Forex mein loss ko recover kerna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein loss ko recover kerna
    Forex trading mein agar loss ho jaye tou uss ko recover kernay ki koshish kerni chahyea aur aisa kernay kay lye aap small lot size use kerain aur kisi qisam ki jaldi na kerain aur loss ker kay account ko wash kernay ki koshish bhi na kerain yeh aap kay lye behtar hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein loss ko recover kerna

    Forex men loss ko recover krna profit banane se bhi bahot mushkil hai forex main trading karke profit banana itna mushkil nahi hai jitna ke forex main apne loss ko recover karna hai
    forex main last key recovery baat hai mushkil se hoti hai hame lost key recovery ke liye small target score achieved karna hota hai aur small profit select karke hum apna loss recover karte Hain
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein loss ko recover kerna

      Gee haan bhai aap ki baat theek hai forex mein humain apnay loss ko recover kerna chahyea iss kay aik faida tou yeh ho ga kay hum trading mein inn rahain gay aur doosri baat kay loss ko recover kertay huay hum kuch loss tou recover ker lain gay jab tak humain bonus bhi mil jaye ga tou hum zayada balance kay sath mazeed loss ko easily recover ker lain gay
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein loss ko recover kerna

        G ap ki baat theak hy k hum ko jo forex MA loss hota hy us ko recover karna he parta hy specially jo hum bouns account use kar rahy hain q k hum ko profit tb he mily GA jab hum apna account recover karin gay.as ley hum ko jab account recover karna hota lot size choti rakhni cahy aur sai analysis kar k he trade open karni cahy.
         
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein loss ko recover kerna

          Jab tak hum loss ko recover nahi karty us waqt tak hum aggy nahi bar sakty our loss ko rcover karny k leye zroori ha k hum next trade ak achi analysis k baad kam lot size k sat lagaye our per sabar sa us ka us waqt tak wait karu jab tak vo humain profit na dy thanks
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein loss ko recover kerna

            agr hum apne tradeing karte han to loss aksar ho jata hye jab hum apne as loss ko recover karna hota hye to hum ko chahye ke hum apne lot size ko kam se kam rakhan to phr hum slow slow apne tradeing karan to hum apne loss ko recover kr lete han agr hum as tarha se krte han to koyi waja nahi ke hum as loss ko recover kr lain ge agr hum phr se big lot size ke trades lagan ge to ye jo loss hova hye hamra ye or bhe zadya ho sakta hye agr lot size kam ho to agr phr bhe loss ho raha ho to phr big lot size laga kr hum apne loss ko kam kr sakte han
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein loss ko recover kerna

              Dear aap ki baat main Jan hay k jab bhi humy loss hota hay to him dilberdashta ho ker bayth ni Jana chahaye balky humy tary kerni chahaye k aapna loss ko recovered kerna chahaye recovery kerty hoay bones hbi mail sakta hay iss lay market main in rehta hay.
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein loss ko recover kerna

                G han ap.ki bat theek hy k forex trading main agar hum chate kmhain k hum apna loss recover karain tou us k.liay humain chaiay k hum sabar se kam lain aur kisi kisam ki jaldbazi nai karain loss ko recover karne k liay balke small lot k sath thora thora kar k apna loss recover karain kiu k jab hum jalbazi karte hain apne loss ko recover karne k liay tou hum mazid loss karte hain apna is liay ehtiatse kam.karain aur save trading karain
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein loss ko recover kerna

                  BiLkuL Sahii Kahaa Hai Ap Ne Dear....foRex Main Kaamyaab HoNay k LiYe loss Ko ReCoVet KaRna bhoT Zyaada zaRoori Hai Q k agar Hum BoNus Se trade kaR Rahay Hain To Hum Us waqt Tak WiThdraw nhi kaRwaa Saktay Jab Tak Hum loss ko ReCoVdr Nahi KaR Letay oR AccoUnt Ko aik KhaaS LeveL tak Nahi Le KaR Jaatay is liYe loSs ko ReCoVer kaRnay k LiYe Bhi lott SiZe Kam Se Kam Rakhna ChaahiYe Taakay DoBaRa Agar Loss Ho Jaaey To bhoT hii Kam AmoUnt Main Ho...
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein loss ko recover kerna

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                    Forex trading mein agar loss ho jaye tou uss ko recover kernay ki koshish kerni chahyea aur aisa kernay kay lye aap small lot size use kerain aur kisi qisam ki jaldi na kerain aur loss ker kay account ko wash kernay ki koshish bhi na kerain yeh aap kay lye behtar hai
                    Forex trading Mein love story cover karna bahut jyada difficult hai isliye main shadi Karenge aapko trading karte hue kabhi bhi bahut jyada lost Na Ho Kyunki bahut jyada loss Ho Gaya to usko recover karna impossible hoga
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mein loss ko recover kerna

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Maskeen Ullah Khan پيغام ديکھيے
                      Forex men loss ko recover krna profit banane se bhi bahot mushkil hai forex main trading karke profit banana itna mushkil nahi hai jitna ke forex main apne loss ko recover karna hai
                      forex main last key recovery baat hai mushkil se hoti hai hame lost key recovery ke liye small target score achieved karna hota hai aur small profit select karke hum apna loss recover karte Hain
                      Forex Forex Main Usko recover karna bahut Mushkil Hai love story book cover karne ke liye Aapko Pehle emotionally behaviour chodna padega aapko Sahi tarike love story book cover karne ke liye Aapko Pehle emotionally behaviour chodna padega aapko Sahi tarike trade karna Aasan Nahi Hai Sabse Pehle Aap Ko Uske baare mein Jaana Hoga ke liye kab Kis Tarah ka hai aur uske sath sath
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mein loss ko recover kerna

                        Dear fellow aksar members ka ye concept hay ke agar ziada loss ho jaaye tho account ko wash karana ziada behtar samajthay hay lekin maray khyal may ye ghalat hay is tarah aap ko kabhi be experience nahe hoga is business ka apna loss recover karna he maray khyal may badhi achument hay
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mein loss ko recover kerna

                          forex main loss recover karna kafi mushkil hai kyon k jub kisi ko loss hota hai tu apny emotion main hota hai jiss ki wja say uski dobara trade karny say bhe loss h hota hi es leay ap forex main real trading tab karain jab ap ko mukaml expereince ho jay aur ap ko yakeen ho jay k ap ab loss nahi karain kyon k forex ko sekhny k leay kafi arsa lgta hai phir he ap ko earning start hoti hai es lea jald bazi main apna nuksan nahi krwana chhaea
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex mein loss ko recover kerna

                            yes ham ko as main los ko recaver karna chahiy hai tuhgi ham as main kamyab ho sakte hain agar ham ne as main loss ko recvr kar liia hai tu ham as mainforex tarding main kamyab hain as main ham ko chahiyy hai kee hamas main mihnatkaretu hi ahma s mainkamayab hso akte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex mein loss ko recover kerna

                              Forex trading mn jb kbi loss ho jay to usko recover kr k wapis apni position pe bht bht zayada mehnat wala kaam h q k ek to der hota h aur zayada loss hony ka aur phir capital bi km hota h. Lakin loss ko recover krny wala hi real trader banta h
                              Just view ???, Like kon kry ga???

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X