Pani ka bulbula.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pani ka bulbula.
    New trader jab market main atay hain to un kay jazbat boht zayda hotay hain aur wo yeah soch rahay hotay hain kay is main boht zayda earning hoti aur wo is say boht jald earning karen gay. lakin jab wo seekhtay nahi aur bs earning kay chakar main per jatay hain to un kay khawab pani ka bulbula ban jatay hain. jo kay boht jald phat jata hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Pani ka bulbula.

    Aap ney baat bilkul sahe aur amazing ki hay aksar yahi dekha jata hay kay bohat sey traders kaafi dreams rakhtay hain aur trading mei enter aik barray jossh kay sath hotay hain kay wo forex mei apnay targets aur bohat si earning foran kar len gay jald baazi mei jab unko loss hota hay without any good efforts wo loss kartay hain esliye unka haal paani kay bulbulay wala he hota hay.
    • #3 Collapse

      Re: Pani ka bulbula.

      Jab koi trader achi mehnat nahi karay ga wo kamyabi nahi ley ga sa he hota hay kay traders bohat se forex ko join kartay hain aur apnay sath barray azam rakhtay hain ky success k liye unho ney mehnat karni ha magar wo asa nahi kartay greedy hojatay jaldi profit lenay ky lye then learning nahi kartay aur unki halat pani k bulbulay jasi hojati ha jasay wo phat jata ha esliye hamesha mehnat karnay pe focus bhi karna chahiye.
      • #4 Collapse

        Re: Pani ka bulbula.

        forex trading main kam karny k liye mehnat experience ki zaroorat hoti hai aur bahoot se new traders yahn sirf earning karny aty hain liken ye nahi sochty hain k earning wesy he nahi hoti is k liye learning b karni parti hai wo is bad ko zehan se naikl lety hain aur trade karty hain to loss ho jata hai aur in k khawab pani k bulbulay ki tara jaldi khtm ho jata hai.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Pani ka bulbula.

          Ap nay bikul thek bat ki hay. kay jab new trader market main atay hain to un kay jazbat boht zayada hotay hain un ko kisi nay sahi guide nahi kia hota jis ki waja say jab losses honay shoro ho jatay hain to un kay sayra jazbat pani kay bulbulay ki trah say phat jatay hain aur wo aisay khatam ho jatay hain aur hawa main ghaib ho jatay hain jesay kabi un kay forex kay mutaliq aisay jazbat thy hi nahi.

          اب آن لائن

          Working...
          X