Is Forex good and easy for those people who haven't too much education

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    well jnab , ap ne jo thread kara hein tu mein iss k baray mein yeh kehna chahioon gee k jnab yeh forex sb k lehe hein , bs k jo k computer se waqfiat rakhta ho n kuch karnay ka junoon ho tu wo asani se demo account mein ja kar practice n learning kar sakta hein
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Daniya bhaei ye theek he forex trading aik buht hi acha karobar he aur ye karobar humin buhat hi earning de skata he hum es forex traidng min kafi kuch earning k umeed rakhte hin es karobar min sab logon ko profit hasil karne ka moqa milta he ye karobar kisi k sath bhi tasub nahi karta aur agar humin ziyada taleem na bhi ho to wo bhi es karobar se earning hasil kar sakte hin es lei har shakhas ko es karobar min work karin to wo es karobar min se earning hasil kar lin ge.
      • #18 Collapse

        baat hai jo insaan itna high level education py ho ga to us k liye forex ka knowledge lena koi mushkil baat nahi hai ku ka use knomledge zyada hote hai
         
        • #19 Collapse

          in binary prospects trading my partner and i predict your current the price can be up or perhaps down. It is easy for you to hear but difficult actually to help run since the you need to analyze market inside 10 minutes time frame window. Forex.
          • #20 Collapse

            forex is good, I know that currency dealing is a good way for earning cash, but also a way for dropping profits. benefit and threat in currency dealing are the truth. When I start my purchase, I make some research before, involved how much threat I must take. I am sure that by using the low threat in my dealing, I can be maintain but hence, I will have the great stressful, even quit from currency dealing.
            • #21 Collapse

              bhai jan forex business ak esa business ha jisy har koi kar sakta hai isy har koi join kar sakta hai chahiy female ho ya male.ya koi b.mgr isy pehly sab ko lear karna parta hai..
              • #22 Collapse

                forex m kaam karne k liye itnee ziada knowldge ki zaroort nahi hoty hain yaahn pee basics anaa hy bus zarorri hoty hain us k ilwaa kuch nahi cahhyee hota hib yahan kaam k liye
                • #23 Collapse

                  aap k pass forex ka knowledge hna us ki practice hna us k garph ko study kerna aur lalach pay control kerna ana chaya yeh cheezain i hope hn tu aap continous profit earn ker saktay hian Forex main ap ko education ki to zarorat hoti hy likin us k elawa ap ko learning ki zarorat hy or traning ki zarorat hy ap ko forex k barey main
                     
                  • #24 Collapse

                    trading k ley education kafi hai zyada education na bhi ho to ap easily kam kar sakte hai education ki to zarorat hoti hy likin us k elawa ap ko learning ki zarorat hy
                    • #25 Collapse

                      Forex ko krnay k leay kisi special education ki zarorat nahe hy,agar ap ny just matric kia hy our english parh our samjh sagtay hain to ap forex trading kar sagtay hain.Kisi khas degree ki zarorat nahe.
                      • #26 Collapse

                        forex business main bohat zada education ki it means high qulified ka hon nahi bulk ap ky normal education bhi hogay tub b ap is forex trading main business kar skthy hain kuk is main education k sath experience aur information dono bohat zerori hain kuk forex trading experience aur knowledge per ky jaty agar ap k pass education hain ap apny strategy say profit bhi gain karty hain.
                        • #27 Collapse

                          forex markeet main trading subb see aasaan kaam haeen. iss forex markeet maeen ziyadaa parhaa likhaa oor kam parhaa likhaa insaan donoon hee ka liyee achaa benifit heen kunkee iss main sifr samjh oor tajarba kam aataa haeen.
                           
                          • #28 Collapse

                            mere khayal me forex trading me education se ziada forex trading ke bare me knowledge or pratice ki zarrorat hoti jis ke zariye ap bussiness me kayabiyan hasil kar sakty hain lekin education ko jahan tak bhi ho sky zarror hasil kani chahiye .
                            • #29 Collapse

                              jee brother yeh forum aie best site hai jahna ap ko forex ky barain my buht se knowledge mil jahain ge or ap ko bth dhun ky ager ap is my akh acha profit bnana hain to ap forex ko learn kerain or zyda sy zyda earn ker sktain hain or ap ko bth dhu ky ap forex ko learn kerny ky bergrh ni ker sktain or yeh real work hain or ap ko dailyy kam kerna hain to ap ko learn kerna ho ga forex trading ko..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                mere bhi ap ki bat tek ni ha forex par trading k liye ap ko proper learning or training ki zarorit hoti ha is k bad he ap forex par trading kr k profit earn kr sakte ho is k liye ap ko chaye k pa forex par hard work karn is k bad heap forex par succes hasil krsakte ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X