Forex mein knowledge ki importance
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein knowledge ki importance
    Forex aik aisa business hai jis mein knowledge ki bahut zayada aehmiat hai aap koi bhi business kertay hain tou sub sae pahele aap uss ka k owledge hasil kertay hain phir aap uss ko seekh ker start kertay hain iss tarah insta forex pae anay sae paheleaap ko achi tarah seekhna hota hai forex kya hai demo main trading seekhain market sae update rahain jis sae aap kay pas kafi sara k owledge aa jata hai tou phir aap pakistan forex forum ko join kerain yeh aap ko bahut zayada earning ka mauqa dae ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein knowledge ki importance

    Forex mein knowledge hasil kerna bahut zaroori hai kyun kay yeh koi aam life ka business nahin hai aur pakistan mein tou iss kay baray mein koi bhi zayada nahin janta aur na hi iss ko seekhnay ka koi proper institute hai iss lye iss ko khud sae seekhna hota hai aur agar hum iss ko achi tarah seekh ker kerain gay tou forex sae humain bahut achi earning hoti hai jis sae humain aur koi kaam kernay ki zaroorat nahin rehti
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein knowledge ki importance

      Forex mein knowledge hamare liye bahut jyada important hota haijab hamare paas trading car better knowledge hota hai tab hum isme better performance kar paate Hain better performance ke liye better knowledge and better experience ka hona bahut jaroori hai tab hi hame kamyabi mil sakti ha
      jab tak hamara trading me better knowledge nahi hoga us waqt Tak hum trading ko achi tarah se nahi samajh payenge isliye hame jeetna mumkin ho sake apne knowledge for increase karna ha
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein knowledge ki importance

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
        Forex aik aisa business hai jis mein knowledge ki bahut zayada aehmiat hai aap koi bhi business kertay hain tou sub sae pahele aap uss ka k owledge hasil kertay hain phir aap uss ko seekh ker start kertay hain iss tarah insta forex pae anay sae paheleaap ko achi tarah seekhna hota hai forex kya hai demo main trading seekhain market sae update rahain jis sae aap kay pas kafi sara k owledge aa jata hai tou phir aap pakistan forex forum ko join kerain yeh aap ko bahut zayada earning ka mauqa dae ga
        Assalamualaikum ji bhaijaan Forex trading 1 both critical business hai isme trading ki knowledge Hona bahut jyada importance Rakhta hai aur bhi aap Kisi business start Karte Hai To usme knowledge Hasil karne ke baad hi karte hain Forex trading co op demo account ke jariye Sikke aur Market Mein update rahe hain aapko market ki position ke baare mein maloomat Hasil Hoon aur Jyada Se Jyada knowledge ho sake
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein knowledge ki importance

          Dear her jaga per knowledge ki importance hoty hai or jahan tak forex ki bat hai to forex mian to zyda knowledge chahian hota hai or hamain forex main zyda sabar karny ki zaroorat hoty hai. q k forex baki all business se zyda risky hai. or yah kai factor se asar andaz hota hai is lai ham is main grip karny k lai zyda knowledge darkar hota hai.
          q k forex risky hai is lai demo account dia hota hai jiss per kam kar k ham free main foerx traidng k bary main awar ho jaty hai. or jab tak ham ko demo ka complete knowledge na ho us time tak ham achi earning nahe kar skty
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein knowledge ki importance

            G dear me bilkul apsy agree krta Hn K forex ki boht Zyada importance hy. Bina knowledge K to ap single step bhi nhi Utha sakty. Aur forex to too much risky business hy isliye forex me boht Zyada knowledge aur experience Ki zrort hoti hy.
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein knowledge ki importance

              Forex ma knowledge aisi hai jesay chaye ma sugar......aap khud sochein k website k start ma ads arahay hotay Hain per post 50$ .....ye miltay to nhi Hain q k hamari post nhi hotein achi....isi waja sa q k hamaray pas knowledge nhi hai.... hamaray demagh ma Jo bhi ata hai usay forex sa link karnay ki koshish kartay Hain....
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein knowledge ki importance

                G Dear apne sahi bat ki hai bahut achi post ki hai forex main bina knowledge aur experiance k ap earn nahi kar sakte qk ye ek technical business hai aur is ko samjhne k lye apke pas bahut knowledge ka hona be had zarooori hai agar bina knowledge k trading ki to sirf loss he hoga is lye pehle apni learing strong karen earning khud strong hogi
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein knowledge ki importance

                  Dear fellow ye business hay he knowledge ka kionka is business may aap nay sirf os soorath may kamyabi hasil Kar saktay hay jab aap ko ye patha ho ke aap jis pair par trading karnay jaa rehe hay os k analysis aap ko patha ho is liay knowledge buhut zarori hay earning karnay k liay
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein knowledge ki importance

                    BiLkuL Sahii Kahaa hai Aap Ne Dear Forex main Kaamyaab HoNay k LiYe HumEn ChaahiYe K FoRex Main Kaamyaab Honay k Liye Zyaada Se Zyaada Knowledge Or ExperiEnce haasil kaRen q k jiTna Acha knoWLedge Or Experience hoGa utNay hii proFit k chanCes Bhi Zyaada hooN Gy isLiYe Humen ChaahiYe K agr FoRex Main kaamyaab Hona chaahaty hain To Learning ko contiNue Rakhen Q k is Se ProfitabLe TradiNg Ki Jaa Sakti Hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mein knowledge ki importance

                      koi bhi kam ho ya koi bhi job ho ya koi bhi business ho agar hum sub ko us ka knowledge nahi ho ga to hume bohat sari problems ko faces karna pare ga ku k knowledge ek esi chiz hai jis se hume us kam ya us job ya us business ka pata chal jata hai k wo ese karna hai baki to practical kar k hi pata chale ga k wo business ya wo kam kesa hai baki knowledge hi bohat importance hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mein knowledge ki importance

                        G friend ap bilkul thek kah rahy hai ka forex trading ek aisa business hai jis me knowledge ko boht ahmiyat hasil hai forex trading me me us waqt tak kam nahi kar sakty jab tak humary pas knowledge na ho.........agr humary pas knowledge ho ga toh he hum forex ko easily kar sakhy gay
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mein knowledge ki importance

                          knowledge acha ho ga to he hamare earning ache ho ge hamy rozana demo account mai practice karne chahey forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik real or kabe be band na hony wala international or legal business hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex mein knowledge ki importance

                            G Han friends Ap jo bi business start krte ho us k liye Ap k pas knowledge ka hona bohot zaida important Ap zaida knowledge ki wajah se hi successful hote hai or forex trading ek aisa business hai Jis men Ap k pas knowledge ka hona bohot zaida important hai Jis ki wajah se Ap achi trading kr k profit hasil kr sakty hai is liye forex trading men knowledge bohot important hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex mein knowledge ki importance

                              Forex trading mani knowledge ki boht zaydada importance hay. que kay trader ko forex ka ilam hona utna hi zarori hay jitna trader ka forex trading say profit earn kerna hay. que kay ager knowledge ho ga to hi trader forex trading say earning ker paye ga. aur knowledge nahi ho ga to wo kabi bhi profit earn nahi ker paye ga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X