeh isky sath moving average aor parabolic sar ko bhi seekh lain apki trading accuracy main izafa ho ga aor win rate bhi increase ho ga.
          • #6 Collapse

            Re: Candlestick ko read kerna

            Gee brother aap ny bikul theek khah k forex main enter hoty hi strategy name learning k lie mlti hay technical analysis mai candle stick strategy hi hay jis k zareay market ki trend identified kerty hain.
            • #7 Collapse

              Re: Candlestick ko read kerna

              اصل پيغام ارسال کردہ از: mh777 پيغام ديکھيے
              As-salamu alaykum bhaijaan Forex trading Main Agar aapko kamyabi Hasil karna chahte hain to aapko Forex chat par mojud candlestick ke baare mein experience Haasil karna hoga agar aap candlestick ko read karna seekh Jayenge To aap kabhi bhi Apne train mein blouse Ka Shikar nahi honge qk market ki movement mein jo Hume Wazia tour par market ki position ko batata hai woh candlestick ka chart Hota Hai
              Assalamu alaikum bhai Agar aapko Forex trading Mein kamyabi Hasil karna hai to aapko candlestick ko acche se read karna padega agar aap is ka experience Hasil kar lenge to aap kamyabi ke sath trade Laga sakte hain main kyon ki aapko Yana laces hoyega ki is Bhagat mark Eid ki movement Upar ja rahi hai hai ya Neeche Shukriya
              • #8 Collapse

                Re: Candlestick ko read kerna

                hamy candles ko read kar ky kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain yai east wast mai bohat taze sy famous ho raha hain is ma hamara koi boss nahi hain
                • #9 Collapse

                  Re: Candlestick ko read kerna

                  forex main candlestick ki bohatr hi zada ehmiyat hain hamy is main expert ho kar is ko achy sy samaj kar is main kam karna chahey pher hi ham is main successful ho sakty hain or acha profit hasila kr ky apni zarorto ko pora kar sakty hain yai kabe be band na hony wala business hain ham isy apna life time professional be bana sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Candlestick ko read kerna

                    hamy candle stick ko be use karna chahey or hamy mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain hum is main part time be kam kar sakty hain or ham is main fukk time be kam kar sakty hain is main hamara koi boss nahi hota
                    • #11 Collapse

                      Re: Candlestick ko read kerna

                      dear mein baad aapne bilkul right kaha haiCandle Stick ko read krna hamare liye bahut hi zaroori hota hai ham jab candle Stick ko achi tarah se read krte hain tab hi hamen chart ki smajh aati hai isliye hamen candle stick ka knowledge hasil krna bahut hi zaroori hota hai ta k ham isse smajh saken jab ham achi tarah se smajh jate hain tab hi ham proper tor pe trading kr pate hain so hamen candle sticS ko smjahna bahut hi zaroori hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Candlestick ko read kerna

                        hamy candles strick ko dahk kar use kar ky market mai enter hona chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain hum is mai agar lalachi ban ky jald baze mai kam kary gy to hamy sirf loss ho jy ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Candlestick ko read kerna

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: mh777 پيغام ديکھيے
                          As-salamu alaykum bhaijaan Forex trading Main Agar aapko kamyabi Hasil karna chahte hain to aapko Forex chat par mojud candlestick ke baare mein experience Haasil karna hoga agar aap candlestick ko read karna seekh Jayenge To aap kabhi bhi Apne train mein blouse Ka Shikar nahi honge qk market ki movement mein jo Hume Wazia tour par market ki position ko batata hai woh candlestick ka chart Hota Hai
                          Walaikum assalam Forex trading main market ko read karna bahut Jaruri hota hai Kyunki Agar Ham market ko acche tarike se read kar lenge tab hi Ham market Se Achcha profit Hasil kar Sakenge
                          • #14 Collapse

                            Re: Candlestick ko read kerna

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: mh777 پيغام ديکھيے
                            As-salamu alaykum bhaijaan Forex trading Main Agar aapko kamyabi Hasil karna chahte hain to aapko Forex chat par mojud candlestick ke baare mein experience Haasil karna hoga agar aap candlestick ko read karna seekh Jayenge To aap kabhi bhi Apne train mein blouse Ka Shikar nahi honge qk market ki movement mein jo Hume Wazia tour par market ki position ko batata hai woh candlestick ka chart Hota Hai
                            Walaikum Assalam forex market Mein profit Hasil karne aur Forex ko acche tarike se read karne ke liye Hamen candlestick patterns ke Encyclopaedia ko Jarur karna hoga tab hi Hamen candles ki acchi maloomat Hasil Hogi
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Candlestick ko read kerna

                              hello friends aapane bilkul acchi knowledge wali baat ki hai kyunki candlestick se trading bahut acchi hoti hai lekin iske liye members ko candlestick chart paper analysis aur is ka experience hona lajmi hai kyunki candlestick ko read karna aur is se trade find karna bhi experience member ka kam hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X