Kia hum urdo me thread aur post kar sakte hn?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia hum urdo me thread aur post kar sakte hn?
    Dear friend aj men ap se ye pochna vhahta hn k Forex trading me urdo translation use kar sakte hn kuch aise log bhe hn jinhen enlish kam ati h aur urdo me mahir hote Forex walon ko chaye un k leye urdo me work karwaen ta k wo bhe acha work kar sakte hn ap kia kehte hn is bare me?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia hum urdo me thread aur post kar sakte hn?

    G Haan Bilkul Hum Urdu main Bhi Thread post kar saktay hain Lekin Agar roman EngLish Ho to zyaada BeHtar ReHta Hai Q k is Se Kaafi Had Tak Aasani Se Or jaLdi Se Post ki jaa sakti hai oR isKe iLawa foRum Bhi poora RoMan EngLish main Hii Hai isliye Humen Chaahiye k post bhi ussi language main ki jaaey jis main forum Hi or jis language ko Admins aasani se or Jaldi se parh saken.
    • #3 Collapse

      Re: Kia hum urdo me thread aur post kar sakte hn?

      roman urdu is the best option ku k roman urdu me ap ko posting karna bohat easy hota hai k ap apni bat ko sahi tarah se samja sakte hain ku k sub ko roman urdu parne me koi problem nahi hoti baki ap bhi apna experience share kare k kese posting ki ja sakti hai jis se hum sub logo ko easy post karni pare or us me koi problem bhi na ho yani k read karne me koi problem na ho.
      • #4 Collapse

        Re: Kia hum urdo me thread aur post kar sakte hn?

        Brother ap urdu main hi to posting kartay hain aur posting kar rahay hain, han sirf words engilsh k use ho rahay hain aur jaha tak main samjhta hon urdu words say english k words use karna asan hay q kah english k words urdu say kam hain aur wesay bi har banda chatting main english k words use kartay hain aur es ki practice sab ki hay. so urdu words say english words main posting karna bahut asan hay.
        • #5 Collapse

          Re: Kia hum urdo me thread aur post kar sakte hn?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: mamirkhan پيغام ديکھيے
          Dear friend aj men ap se ye pochna vhahta hn k Forex trading me urdo translation use kar sakte hn kuch aise log bhe hn jinhen enlish kam ati h aur urdo me mahir hote Forex walon ko chaye un k leye urdo me work karwaen ta k wo bhe acha work kar sakte hn ap kia kehte hn is bare me?
          Dosto forex per urdu may post nahi karsakty lykin urdu text message karsakty hain bus ap ko kuch din mahnat karna hogi aahesta aahesta ap ki roteen behter hogay gi ap apne kam assane sy karpahain gy pharne may urdu hai lykin likne may words english may her koi text message karsakta hai agar wo lekna perna janta hai to
          • #6 Collapse

            Re: Kia hum urdo me thread aur post kar sakte hn?

            forex ke karobar mein hum apni national languge mein trading kerni chahy forex ke karobar mein hum asan or sada zaban mein trading kerty hein forex aik online karoabr he is mein live trading kerty hhein or dusry momalik se apni zaban mein he tradeing kerty hein forex aik esa platforum he jis mein hum jaldi samj mein any wala karoabr he jo har trader samj sakta he
            • #7 Collapse

              Re: Kia hum urdo me thread aur post kar sakte hn?

              forex mai hum live thread karty hain hum bonus gain kar sakty hain forex aik world wide business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik wasee busienss hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Kia hum urdo me thread aur post kar sakte hn?

                g han bilkul hum urdu mai kam kar sakty hain forum mai urdu mai kam karna he allow hain forex aik wasee busines hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik acha busienss hain
                • #9 Collapse

                  Re: Kia hum urdo me thread aur post kar sakte hn?

                  hamy mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik bohat bara business hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex aik wasee busienss hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Kia hum urdo me thread aur post kar sakte hn?

                    nahi bhai ap sirf asy he roman urdu main he post kar sakty hain kyon k system ap ko alow nahi karta k apm urdu language main post karain wo post he mere khyal say delete kar jay gee urdu likhna bhi boht mushkil kam hai aur na he uss main ziada speed say likha ja sakta hai ap aik aik ghnty main aik post karain gay kyon k wo mushkil hoti hai aur wo har aik ko nahi ati hai es lea ap ko asy he post karna thek rehta ha.
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia hum urdo me thread aur post kar sakte hn?

                      han g urdu mn b kr skty hn urdu mn logon ko zeada smj ate hy is lia
                      • #12 Collapse

                        Re: Kia hum urdo me thread aur post kar sakte hn?

                        bhai abhi tak ham ne koi esa thread ya post nhi dekha jis main urdu post ki gi ho sare enlish main hi likhte hain agar kisi ko english nhi parhni ati to use chahye k forex ko join bhi na kren kyun ke itna to bade k pass ilam hona chahye jis se woh english massage par sake.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Kia hum urdo me thread aur post kar sakte hn?

                          ji han bhai jaan aapane theek hi kaha hai lekin main sirf Itna Kahana Chahunga ke Hamen Urdu mein karna Urdu mein Karen ya English mein

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X