Is Forex good and easy for those people who haven't too much education

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    well my dear friend, meray khayal say yahan pey bohat say aesay members hain jo kay iss forum koi join karnay say pehlay forex kay baray mein nahi jantay thy aur na he iss ki koi knowledge thi lekin iss kay ye matlab nahi hay kay trading unn kay leay achi nahi hai aur wo iss mein success nahi hasil kar saktay hain, aur jahan tak aap ki informative material aur websites share karnay ki baat hai tou iss mein privately share karwanay ki kya baat hai iss tarhan tou jo loag iss thread pey replay kar rahay hon gey wo uss useful material aur websites say mehroom reh jaen gey khair learning aur information gather karnay kay leay iss forum kay section forex ki taleem mein bohat si useful stuff available hain aur ye kuch websites hai jo kay aap kay elawa iss forum kay aur member ko bhi learning mein helpful hongi, www.babypips.com, www.forexrazor.com, http://urduforexguide.com/ur/
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      yes this si the tru i am also agree with this the forex si the very easy busiensss for the all person can join the forex busiensss this si the very good way for the making the good earning ,, this si the great way to making the forex busienss slearn the more then earn the more forx busiensss
       
      • #48 Collapse

        No, Forex trading is not good for them because Forex trading requires a lot of hard work, knowledge and experience, and without knowledge and experience we can not be able to make money with Forex trading market. We should must have these thing to survive in Forex trading market.
        • #49 Collapse

          bhai ager to ap is me apny experience sy kam kren gy to ap ko kisi ki bhi help ki zarorat nahi parry gi or ager ap is me bina experience k kam kren gy to ap her time kisi ki help lety rhen gy
          • #50 Collapse

            Yes dear forex trading is on line business and give more if you can hard working to learn the forex and practice in the Demo account . Forex is very good if you have to low education . Get keep the practice and earn more . If you want to learn the forex trading just like the forex trading on the google and side the update information and sites in the world.
            • #51 Collapse

              g bhai jaan mai to samjta hu apne bhot he ache say baat ki hai forex mai har koi easily working to kar sakta hai per trading mai demo acount say help lene chaiye
              • #52 Collapse

                in forex you need to get education but instead of these you need to learn and need to be train in forex
                • #53 Collapse

                  yes meray bhai pakistan forex forum un logon k liay bhi behtreen hai jo ziada taleem yafta nahi hain aur pakistan forex forum ko istamaal karna bohat asaan hai q k is mein hum urdu mein baat cheet kar saktay hain
                  • #54 Collapse

                    Dear ge han forex trading easly hai aur is me aap ko ediction ke zaroorat hoti hai .aur experince ke bhe lakin agar aap mery baat mantay hai to aap ko edection aur experince bilkul muft milaye ge agar aap demo acount me 3 se 4 month trading kartay hai.is ke baad aap normly trading kar saktay hai...
                    • #55 Collapse

                      aap ko forex trading k liay koi khaas education ki zaroorat nahi hoti hai aap ko forex ki basics aani chahian us main aap ki achi khaasi practice honi chahiay then it is easy to get profit
                      • #56 Collapse

                        aap k pass forex ka knowledge hna people ki practice hna us k garph ko study kerna aur lalach paycheck control kerna ana chaya yeh cheezain we hope hn tu aap continous revenue earn ker saktay hian Forex main ap ko education ki to be able to zarorat hoti hy likin people k elawa ap ko learning ki zarorat hy or perhaps traning ki zarorat hy ap ko forex k barey main.
                        robiul hasan.
                        my facebook id is www.facebook.com/robiul.joss

                        twitter. www.twitter.com/robiulhasan1232
                        • #57 Collapse

                          forex business men agr ap kam prhy likhy hen to bhe ap ye business join kr skty hen bs apko english prhni or pc chlana aata ho ap aasni sy ye business join kr skty hen or is men earning kr skty hen lekn jo log educated hen or un k pass koe business nhi hei to wo ye business zror join kren is ko wo life time business k tor pr bhe join kr skty hen
                          • #58 Collapse

                            dekhay janab forex main humey kisi high figh education ki zaroorat nahin hain lekin agar hum forex main bilkul hi less knowledge kay aageingay tou yeh waqai main mushkil ho jaein gaa lekin agar hum forex ki achi tarah learning kar lein tu humey zaroor success ho jaein gi
                            • #59 Collapse

                              kisi bhi business ko start karne se pehlay uska knowledge hona bohat zaroori hai.aur forex ko educated log b samaj saktay han aur kam education walay b.main ne bohat se apne friends dakhay han jo k educated nahi hain lakin phir b wo forex learn kar k acha profit bana rahay han.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                yes forex k lye ksi special degree ke zrourat to ni hote but aap ko thora computer ka istamal anna chahye or english ya urdu smjhna ani chahye , forex ka knowledge hna us ki practice hna zarori ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X