Lossing trade se sabaq
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lossing trade se sabaq
    Dear friends hamein jab bhi kisi trade mein loss ho jaye yo preshan hony ki zaroorat nahi hai. Aur na hi jazbaat mein any ki.
    Balky hamein chaye ky jo bhi trade loss kery to us ko dobara study kerein aur us se sabaq hasil kerein. Ta ky jo ghalti hum ne ki hai us wo dobara na ho.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lossing trade se sabaq

    dear bro forex trading profession main any se pehly ye bat apny mind main rakhny chay ke forex trading aik bahut risky business hy aur is business ke duran profit loss dono chalty hn,jo trader loss se ghabra jata hy wo kabhi bh forex main kamyab ni ho sakta ,forex trading ke rules ke mutabik jo mistakes hum kerty hn aur in se loss hota hy in se hum ko sabak seekhna chay aur phir apny difficency door kerny chay
    Signature removed by moderator
    • #3 Collapse

      Re: Lossing trade se sabaq

      Dear friend mn apki bat sa agree krta hon aksr new trader loss honay pr preshan ho jatay hn lekin meray khial mn aisa naen hona chayay loss ki waja jo ghalti ho usay solve k usay dobara naen krna chayay jis sa ap trading ko profitable bna sktay hn aur achhi earning hasil kr sktay hn
      • #4 Collapse

        Re: Lossing trade se sabaq

        AGer ap ko trading main loss ho to is say bhi ap ko sabiq seekhna chiye is say ap kaafi ziyada experience bhi hasil hota hai or ap next time wo mistake nahi karty ap ko chiye kay mistake kam say kam karyn ager ager loss ho bhi jiye to us say sabiq hasil karyn ager ap acha trader bannan chaty hain to ap ko ghalti kam say kam karna hogi
        • #5 Collapse

          Re: Lossing trade se sabaq

          G hai bhai jan apko forex mein gab ham ko forex mein loss hota hai to is mein hame zaror sekhna chaiye loss se hame ye sabaq milta ha k hame is mein greed nahi karna chaiye tab ja jakar nam is mein kamyam ho sakte hain is mein hamara experiense aur knowledge me izafa ho ta hai
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Lossing trade se sabaq

            G bilkul apki baat se main agree kerta hon. Liss per pechtawa kerny ka koi bhi faida nhen hey. Jo loss hona tha woh to ho chuka. Apni mistakes ko repeat nhen kerna chaey belkeh unko convert kerna chaey aik kamyab strategy main keh next time loss na ho.

            اب آن لائن

            Working...
            X