Capital ko kisi bhi trade mein risk-free rakhna bahut zaroori hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Capital ko kisi bhi trade mein risk-free rakhna bahut zaroori hai
    Capital hamare liye bahut important hota hai aur hamari trading card totally depend hamare capital pe hota hai jab hum apni capital cursive rakhte Hain tab hai hum apni trading se profit utha sakte hain
    Hame kisi bhi tradeco open karte huye apne capital ke mutabik risk Lena chahiye agar hum apne capital ko totally Thor pe risk le lenge toh hum totally Thor pe loose ho sakte hain aur iss se hamara kafi zyada nuqsan ho sakta hai isliye hamen apne acount ko totally tor pe risk nhi lena hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Capital ko kisi bhi trade mein risk-free rakhna bahut zaroori hai

    G han ap ki bat bilkul theek hay aur main ap ki bat se agree karti hun k forex main humara capital humary liay boht ehmiat rakhta hay isi liay hum jab bhi koi trade karte hain humain save trade karni chaiay take hum apne capital ko save rakh sakain trade karne se pehly money manegnent lazminl karain aur market trend ko dekhte huwe trade karain take ap ka capital secure reh sake
    • #3 Collapse

      Re: Capital ko kisi bhi trade mein risk-free rakhna bahut zaroori hai

      G bhai apnay theek k forex trading mai hame sirf utna hi risk lena chaheye jitna hamare accout ka capital hai jese k missal hai k paon utnay phelao jitni chadar hai, tu hame chaheye k capital utna hi invest kare jitna risk le saktay hai or ye soch kr risk le k account ko itna chote say bara banany k lie apnay kitnay months lagai hai itna capital earn karnay mai to ager ziada risk le kr trading karengay or apko loss huga to ap k capital ka bara hissa loss mai chala jaiga jisse apki kafi months ki mehnat zaya hu jaigi, Thanks!
      • #4 Collapse

        Re: Capital ko kisi bhi trade mein risk-free rakhna bahut zaroori hai

        Main ap ke baat sy bilkul itefaq karta hun bhai.hum apny capital ko hohat soch samajh kar istemal karna chiay.aur apny capital to kabhi bhe totally risk nahi karna chiay.isliay jab bhe trade karain to kam level par karain aur pehly chart ko achi tarha sy dekh kar analysis kar lain.
        • #5 Collapse

          Re: Capital ko kisi bhi trade mein risk-free rakhna bahut zaroori hai

          Sir forex mien risk ka bhut amal dakhl hai jab hum as mien aa ker risk na lety hien tu hum as mien earning hasil ker sakty hien hamain market mien us waqt he enter hona hota hai jab hum as mien yeh jan lety hien k hamain as mien abi aa ker trade kerna chaye agar hamain a smien yeh feel hota hai k hamain trade open na kerna chahye tu hamain us waqt belkul bee trade open na kerna chahye.
          • #6 Collapse

            Re: Capital ko kisi bhi trade mein risk-free rakhna bahut zaroori hai

            agr hum apne account ko dekh kr trade lagte han to hum ko loss kam hota hye aksar dekha gya hye jab bhe hum trade lagte han to apne account ko nai dekhte js se hum ko kabi kabi account wish hota nazar ata hye as leye hum ko chahye ke har time lot size kam kr ke trade lagan agr hum ko profit hota hye to theak agr nahi hota to loss bhe kam hota hye and hum as loss ko recover bhe asani se kar sakte han as leye lot size ka apne account pr acha asar hota hye
            • #7 Collapse

              Re: Capital ko kisi bhi trade mein risk-free rakhna bahut zaroori hai

              G bilkul theek kaha hey bhai ap ney. Ager total capital amount hi risk per ho gi to yeh aik intehai beri mistake ho gi kisi bhi trader ki. Apni sari amount ko risk main nhen dalna chaey belkeh apny free margin ko berqirar rekhna chaey. Some time market achanak jerk marti hey aor ager total capital hi lega ho to account wash ho sekta hy.
              • #8 Collapse

                Re: Capital ko kisi bhi trade mein risk-free rakhna bahut zaroori hai

                Dear ham janty hia k business mian capital ki katni zaroorat hoty hai,. aik andaz main capital ki importance atni jais k aik body main bloood ki hai. to is lai hamain her time apny capital ko save rakhna zaroory hai. per ham forex main se us time tak money nahe earn kar sakty jab tak ham apna capital invest na karian.
                to is lai lazmi hai k ham apna capital is strategy se invest karain k agr ha ko loss ho b jain to zyda na ho. simply hamain risk ko kam se kam laina ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: Capital ko kisi bhi trade mein risk-free rakhna bahut zaroori hai

                  Han bro ap ki bat thek ha capital se hi hamra account chalta ha agr hum capital ko account k hisab se krein gy tu hum acha bonas hasil kr sakte hein capital ji practice hume demo account main krni chaiye jab tak hamre paas full experience nai aa jata tu hume risk free trade open hi krni chaiye ur na hi capital ko use krna chaiye
                  • #10 Collapse

                    Re: Capital ko kisi bhi trade mein risk-free rakhna bahut zaroori hai

                    forex mai hamy risk free account bana kar investment ka rky kam karna chahey pher he hum acha profit gain kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik online business hain yai dunya mai bohat taze sy phal raha hain lakin agar hum is mai bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga or is mai market ka koi qasur nahi hota
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Capital ko kisi bhi trade mein risk-free rakhna bahut zaroori hai

                      forex mai hamy acha knowledge hasial kar ky analysis ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy forex aik real or kabe be band na hony wala business hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain forex world wide or international business hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X