Is Forex good and easy for those people who haven't too much education

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    Ji han bhai forex un logon k lye behtareen hai jin kbpas ziada education nae hai wo log forex pay kaam kar k apni earning hasil kar saktay hain or is k lye or bh koe ziada limitations nae hai so dont you worry
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      yes dear brother forex un logon k liay bi hai jo zeada educated nahi hain un k pass knowledge nahi hota laken wo aista aista is main seekh jatay hain un logon ko bi is main mehnat kerniparay gi.
       
      • #108 Collapse

        g haan bilkul forex ko har koi join kr sakta hy jiss k pass knowdge our education boht kaam ho wo b es feald ko join kr k achi earning kr sakty hy.forex trading main ksi kism ki koi b pabndi nhi hy.
        Signature Removed By Moderator
        • #109 Collapse

          bhai jaan forex mein hume education ki zarort bilkul hoti hai or saath saath forex sikna bi zarori hai agar hum forex demo sikte hain hum forex ko sik kar porofit hasil kar skte hain
          • #110 Collapse

            @YAMMERER, that is correct but your major aim to come into the Forex market was to make money and nobody can every deny this we all want to be earning money through Forex that is why we all trade here. Understanding also matter alto and the way which we chose to deal with issue in here in the Forex market knowledge is wisdom the more knowledge and the experience which we gain is the more active trader we will become.
            • #111 Collapse

              bhai jeee agr kisi k pss knowledge nhi hy tau us k pss experience nhi ho ga tau wo achy sy market sy b up date nhi ho sky ga blk wo market ko smj he nhi sky ga tau us k liy ya best nhi hy bcz wo tau is bary kuch janta he nhi hy ...
              • #112 Collapse

                ji han forex me woh log bhi kam kar sakte hain jin ke pas zyada degrees nahi hoti hain education ki or jin ko behtar nokri na mil rhi ho woh is me kam kar sakte hain or is se apni life ko behtar track per la sakte hain or mere khayal se aise logon ke lye forex aik intehai musbat business hai jis se woh bohat achey se pese kama sakte hain .
                • #113 Collapse

                  G han app ne sahi kaha ha ye business sb k liye hi acha business ha jis k pass education nah bhi ho wo is busienss ko smjh k kar sakta ha isi liye ye business aik sb se acha or profitable business ha all peoples k liyee all world me
                  • #114 Collapse

                    dear brother.......forex trading ek business hai ........jisy humy samajney ki zrorat hai .......jb tk hum samjy gye nai to humy mushkil hi forex trading lagy gi .....to mehnat bukhat zrori hai .
                    • #115 Collapse

                      Assalaam o alaikum g haan forex asaan hai un logon k liye jo ziada nei pare likhe hon aur unko chahiye k trading kare kyun k agar wo log trading karenge then un logon k hi faida hai aur aur aur be rozgari b khatam hojaiga .............
                      • #116 Collapse

                        jee haan bilkul forex is an online part time work is mein koi bhe kaam kar sakta hai is k liay kisi ki koi degree ki zaroorat nai hoti hai isi liay mainly waisay bhe yeh hai he middle class logon k liay issay faida uthain
                        • #117 Collapse

                          ager kis k pass education nahain hai to wo persahaan na hoon ap kisi b achay trader say training lay ker forex per trading ker saktay hain.
                          • #118 Collapse

                            thori bohat education to zroori hai mgr zroori nahi bnda high qualified ho forex trading me humen tradig kay baray me knowldge hona chaiay is kay ilawa experience ho thats enough for trading...is kay ilawa humen hard work krna chahiay education doesnt matter...
                            • #119 Collapse

                              bhai jan agr ap forex trading k baray mai bat kr rhay hai to apko btana chahoo ga k forex trading ko kisi trha website pr nhi kiya jata blkay MT4 (Meta Trader 4) or MT5(Meta Trader 5) pr kiya jata hai.ye trading platefomes hai jha currencies and commodities pr trading ki jati hai.
                              https://t.me/pump_upp
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                mere khayal se insan ko forex karne ke liye itni eucation honi chahie k iwo english me likhi chz ko smjh jai tak ke wo assani se chezo ko khud smj jai aor forex meisnan agr mehnat kare to education na bhi to profit kar sakt hai aor education zarori bhi hai but ye nahi k educationke baghari koi kam nhe kar sakta ..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X