Thanks ko importance dain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Thanks ko importance dain.
    Dear members pak forex forum main posts pa milny waly ko important smjhen q k apko yehi thanks milny ka maximum bonus milta ha is lia aik ap ko apni posts ko acha krna ho ga aur dosra apko apny friends ki posts pa thanks comment krna chahye. Yehi thanks apko bhi badly main milty hain.Yeh mera experience kehta ha aur ap members ka kia reaction ha is bary main? Thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Thanks ko importance dain.

    G bhai apnay theek kaha hai hai k forex pak mai thanks ko imprtance de or koshish karen k ziada say ziada thanks dosro say collect karen or esa tabhi possible hai jab apki thread bhut achi quality ki hugi or bhut ziada knowledge hugi tu apki post ya thread ko log read karengay jisse unhe kuch seeikhnay ko milega or apko return mai wo thanks karengay jisse apko acha bonus milega,
    • #3 Collapse

      Re: Thanks ko importance dain.

      G han forum men threads aur posts ka bonus alag milta hey aur unn pe milnay walay thanks ka alag bonus count hota hey iss liay koshish karen k thread aur posts ki quality ko behtr karen ta k thanks bhi ziyada milen aur bonus bhi acha hasil kiya ja sakay aur dusaron ko bhi thanks zaroor karen kiun k agar ap kisi ko thanks karo gey tu badlay men ap ko bhi thanks milen gey
      • #4 Collapse

        Re: Thanks ko importance dain.

        apki bat sa agree krta hon k hmen poston pr milnay walay thanks sa hmen forex ki janib sa bonus bhi achha milta ha to ziada sa ziada thanks hasil krnay k liay hmen apni poston ki quality ko behtr krna chayay aur knowledgefull posten krni chayen ta k ziada sa ziada log thanks kren jis sa hmara bonus bhi achha milay
        • #5 Collapse

          Re: Thanks ko importance dain.

          Dear friends jis tarh post aur threats ka bounas alag mimta hai esi tarah agr ap ko thanks par like mikty gain to us ka bounas apko alag sy mily ga dear apko chaiy achi post par thanks dena chaiy taky hamary dosto ko es ka faida mil sakhy aur ap b achi post kary taky apko b thanks milny sy faida ho
          • #6 Collapse

            Re: Thanks ko importance dain.

            G aap ny bikul darust kha hy oar main apki bat say mukammal itefaq karti hon ke thanx ko ehmiat deni chahye par is kay sath main aik bat ka izafa karna chahti hun kay mayari oar faidamand post ko thanx dena chahiyay ta ke har bnda achi say aci thread lagaye ta ke sub uc say sekhen bhot say log asi posting kartay hain jis say kisi ko khass faida nahi hota
            • #7 Collapse

              Re: Thanks ko importance dain.

              Agr kiai ki post achi lgt hhy to hanara hawlq bnta hy k ham us ko thanks dia kry us ka haq ada kry us ki itni mhnat hoti hy usy us ka ajar mikna chiya usy egnore nai krna chiya hamy har kis ko sahi trha sy thanks krna chiya jin ki post sahi achi hoti hy hamary bunass my izafa hota hy is sy
              https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
              • #8 Collapse

                Re: Thanks ko importance dain.

                main is forum per kafi period se kam kara raha ho or yah is fourm ki bat rahe hai k wo different time main apny strategy change karta rahta hia hai. ahks ka reply karna chahin. q k aisa karny se forum member ki hosla afzai ho gy .
                mazeed bat yah b hai k ham ko just apni posting ki tadad perdhyan nahe daina ho ga balky hamain lazmi hai k ham posting ki quality per b dhyan dain taky is forum se logo k problem solve hoty rahai
                • #9 Collapse

                  Re: Thanks ko importance dain.

                  yes sir agar ap ksis ko thanks dein gy to wo dosra person bhi ap ko thanks de ga or ap apni posts ki quality or quanitity ko bhi improve karin taa k ap jo bhi ap ki post ko read kary or ap ko reply or thanks diye bina na jaye logon ko thanks dein taa key wo log bhi apko thanks dein or apko last main acha bonus mily
                  • #10 Collapse

                    Re: Thanks ko importance dain.

                    Jee bilkul forex forum pe posting aur threads ka bonus milta hai aur jo un pe thanks milty hein unka alag bonus milta hai hamein posting aur threads ki quality ko improve krna chahiye tah k other members hamein ziada thanks dein aur hamein bhi jinki threads quality achi ho unko thanks deny chahiye agr hum kisi ko thanks deingy tu badly mein hamein bhi milty hein.
                    • #11 Collapse

                      Re: Thanks ko importance dain.

                      Ap ny sahi kaha hai ap ko jo thanks milty hai un sy ap ka bonus increase hota hai is liye un thanks ko increase karny k liye ap ko chahiye k ap apni posts ki quality mazeed barha dy ta k thanks maximum mily or bonus b .
                      • #12 Collapse

                        Re: Thanks ko importance dain.

                        Dear jab ap ne ais forum par koi achi post ki ho gi to ap ko aus par thanks mil jaty hai agar ap ko kisi ki achi posts nazar aati hai to aun par ap thanks kar dey aus se ye ho ga k jis ne acha kaam kia hai aus ko aus k badly acha bonus mil jaye agar ap ne ais mai aisy hi kisi ko thanks ni dia to ais mai ap ka to loss ni hai magar jo banda acha kaam karta hai aus ko ais mai bonus kam mily ga jis ki waja se wo acha kaam karny wala choar jaye ga ais liay hamesha achi posts par thanks karna chaye.
                        • #13 Collapse

                          Re: Thanks ko importance dain.

                          Thanks ki value kafi ziada hai is lye forum p achi posts and threads posts karein jin p apko achi thanks milein jab ap apna time forum p spend krtay hain aor posts mai acha knowledge aor best experience ko forum p share krtay hain to apko thanks milnay k sath dsray members ki b learning improve hoti hai apki posts p milnay wali thanks ap k bonus calculation k time bonus milanay ki quantity ko increase kar daiti hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Thanks ko importance dain.

                            Yes boss aap ki baat thek h k hamain forex mien jab trading kerna hota h tu hamain as meien her bar thanks ko bhoot zayada importnace dena hota h k as mien hamain jab thanks zayada milte hien to hamain as mien bonus acha milny k chance s ho jate hien as lyee mien frex mien jab dakhta hon k kio mayari post h tu mien us ko zaror thanks kerta hon ta k us ka haq ada ho jaye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Thanks ko importance dain.

                              BiLkul sahi kahaa hai aap ne dear agar forex main kaamyaabi haasil karni hai or bonus se trading karni hai to humen chaahiye k forum pe posting zyaada se zyaada karen or jo bhi thanks milen unki ehmiyat ko samjhen q k jitnay zyaada thanks hongay utni hii achi amount main trading ki jaa sakY gi isliye humen chaahiye k jo bhi post informative lagay us ko laazmi thanks karen or khud bhi informative posts karen taakay log bhi thanks kaaren hamari posts ko.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X