Loss ka der.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ka der.
    Dear forum members forex trading main loss her trader ko hota hey kisi ko kem to kisi ko ziada keon keh trading ka taluq luck se nhen skill se hey. Jo expert trader hain loss ka der unko bhi hota hey aor hona bhi chaey keon keh market main seb andazy honty hain. Leken jo seb se khternak chez hey woh hey loss key der ko apny oper havi ker lena. Jin trader per loss ka der havi ho hata hey woh, stop loss use nhen kerty aor ager laga bhi lain to jaisy jaisy loss berhta jata hey woh stop loss ko bhi agey kerty jaty hain. Market ager thori si bhi profit main jati hey to loss key der se apni trade ko close ker dety hain aor full profit earn nhen kerty.
    Meri to apko yeh advise hey keh loss kay fear ko apny mi d per havi na hony dain. Normaly trade kerain aor ager loss hota hey to hony dain per is loss se sabiq seekhain aor next time yeh mistake na dohrain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ka der.

    Is business me success tab hi milti hai jab hum dar aur khof k bagair trading kr rhe hote hain agar hum apne fear of loss ko kaam nahi karenge tab hum zaroor loss hog kyunki jab tak hamara khud pe control nahi hoga tab tak hum baithe results nahi le sakte hain isliye hame fear of loss ko kam karna bahut zaroori hai hum jab bhi fear ke sath reading karenge hum kabhi bhi kamyab nahi ho payenge
    • #3 Collapse

      Re: Loss ka der.

      Ap nay bilkul theak kaha hai.wesy bhe profit aur loss dono he business ka hissa hain.humain agar profit leny ka shoq hai to sath loss bardasht karny ke hosla bhe hona chiay isliay jab bhe trade karain to is baat ka hosa rakhain kay agar loss ho gaye to bardasht karna hai aur is baat ko bhe mind main bitha lain kay kay loss k dar ko over come kiay bina koi bhe trade nahi ho sakti na he koi business ho sakta hai.isliay jab bhe trade karain apny is khof ko khud par havi na honay dain.
      • #4 Collapse

        Re: Loss ka der.

        Daikhain dear ap nay teak kaha hai kay agr aap hard work krain too y aik achi aur best things hai es laiy too kaha jata hai practice make aa men prefect jab achi learning ho gei too loss ka dar bhi nhe ho ga aur earning bhi ho gei jab loss ka dar hoo ga too wo loss hei ho ga es laiy dil gurda bara rakhna chahaiay
        • #5 Collapse

          Re: Loss ka der.

          Trader ko trading kerty waqt apny zehn mein loss aur profit dono ko zehn mein rakhna chaye. Us ka ye faida hai ky ap ko jab loss ka der bhi zehn mein ho ga to ap stop loss zaroor lagain gy.
          Lakin ye nahi ky ap ky zehn mein sirf loss hi ka der ho to ap kabhi koi achi trade ka positive decision nahi la sakty.
          • #6 Collapse

            Re: Loss ka der.

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Dilse9212 پيغام ديکھيے
            Dear forum members forex trading main loss her trader ko hota hey kisi ko kem to kisi ko ziada keon keh trading ka taluq luck se nhen skill se hey. Jo expert trader hain loss ka der unko bhi hota hey aor hona bhi chaey keon keh market main seb andazy honty hain. Leken jo seb se khternak chez hey woh hey loss key der ko apny oper havi ker lena. Jin trader per loss ka der havi ho hata hey woh, stop loss use nhen kerty aor ager laga bhi lain to jaisy jaisy loss berhta jata hey woh stop loss ko bhi agey kerty jaty hain. Market ager thori si bhi profit main jati hey to loss key der se apni trade ko close ker dety hain aor full profit earn nhen kerty.
            Meri to apko yeh advise hey keh loss kay fear ko apny mi d per havi na hony dain. Normaly trade kerain aor ager loss hota hey to hony dain per is loss se sabiq seekhain aor next time yeh mistake na dohrain.
            Los Forex trading market ka ek Aam Patai boshe traders core loss is wajah se hota hai ke woh love status Jaate Hain Agar log Kar Ke Bina trading Kare to go products reading se bahut profit gain kar sakte hain
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Re: Loss ka der.

              forex me agr hum apne ap se loss ka dar nekal lete han to samj jana chahye ke hum as me kamyab hona start kr lete han ye jo forex me loss ka dar hota hye ye hum ko kabi bhe kamyab nahi hone deta hum ko chahye ke losses se na daran as me loss se bhe hum acha sekh sakte han ye loss hum ko acha trader banane me help krta hye as leye hum ko chahye ke har time as me kamyabi ka na sochan and as me loss he acha tearcher hota hye agr hum ye krte han to
              • #8 Collapse

                Re: Loss ka der.

                yes my friends as forex trading main trade ke wakat har aik ko loss ka dar hota hai liknn ham ko as main dar tu lage ga ham ko as main tension nahi lena chahiy hai agar ham as main tension len gee tu ham ko tu ham ko as main fyada hai ham as main sahat mand rahe ge
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ka der.

                  Loss our dar ka houf her kisi ko hota ha lakin kisi ko kam our kisi ko zyada hota ha lakin agar ye der oua houf humain trading sa roky rakta ha to per ye haternaak ha lakin agar ye der humain safety ya safe trading ki tergheeb deta ha to per ye acha ha our isi tarah ka houf ya tora sa dar zihn ma hona chaheye
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ka der.

                    g haan bhai jaan as main har aik ko loss ka dar hota hia as main ham k chahiyy hai kee ham as main loss se dare na balkee ham as ka samna katre tu hi ham as main kmayb ho sakte hain as main ham ko dil se kam karna chahiy hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ka der.

                      ap na bilkul theek kahan hay k loss eik achi chaze hay jis say her koie buchna chata hay chaya who forex main new ho k old . her koie loss say derta hay mager is der ki whaja say forex main kaam kerna nai chora ja sakta hay her koie is main kaam ker rakha hay
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ka der.

                        loss ka dar hota zaror ha lekin agr acha kam kia jay to loss ka chance kam ho jata ha is liye zarori ha ky mahnat ki jay knowledge hasil kia jay or phr trading ki jay ta ky na loss ka dar ho na he loss ho....
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ka der.

                          forex mai agar hum kam karty howe dary gy ky hum kam sahe sy nahi kar rahy hamy loss ho jy ga to hum nakami he mily ge hamy ache learning hasial kar ky sat earning be hasial kar sakty hain forex aik world wide business hain is mai usa or china jasy bary bary mumalik sahmil hain agar hum is mai bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X