Never be overconfident in trades.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Never be overconfident in trades.
    Forex mn koi din aty hain jab insan apny fresh mind se kam ly rha hota hai or use musalsal achay results mil rahy hoty hain wo khushi khushi trading krta hai. Wo smjh leta hai hai k use sab aagia hai wo ab kabhi loss nahi kry ga apna isi soch me wo overconfident ho kr bari lot sizes pr trade shuru krdeta hai jis ka nuqsan yeh hta hai k kahin na kahin use ek bary loss ka samna krna par jata hai.Use chhye k kabhi bhi overcnfidence ka shikar nah ho.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Never be overconfident in trades.

    Overconfidence be laalach ki tarahhamare liye harmful sabit ho sakta hai isliye hame overconfidence ke sath Kam nahi karna hai kyunki is business mein hame confidence ki zarurat hoti hai aur confidence k sath hi better kaam kr leta hn
    Over confidence hamare liye kabhi bhi acha sabit nhi ho sakta hai q k agar ham aisa kren ge to ham better analyse kr k kabhi trade nhi kr paen ge
    • #3 Collapse

      Re: Never be overconfident in trades.

      G bhai apnay theek kaha hai over confident jb bhi ap mai ata hai apko loss kara bethta hai q k over confidence ki waja say ap us bad image ko bhool jate hu jo ap k lie nuqsan ban jati hai,ab ager forex mai over confidence ki bat ager ki jai to ap forex mai overconfidence ki waja say ap loss bhool jate hu, or loss bholnay ki waja say or overconfidence ki waja say ap ulti seedhi trades mtlb jo dil mai ata hai buy karty hu or jo dill mai ata hai sell karty hu or jb apnay loss ka socha nahi hota or loss hota hai to ese time apko over confidence to totta hi hai or sath sath ap k experience bhi effect hota hai, to hame confidence to huna chaheye but over confidence say bachna chaheye, Thanks!
      • #4 Collapse

        Re: Never be overconfident in trades.

        Kuch new traders ko agar starting men hi acha profit mil tu woh bahut ziyada over confidence ho jatay hen woh samjhtay hen k woh kamyab trader ban gay hen jo k bilkul ghalt bat hey forex trading aik aesa business hey jiss men agar aj profit mila hey tu kal profit bhi ho sakta hey iss sirf self confidence ko improve karen aur over confidence bilkul nah hon
        • #5 Collapse

          Re: Never be overconfident in trades.

          yes dear agree kerta hun asal mai forex mai koi bi banda 100% nahi theek ho sakta hy is liya ager hm log koi bi trade kerty hy tu lazmi hm logo ko us ky bary mai yi bi mind mai rekhan chahaiya ky wo loss ki terf bi ja sakti hy yaha per jo bi koi trade kerta hy tu mai samjhta hun ky wo ise base per kerta hy ky apny analysis kerta hy or market ky trend ko samjh ker trade lagata hy per lazmi us ko bi stop loss use kerna hota hy jis ki waja sy wo kai dafa safe rehta hy banisbat un ku jo log stop loss nahi lagaty hy.
          • #6 Collapse

            Re: Never be overconfident in trades.

            yes i am agree with you start main jab members trade lagaty hain aur in ki trades start ki successful ho jain aur acha profit ajaye to wo ye samjna shuru kar dety hain k un k pass knowledge aur experience zada hai wo her trade aram se kar sakty hain wo overconfidence ho jaty hain jis se loss main jaty hain.confidence hona to sahi hai liken overconfidence nahi karna chahye is se humra he nuksan hota hai.
            • #7 Collapse

              Re: Never be overconfident in trades.

              Ap ki baat durast hai k market mai over confidence na ho kyu k over confidence sey ap mafrket mai kamyabi nabhi hasil kr sakty ho. Market mai kamyabi hasil krna hai gtou srif aur srif confidence sey trade krey tou ap ko mafrket mai kamyabi bhe ho gy aur loss ko bhe control kro gy.
              • #8 Collapse

                Re: Never be overconfident in trades.

                forex ma agr ap ko har cheaz dakh kar trade karne chaheya or trade k waqt overconfident ma aa kar kisi jaga par dehan na day kar ap apne trade ko risk ma dal rahe ho ge is leya ap ko chaheya k ap dakh kar tradeing karne chaheya.
                • #9 Collapse

                  Re: Never be overconfident in trades.

                  Jo trading ko samajhta hai k kis waqt trade karnay sa aap ko profit Hoga to wo lazmi overconfident hongay.....Q k wo hum sa better KR rahay Hain.....or boht sa logon ko trading ka nhi pata.....k kis waqt or kesay lagaye Jaye...
                  • #10 Collapse

                    Re: Never be overconfident in trades.

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: alianas پيغام ديکھيے
                    Forex mn koi din aty hain jab insan apny fresh mind se kam ly rha hota hai or use musalsal achay results mil rahy hoty hain wo khushi khushi trading krta hai. Wo smjh leta hai hai k use sab aagia hai wo ab kabhi loss nahi kry ga apna isi soch me wo overconfident ho kr bari lot sizes pr trade shuru krdeta hai jis ka nuqsan yeh hta hai k kahin na kahin use ek bary loss ka samna krna par jata hai.Use chhye k kabhi bhi overcnfidence ka shikar nah ho.
                    Assalamualaikum Ji Bhai Jaan agar aap musalsal trade Maven kar rahe hote hain to aap overconfidence ho Jate Hain Jo ki ek bahut badi galti hoti hai aapko kabhi bhi overconfidence nahi hona chahiye Kyunki forest rating main overconfidence bahut Buri cheez hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Never be overconfident in trades.

                      Confidanace ka na hona bhi msla hy our confidanace ka hon bhi bhot bra masla hy agr ham confidance sahi rakhy khod pr yaken kry ayk had tak to ham kamyab bn jaty hy pr agr ham confidance zeada ho jaye over confidance hamara ho jaye to ham phr loss py loss krna shoro kr dyty hy
                      https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                      • #12 Collapse

                        Re: Never be overconfident in trades.

                        forex mai lalchi log zada paisa hasial karny ky liye over confidence mai apne galtiyo ko avoid kar ky kam karty hain or unhy loss hota hain lakin is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex east wast mai bohat taze sy phal raha hain hum isy apna life time career be bana sakty hain yai aik real business hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Never be overconfident in trades.

                          over confidence kbi nai honaa chaye q k ye ap ko loss ki janab lay jata hai jb be ap trade karin bilkul fresh mind hun ar col mind say market ki ups downs ko check kar k enty lian bilkul ankayan band na karin
                          • #14 Collapse

                            Re: Never be overconfident in trades.

                            assalam o alaikum dear wellcome to trading pakistan !! g bhai ap na thek kha ha jo insan kisi roz fresh damag sa tarade karta ha to wo bout zayda kaybi samat layta ha to samj layta ha ka ma her kam ba asni karr sagta ho or wo zayda profit kaymna ka chackar ma over confidence ka shakar ho jata ha ka wo her bar acha profit kayma la gai but her din aik jaisa ni hota isye lay hum over confidence ka shakar ni hona cahya tub ja kar ap aik acha trade ban sagta ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Never be overconfident in trades.

                              dear forex mein har trad mein confident ho kar work karna bohat he zarori ha lekin ek risk trad lgana agar confident bhe houn to apka sara balance loss ho sakta ha is liye wo overconfidence ho jata ha is liye hamesa risk free trading karna bohat he zarori ha is liye forex mein hard work or acha experience he hona bohat zarori ha or is liye risk free trading karna bohat he zarori ha tabhi ap kamyabi hasil kar sakty hein

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X