luck ya planing
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    salam to all fiinds kasa ha ape sab log i hope sab theck honga bhi isma plane sahe rahta nake luck pa depend karka trade karne chaya isma ek policy sa kam karna chaya or zeyada sa zeyada earn karna chaya
    thanks
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: daniya143 پيغام ديکھيے
      forex trading mein hme luck ka soch k kam krna chaye ya ak achi tarah mukammil taiyari kr kr ke apne capital ko dkh k planning ke sth trading krne chye plz share ur comment tu all ur freinds us
      I dont think so k luck apka forex main her bar her trade mian sath daygi han kabhi kabhar luck chal jati hay aur insan bray loss sayyy bach jata hay per iska yeh matla b nahi k yeh business luck dependant hay is business ko achay say kernay k liye proper training ke zarorat hay insan ko forex techniques ka tips and tricks ka pata houna chahiye acha knowledge houna chhaiye forex ka phir e insan kamyab ho skta hay
      • #168 Collapse

        Planning is very important not only in forex but in every walk of life because planning gives better results and one should enter in forex with planning.
        • #169 Collapse

          ap ki luck zruri nahi hai har jaga kam ae kabi kabi ap ki luck ap ka sath chor deti hai is liye mje lagta hai kay hamein aik planing kay tehat chlna chahiye kuk plaing kar kay kam karny se aik strategy kay tehat kam hota hai jsi se ap ko bht faida hasil hota hai.
          • #170 Collapse

            Main zyada tar planning pe believe rakta hun. market k trend ko dhaik k apni account ko manage karna chahiay or kisi had tak luck pe bhi depend karta hay. laken hameesha apni planning puri rakkay or phir luck pe chor dain.
            • #171 Collapse

              Bhai mere khayal se forex Luck per chalne walon kay lye nahi hai , jo forex market ma trading kerne kay baad profit Luck per chor dete hain , wo kabhi kamyabi hasil nhi ker patay hain, kyun kay wo apna profit luck kay intzar ma rehte hen, mgr luck hr dfa sath nhi dta ha
              • #172 Collapse

                luck ka soch k bilkul bhi kam nahi karna chahye hamesha planning k sath hi is business main chalna chahye q k is main bohat sara risk hai so risk ko kam karne k liye achay mind se aur soch samaj k hi tarde karni chahye.
                • #173 Collapse

                  Bhi jan am also new in forex trading but jitna mera experience hi trading main luck ka soch kr koi bhi success nhin ho skta.ik dfa agr luck chl gi to is ka mtlb yeh nhin keh every entry pr luck chly g .
                  • #174 Collapse

                    app ne akk asha saval kia he or me app ko batata chalo ke pakistan forex forum per app ko planing ki zaroret nahi kiun ke pakistan forex forum per appk o mehnet opr app ko pakistan forex forum per planing kerni ki zaroret hoti he is liye app ko pakistan forex forum per app ko time bi manage kerna ho ga ...p
                    • #175 Collapse

                      yar bhai yar cheez key liye zarori hai mehnat or planning agar hum ye kahy ke mehnat bhi na kary or luck pe sub kuch chor dein to aisa bilkul forex mai nai ho sakta forex mai kamyab hone kay liye zarori hai pehley mehnat phir plannings phir he insan forex mai kamyab hota hai.
                      • #176 Collapse

                        forex luc k hai lekin sirf chand trades pe he apko luck mile gi lekin ap ko full earning k lie mehnat he kerni paregi aur acha tajarba hasil kerna parega kamane k lie
                        • #177 Collapse

                          ap ko is ma zayada sa zayada capital invest karna chahya kam az kam 2500$ tak aur is k lya ap ko stratagy bnani chahya aur is k bad ap is sa acha munafa kama sakta han. agar ap kam krta han capital ko to ap ko is k hisab sa hi is ma soch na chahya. mara khayal lma agar ap 200$ ka socha raha han to ap ko daly k 10$ bohat han agar ap is sa zayada ki koshish karta han to ap ko loss k chances zayada ho jata han.
                          • #178 Collapse

                            Kafi had tak ap kah sktay hain kay forex main luck bhi apna kam keri hay laikn iss say zayda planing kam kerti hay planing kay bugair forex main kamyabi hasil nahi ki ja skti hay kionkay yah business calculations ka hay or planing ka hay.jo kay trader ko aana bohat zayda zroori hay.
                            • #179 Collapse

                              Luck pe to wo log bharosa karte hin to Forex trading ka tareeqa kar nahi samjh sakte hin hum agar soch samajh kar trading karte hin to hum es business se kafi bari raqam bhi earn kar sakte hin magar hum aik behtar planning k baghir to kuch bhi nahi kar sakte hin.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                Forex trading min earning kisi wazah planning k baghir mumkin hi nahi he agar hum lag kar es business min work karte hin to hum ye bhi samjh jate hin k market keise move karti he phir market k trend ko samjh kar asani se es business min se kafi bari earning kar sakte hin.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X