Leverage in forex trading.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Leverage in forex trading.
    My honourable friends yeh leverage ki hi khobsorti hy keh ap thori bht investment kay sath b trade ker sakty hn q kay leverage ki sahulat ager forex trading me na ho to shayad forex trading kerna ksi kay bus mein na ho.q kay hum 10 15 dollar say b trade kr skty hn yh leverage ki badolat hy acha broker apny client ko ziada leverage deta hy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Leverage in forex trading.

    G myn aap ki iss bat sy 100 feesad itefaq karti hun. Byshuk leverage ki forex trading myn behad ahmiyat hey jysa kay hum janty hyn kay leverage paison ki aik aisy miqdar jisy hum broker sy udhar lyty hyn or phir is ko sarmaya kary myn istemal karty hyn. To aam tor par professional forex traders jo leverage istemal karty hyn wo 100:1. Or isy ki wajah sy forex trading myn bary asani hy.
    • #3 Collapse

      Re: Leverage in forex trading.

      Leverage ka forex mein bhoot fm sardar hota hai leverage ko forex mein do dhari talwar bhi kaha jata hai leverage say me fayda bhi hota hai aur leavreg se hamen loss bhi hota hai
      hamare account ki leverage jitni jyada hoti hai hum apni hi jyada market main Laut kar sakte hain leverage basically hamari lot size ko wake karti hai agar hamare leverage ziada hogi to ham big lot utha saken ge big lot se hamen nuqsan ya loss bhi ziada hota hai isliye hamen big lot ko use krne k bajay small lot se kaam krna best hota hai
      • #4 Collapse

        Re: Leverage in forex trading.

        G han ap ne bilkul theek kaha k forex trading main humary liay leaverge ki boht ehmiat hay aur hum is ki wajha se hi kam capital par bhi achi trade kar pate hain brokers ki taraf se humaru liay ye best opportuniti hay isi wajha se hum kam balance par bhi achintrade kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Leverage in forex trading.

          BiLkuL Sahii Kahaa Hai Aap Ne Dear...
          FOrex Main KaamYaab HoNay Main LeVeRage Eham KiRdaar Adaa KaRti hai....is se Hii koi Bhi Trader Bhot kam inVest kaR k Bhi Aafi Achi AmoUnt main ProFiT HaasiL kaR LeTa Hai....leVeRage Aik Bhot BRa advantage HoTa Hai Users K LiYe BroKer ki TaRaf Se JiS ko uSe KaR k Kaafi Achi AmoUnt Main pRoFiT Earn Kiya jaa Sakta hai..
          • #6 Collapse

            Re: Leverage in forex trading.

            leverage ki boht ziad aimportance hai forex tradin main jiss say money mangement control na ho rahi ho usko chhaea k wo apni leverage ko kam kar k kam karain kyon k ess na he ap ko ziada lot say trade karny ki ijazat mily ge aur na he ap ko ziada loss ho ge yehi aik best kulia hai jiss say apny loss ko kam kar sakty hain main bhe asy he karta hun ap bnhe aik dfa asa kar k zror daikhain
            • #7 Collapse

              Re: Leverage in forex trading.

              forex may leverage ke bohat ahmeat hay jab hum is market may investment karty howay trading karty hain or babypips kay pair ko attach kar kay trad karty hain to asay may hum loss say bhot had tak buch jaty hay or achay knowledge kay sath profit bhe kamty hain forex trad poor mans or job less peoples kay liay bohat achi job hay but is may achay knowledge or experience ke zarort hoti hay to he hum is ma kamyab ho sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Leverage in forex trading.

                forex mai hamy ache learning ky bad ache leverage bana kar kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex aik international or kabe band na hony wala business hain hum is mai part time ya full time kam kar sakty hain hum is mai bager pasaio ky account bana kar be kam kar sakty hain forex aik real business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Leverage in forex trading.

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: ayeshayaqub پيغام ديکھيے
                  My honourable friends yeh leverage ki hi khobsorti hy keh ap thori bht investment kay sath b trade ker sakty hn q kay leverage ki sahulat ager forex trading me na ho to shayad forex trading kerna ksi kay bus mein na ho.q kay hum 10 15 dollar say b trade kr skty hn yh leverage ki badolat hy acha broker apny client ko ziada leverage deta hy.
                  Forex trading Ka Jab Bhi account Banaye to kabhi bhi Badi leverage na Rakhe Jab aap Bada leverage size rakhkar trading Karenge to usse profit and loss bahut fast hoga Hamesha Saman leverage rakhen takechi trading kar sake
                  • #10 Collapse

                    Re: Leverage in forex trading.

                    forex aik real business hain hamy is mai leverage ko km rahkna chahey pher he hum market mai run kar sakty hain forex aik inernational or kabe be band na hony wala business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex business dunya mai bohat taze sy famous ho raha hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Leverage in forex trading.

                      leverage ki wajah se hi chote investor b trading kar k boht profit kama sakte hai agar yeh leverage na hoty to phir 1lac par b itna profit banna tha jis ka mango b nai aana tha leverage jitny achi de broker broker ka kuch b nai jata lekin broker ko profit sirf spread ka milta hai agar broker spread leverage or invest kafi performance achi de to boht zaida log is broker ko join kare gai jis se broker spread ki surat main boht profit kama sakta hai trader ko b acha faida hota hai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X