Loss k bad haar maan laity hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Loss k bad haar maan laity hain

    Maine bhai jan aise boht se log dekhe hain jo is mein himat har jate hain apko is mein zada mehnat karni chahye tab ja kar ap is mein earn kar sakte hain apko mis mein ihtiyt se kam karna chahye tab ja kar ap is mein earn kars akte hainloss agar apko ho to ho to apko himmat nahi harni chahye tab ja kar ap is mein earn kar sakte hain is mein apko ihtiyt se kam karna chahye aur is mein apko zada mehnat karni chahye tab ja kar ap is mein earn kars akte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Loss k bad haar maan laity hain

      Hamy buisness my har nai mnni chiya ham ko chiya k ham trading my hot zeada dyhan dy our sakin k sath is my kak kia kry is my harna bai hy is my mhnaat krni hy our kamyabi hasil.krni hy harny sy kuch nai hota hy mhnat sy bhot kuch ho jata hy our is buisness ko cgorna nai chiya hamy
      https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
      • #18 Collapse

        Re: Loss k bad haar maan laity hain

        Gee haan maray main aap ki baat say bilkul itifaaq kartii hun or aap kii baat sooo feesad darust hay kay hamay harnay kay baad himmat nahyn haarnii chahaue ku qay agar hum himmat haar jaye gay to mazeed nuqsaan kar bythty gay or ye cheez mazeed manfii khyalaat ka bais bny g to hamy chahiye kay hum apnay knowledge experience or observation ko behtar bananye or masbat soch kay sath agay vrhny ki kosish kren..
        • #19 Collapse

          Re: Loss k bad haar maan laity hain

          g bhai ap sahi keh rahy hain agar ap 1 baar loss kar gy hain to aap haar na amnin baky mehnat karin pr llearning karin apni mistakes ko reocver karin knowledge man izafa karin demo account se apni mistakes ko recover karin taak aap jald se jald forex man 1 achy traders ki shakel man namdaar hoon
          • #20 Collapse

            Re: Loss k bad haar maan laity hain

            loss b business k ik part hota hai liken hum ye nahi samjty hain jab b loss hota hai to hum haar man laity hain aur mazeed kam nahi karty kyu k hum ye samjty hain k ab loss he hoga is se behtr hai k kam chor dain liken asa bilkul nahi hai hume loss k bad haar nahi mana chahye bal k is se seekhna chahye aur himat se is k samna karna chahye aur mazeed mehnat kar k successful hona chahye.
            • #21 Collapse

              Re: Loss k bad haar maan laity hain

              Forex mien har man lena acha na h jab ham as mien kaam kerte hien aur jab ham as mien jab har man lete hien tu ye acha na h aagr hamain as mien aik bar loss ho jata h tu hamain as mien zayda fikr na kerna chahye aur hamain as mien ye na sochna chhaye k ham ye na ker sakte hien ham as mien kaam ker sakte hien aur as mien kamaee b ker sakte hien.
              • #22 Collapse

                Re: Loss k bad haar maan laity hain

                Dear forex trading business main hume lose se darna nai chaiye balkey is main jab hume lose hota ha tu hume apni mistake ko fallow krna chaiye kis waja se hume lose hua bext time hume wohi mistake dobhra nai krni chaiye is liye hume is main lise se experience ur knowledge milta ha forex eik risky businesses ha
                • #23 Collapse

                  Re: Loss k bad haar maan laity hain

                  Loss k bad kbi b haar na maanein blke trading mai honay walay loss se sabaq hasil karein aor next time apni trading mai jo mistakes ap pehlay kar chukay hain unko repeat na honay dain loss honay k bad apni trading strategy ko analize karein k kon kon ci mistakes ap ne ki hain loss recover karnay k lye loss honay k foran bad trade na lgaein jab tak ap ko loss honay ki waja na pata chal jaye jab ap loss ki causes ko dhondein lain gay to ap k lye market ko samjhna easy ho jaye ga aor market mai risk factor ko smjhnay mai assani ho GI jis se trading mai loss ho sakta hai loss k bad apnay emotions ko control mai rakhein aor next trading opportunity Millay k bad hi dobara trading mai entry lgaein
                  • #24 Collapse

                    Re: Loss k bad haar maan laity hain

                    G bhai jan bahoot say ayse trader hain jo loss kay baad haar maan jaty or ayse trader life main kabhi bhi kamiyab nahi sakty kyun kay ager ap kisi bhi kaam main haar man jaty hain to ap say bara bewaqf koi or nahi hai ap ko chiye kay dobra trading start karyn wo kehty hain na try try agin well you succeed .
                    • #25 Collapse

                      Re: Loss k bad haar maan laity hain

                      bohat acha sawwall kia apnee.. zayda loog loss ky baad haar manjate hain..aysa bilkul nhi krna chaiyee...wo bussiness hi nahi jismein loss na hooo aur wo bussiness man hi nahi jo loss ke baad haar man jaye ye to up down chalti rehti hai ayse kamo mein
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: Loss k bad haar maan laity hain

                        Bhai mery ap ny sunna to ho ga ky haar mein ho jeet hai. To yaho formula apnana chaye. Forex trading mein skser log trading hi chor jaty hain. Jab un ko shoro mein aik do dafa loss ho ker account wash ho jata hai to. Bhai aisa nahi kerna chaye balky jitna ap is mein loss kertu jain gy. Utna ap ko experience bhi hota jaye ga. Aur aik din ap kamyab trader ban jsin gy.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X