forex market main loss honay ki wjah say trading chor daina

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex market main loss honay ki wjah say trading chor daina
    dear forex forum members forex main aksar doston ky loss hoty hain unka loss bar bar honay ki wjah say unko forex trading chor ky koi or business krna chahye ya forex ko hi krain and learn krne kay bad forex trading krain ap kiya raye dain gy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex market main loss honay ki wjah say trading chor daina

    Los ki Surat mein hame kabhi bhi trading nahi chodni chahiye kyunki yeh bahut accha business hai agar Hume isme loss ho jata hai to hame koshish karni chahiye ke hum is loss ko recover Kare jab hum mehnat karenge to hum is low score bhira cover kar payenge soham a is business ko stop nahi karna chahiye balke karke mazeed seekhne ki koshish karna chahiye
    • #3 Collapse

      Re: forex market main loss honay ki wjah say trading chor daina

      BiLkuL Sahii kahaa Hai Aap Ne dear forex main Aksar Log Aysay HoTay Hain Jo JalDi ameer HoNay k Chakar main GreediNesd ka shikaar ho jaatay hain or phir jab trading main loss ho jaaey or account wash Ho jaaey To phiR iTnay Disheart Ho Jaatay Hain K Trading Main Nuqsaan Ki Waja Se FoRex ko ChoRnay Ka FaisLa KaR Letay Hain isLiYe huMen ChaahiYe K FoRex Main kaamyaab hoNay k liye Lott siZe kam Rakhen taakay Agar Loss ho bhi To miNoR Sa Ho or EasiLy RecoVer kiYa jaa sakay.
      • #4 Collapse

        Re: forex market main loss honay ki wjah say trading chor daina

        Dunya kae ksi b kam m insan ko loss lazmi hota a agr uska experience ni a tu is kae ya mtlb ni a k ap wo kam chor jo blkae apko apnae loss sae gain krn a ana cheyae or us loss ko profit m convert krna ana cheyae or ya sab experience gain krnae sae hota ha agr apko loss ho tu us loss pr mhnt kro or dekho k kis wja sae loss ho rha a or phir knowlegde gain kro or loss ko overcome krnae k lyae apn aexperience bnao or phir jab experience ho jae ga tb apko loss ni hoga but phlae dsre loss pr hy kam chor dna ni cheyae .
        • #5 Collapse

          Re: forex market main loss honay ki wjah say trading chor daina

          Loss aur profit aisi cheezen hain jo kisi bi kaam men lazmi hoti hain aisa kabi ni hota k just profit ho loss na ho aur aisa bi ni hota k just loss ho profit na ho har kaam men ye dono sath sath hoty hain forex men bi aisa he hai kabi loss aur kabi profit lekin ye galat baat hai k loss hone par apna kaam chor dyna hmesha losses se seekhny ki koshish krni chaheye kyun ky aisa kr k he acha aur successful trader bnna ja sakta hai.
          • #6 Collapse

            Re: forex market main loss honay ki wjah say trading chor daina

            g haan bhai jaan ham ko as forex trading main as liy hi loss hota haia q k ham ass main greed karte hain as main ham ko chahiy hai kee ham as main mihnat kare aor as main kabhi bhi greed na kare tu hi ham as main kmayb ho sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: forex market main loss honay ki wjah say trading chor daina

              Forex trading business ko loss hone ki waja se kabhi bhi nhi chorna cahaiye kiok forex trading aik worldwide online business hy aur business mein profit bhi hota hy aur loss bhi profit aur loss business ka hisaa han profit hum learning knewledge aur experience hasil kar k hasil kar saktay han aur loss apni mistake se hota hy aur jab loss ho tu trading ko chorna nhi cahaiye balkay forex trading business mein aur ziada mehnat karni cahaiye aur learning knewledge aur experience hasil karna cahaiye phr kaamyaab ho saktay han
              • #8 Collapse

                Re: forex market main loss honay ki wjah say trading chor daina

                Boht say log forex market main loss ho janay ki waja say forex trading ko chor detay hain. ye wo laluchi loog hotay hain jo logo ko profit main dekh ker join kertay hian aur ye khayal kertay hain kay wo bhi profit earn karen gay. wo forex ko seekhtay nahi hain aur un ko profit ki laluch ki waja say jab loss ho jata hay to wo trading chor detay hain.
                • #9 Collapse

                  Re: forex market main loss honay ki wjah say trading chor daina

                  Peofit aur loss har business ka part hota ha koi bhi busienss main agar ap ko loss ho to ap us ko shortay nahi ha ap ye dekhty hain kin factors ki waja say loss hota ha to ap un ko remove kar k apny loss jo profit main badalty hain esi trh forex main bhi bht sary memebers ko loss hota ha specially new members ko to start main ziada trh loss he hota ha because start main abhi thek trh say learn nahi kia hota ha ar knowledge ar experiance ki bhi kami hoti ha to esi surat main agar loss ho bhi jay to forex ko leave nahi karna chahy loss ki surat main jub ap next time trade kariny to proper planning ar strong stretgy k sath trade karo to ap ko zaror profit ho ga
                  • #10 Collapse

                    Re: forex market main loss honay ki wjah say trading chor daina

                    forex mai jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka koi qasur nahi hota hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ky mutabik kam karna chahey pher he hum acha profit gain kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex mai hamara koi boss nahi hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: forex market main loss honay ki wjah say trading chor daina

                      forex mai jab hum kam karty how koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain lakin loss ky bad hamy thence nahi hona chahey hamy saber karna chahey or next time apne galtiyo py gur kar ky kam karna chahey pher he hum kamyba hon gy forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X