Confidence kesy ayga

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Confidence kesy ayga
    Main sab traders ko btana chahon ga k hamain forex trading main trade kr k confidence sirf or sorf tab ayga jab hamain profit hoga or profit gain krny k liye hamain hard working krna ho g agar hard working nahi krain gy to loss hr hoga
    FRD 07 TRADING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Confidence kesy ayga

    Trading men better confidence k liye hanen better practice krna hoti hai jab hamari practice achi hoti hai tab hi hamen acha confident mill pata hai q k jab ham bar bar practice kr rhe hote hain tab hamen market men confidence mill pata hai
    Market men confidence k liye zaroori hota hai k ham achi mehnat kren jab ham achi mehnat krte hain tab hi hamen acha experience k sath sath acha confidence mill pata hai
    • #3 Collapse

      Re: Confidence kesy ayga

      Forex trading men confidence hasil karnay k liay achi learning aur experience hasil karna bahut zaroori hey agar ap khud pe depend kar k fresh mind k sath trading karen tu acha result milta hey aur acha profit milnay per confidence khud ba khud aa jata hey lekin agar starting men hi acha profit hasil ho jay tu over confidence bilkul nhi hona chahiay
      • #4 Collapse

        Re: Confidence kesy ayga

        jab bhe js bhe markt me hum new hote han agr hum ko achi koyi profit ho jata hye to hamra dil os bussines me lag jata hye as leye hum ko chahye ke as bussines me start kabi bhe live account pr na karan Q ke agr hum ko as se loss hova to hum ko as bussines me kabi bhe dil nahi lage ga as leye hum ko apna confidence surf and surf hark working kr ke acha profit bana kr krna ho ga ye bohat acha bussines hye as me hum acha earn kr sakte han jab hum achi mehant as me krte han
        • #5 Collapse

          Re: Confidence kesy ayga

          Bhai Jaan Agar Koi Bhi Trader FoRex Man Kaamyaab HoNa ChaahTa Hai To Us Ko ChaahiYe K CoNfiDeNce LaaZmi BuiLt KaRay ApNay Andar....Q k Agar CoNfiDence Nahi HoGa to Na hii Achi Trade Lgaai Jaa Sakay gii Or Na Hii koi Trade ProFiT Main CLoSe ki Jaa sakay Gii...isLIye HuMeN Chaahiye K coNfiDenCe HaasiL KaRnay k LiYe ExpEriEnce HaasiL KaRen q k JiTna Zyaada ExperiEnCe HoGa uTna Hii acha CoNfiDeNce bhi HOga or Profit K CHanCed Bhi iNcrease Hoon Gy...
          • #6 Collapse

            Re: Confidence kesy ayga

            jab app aik strategy my friend learn kerty hain our us ko bar bar demo main practice kerty hain us main jo mistakes app kerty hain un ko door kerty hain our us tarha app serious hoo k jab kaam karien gay to pher he app us main aik successful trader ban pain gay humean forex main mehant kerna hoo ge pher he us main humean success milay gaee
            • #7 Collapse

              Re: Confidence kesy ayga

              Jii haan meray khayaal say khud aitmadii har shubae zindagii may buhat zada zarurii hay qu kay hud aitmadii or hud par yaqeen hi hay jo aap ko kamyabii ki bulandion tak lay jaati hay or yeh sirf tab hii ataa hay jab aap jo kuch seekhtay ho us kii musalsal mashq karty ho jab aap baar baar aik cheez ko duhraty hain to tab hi aap ko khud pay confidence ata hay..
              • #8 Collapse

                Re: Confidence kesy ayga

                Forex trading main success hasil karne k.liay zarori hay k ap confidence k sath kam karain lekin is bat ka khas khyal.rakain k ap over confidence kabi na ho kiu k jab hum over confidence ho.kar kam karte hain tou yehi cheez humain loss deti hay ap k confidence tabhi bahal hota hay jab ap soch samjh kar trading karte hain aur over trading se khud ko bachate hain
                • #9 Collapse

                  Re: Confidence kesy ayga

                  Brother ap ki bat tek ha k jab profit hota ha to confidense atta ha lakin mery hyla ma profit tab hi atta ha jab hamari practice ho trading ki our forex ka bara ihsan ha k jis na humain muft ma demo acount deya ha practice k leye mery hyal ma confidense barany k leye jo sub sa axhi jaga ha vo demo acount ki practice ha thanks
                  • #10 Collapse

                    Re: Confidence kesy ayga

                    yes mydear friends ham jab bhi ham as main kam kare gee tu ham ko as main khud ba khud asm main confidance aei ga as liy ham ko as mainkam karrte rihna chahiy hai as mainham ko kabhi bhi as ko chorna nahi chahi9y hai tu hi hamas main se earniong kar sake gee as se har nahi manana chahiy hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Confidence kesy ayga

                      G han ap nay theek kaha hai ap ko confidence tab ata hai jab ap ko pehla profit hasil hota hai or ye ap kay liye kaafi khushi ki baat hoti hai so ap ko chiye apny confidence ko barhany kay liye ziyada say mehnat karyn taan kay ap ko koi problm na ban saky ap acha profit hasil kar sakyn
                      • #12 Collapse

                        Re: Confidence kesy ayga

                        bohat acha swall kia apne,,, trading mein confidence jab ayega jab hm apne seniors se points note out kreingay kay trading kya hai aur kese kri jati hai... isay bagair hmre inder confidence nhi askta aur sath me nuksan bhi hogaaa
                        • #13 Collapse

                          Re: Confidence kesy ayga

                          Dear kisi kaam mein confidence ata hai us kaam jab expert banty hain to.
                          Forex trading mein bhi ager ap confidence chahty hain to ap ko sub se pehly ye kerna ho ky ap ko forex trading ka knowledge hasil kerna jo ga.
                          Us ky baab us knowledge ki based per ap ko practice ker ky us ka experience gain kerna ho ga
                          Tab ja ky ap ky ander confidence aye ga.
                          • #14 Collapse

                            Re: Confidence kesy ayga

                            Assalamualaikum Yeh Baat bilkul theek hai hame jabHame Forex trading say profit hota hai Jo Hamare andar confidence ho jata hai kaam karne ko Dil Karta Hai Aur phir fresh mood main kaam karne ko Dil Karta Hai Aur job loss hota hai toh phir Insaan tension mein aa jata hai isliye Hame Forex trading knowledge experience sikhna chahiye aur mehanat kar ke apne andar confidence padha kare
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Confidence kesy ayga

                              hamy confidence ky sat kam karna chahey hamy acha knowledge hasial kar ky kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex aik online business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik international business hain yai pakistan mai legal ban cuka hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X