Lesson From Your Mistakes.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    haan bhie ager hum acha or kamyab trader bana chata ha forex trading main tu huma apni mistakes sa sabaq seek na chaye or khoshish karni chaye ka dobara mistakes ko reapeat na kara yahe he baat acha traader ka nashani hoti ha ka wo apni galtyaion sa sabaq seekta ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      ji han bhai haain apni mistake sse zaaror sabaq lana hai or ismain ham passay kamana hai or is main dobara wohi mistake na kerin tu best hai or is main sock k kam kerin
      • #78 Collapse

        jab hum bar bar mistake karty hain to humai loss ho sakta hay humalack of knowledge say trade main achi earning hasil nai hoti hay humain hard work kar kay mistake kay bgyr kam karna ho ga ta kay loss km ho
        "The mind is everything, What you think you become"
        • #79 Collapse

          ji bilkul humein chayein ky hum api mistakes se learn karey na ky un ko repeat karey jabhi hum yahan par ek axhey tarder ban paye gy janab lehaza mehnat kartey rahey yahan par agr app ne yahan par kamiyabi ko hasil karna hy janab tou mehnat karey
           
          • #80 Collapse

            g ha forex per hum jo bi mistake karta ha osa huma koch na koch seekna chya agr ahum apni galti h thk kar lya ga too ak din acha trader bnna sakta ha agr koi bi trader apni mistake ko bar bar nh karta osa change karna k koch karni chya jasa hum os k solve bi milta ha or hum experiecne bi hassel hota ha
            • #81 Collapse

              jee bilkul janab ap bilkul theek keh rahay hain, hamen apni mistakes ko bilkul bhi repeat nahin karna chahyie infact hamen apni mistakes se lesson lena chahyie or unhain theek karna chahyie takay hamen agay jaa k same reason ki waja se loss na ho
               
              • #82 Collapse

                Gee mery bhai hum say jo bhe mistake hoti hai tou es mai humray lye ak lession hota hai jis ki madad say hum apni planning ko behatr kr sakty hai. aur market mai regular earning bhe hasil kr sakty hai.
                • #83 Collapse

                  Mery khayal say Jo bhe forex market mai kam krta hsi tou jb bhe es say mistake hoti hai tou wo es market mai ak lesson. Hail krta hai. Es tarah es market mai har trader mistake say lesson hasil krta hai.
                  • #84 Collapse

                    yes ham ko apni mistakes ko nazar andaaz nahee karna chahye balk in se seekhna chaeye taa k wo doobara repeat naa ho aor ham behter andaz main trading kar sake is liye ham ko apni mistakes ko analyse karna chaye
                    • #85 Collapse

                      ager ap apni mistake se learn kerty hein tu wo mistake apko boht profit day sakta hai. or jo log mistake se learn nahi kerty hein wo kabhi forex men kam nahi ker sakty hein or na hi kabhi forex se earn ker sakty hein,. forex men aager ap ne survive kerna hai tu ap ko is men apny ap ko behter banana ho ga
                      • #86 Collapse

                        g ha forex per jab hum mistake karta ha too hum os ko yaad rakna chya or solve karna chya jasa hum ko trading ma beatheri mila ga mistake karna sa ap forex k kamyabi ki traf aga chla jta ho too hum sab jo bi mistake karta ha osa forex ki thread per likhna chya jasa koi wo mistake na kara
                        • #87 Collapse

                          Koi bhi business ho us ko run karnay kay doran kabhi na kabhi mistake ho hi jati hay lekin aik acha yrader wohi hota hay jo apni business activities main completely intrested ho aur jo bhi mistake us say ho jay wo us say sabak hasil karay aur us ko repeat karnay say guraiz karay yehi kamiyabi hasil karnay ka right way hay
                          • #88 Collapse

                            yes you are 100% right, we do not make the same mistake for the second time, we should learn from our mistakes and must improve ourselves day by day. every one understands from his own mistakes, experience is the best teacher in the world.
                            • #89 Collapse

                              Each mistake aap ko koi na koi lesson zaroor deti hy aur hamain in sey zaroor seekhna chaheye. Jab hum in mistakes ko control kr lain gey to loss kam hota jaye ga aur profit barhta jaye ga. Jo log mistakes ko ignore kr detay hain aur in ko correct nahi kartey, woh always loss uthatey rehtay hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                trading me mistakes se har koi lesson nahi le sakta hay esy traders hi apni mistakes se lesson le sakta hay jes ne 100% hi forex me kamyab banna hota hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X