Forex me Lalach (Greed)
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex me Lalach (Greed)
    Forex me lalach insan ky loss ki sb se bri wjha banta hai . Jab ap ki kuch trades profit me jana start ho jati hain to ap lot size bri rkh lety hn lalach me aakr jiska nuqsan hota hai mostly ap bary loss ka samna krty hn jitna profit ap ne kamaya hota hai wo B loss hjata hai.Apko chahye k jo lot sizes pr ap kam kar rhy hon usko lalach me akr nah brhayen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex me Lalach (Greed)

    Lalach jahan bhi ho buri cheez hey iss se bachna chahiay jo log forex trading men lalach kartay hen aur raton rat ameer banenay ki koshish kartay hen unn k pass knowledge aur experience tu hota nhi unn ka maqsad sirf paisa kamana hota hey iss liay woh bagher experience k hi trading shuru kar detey hen jiss ki waja se loss ho jata hey iss liay kisi ne yeh such hi kaha hey k lalach buri bala hey
    • #3 Collapse

      Re: Forex me Lalach (Greed)

      Thanks dear aapne ek achi suggestions di hain forex men loss ki ek bahut badi wajah lalach hai jab hum laalach ke sath kaam karte hain tab hame kabhi b is business se profit nahi mil sakta hai isliye hame laalach ko award karke trading karna hoti hai tabhi hum successful Ho paate Hain
      Hame is business mein come running ko bhi Khushi se kabool kar lena chahiye kyunki yeh bahut risky business aur is samay jobi milta hai a hamare liye better hai
      • #4 Collapse

        Re: Forex me Lalach (Greed)

        اصل پيغام ارسال کردہ از: alianas پيغام ديکھيے
        Forex me lalach insan ky loss ki sb se bri wjha banta hai . Jab ap ki kuch trades profit me jana start ho jati hain to ap lot size bri rkh lety hn lalach me aakr jiska nuqsan hota hai mostly ap bary loss ka samna krty hn jitna profit ap ne kamaya hota hai wo B loss hjata hai.Apko chahye k jo lot sizes pr ap kam kar rhy hon usko lalach me akr nah brhayen.
        Assalamualaikum ji bhaijaan Duniya ke kisi bhi business ko le liya J2 usme laalach karna bahut hi Buri baat aur photo stating jahi critical Business mein jo bhi laalach Karta Hai uski Koi Jagah nahi hai
        • #5 Collapse

          Re: Forex me Lalach (Greed)

          Dear friend forex trading me work karned k leye knowledge aur experience hona zrori h is k bager ap work nahen kar sakte kuch log bager knowledge k bonus hasil karne k chaker me lalach kar bethte hn jis se wo loss ka shikar ho jate hn aur mayosi ka izhar karte hn mera un friend ko mashwra h k lalach na karen dl sed work karen ap jitna acha work karen ge ap ko bonus bhe acha mile ga
          • #6 Collapse

            Re: Forex me Lalach (Greed)

            Forex mai greed se ham apna bahot loss krtay hain aksar hmari trade p aya hoa profit hmaray aor ziada profit greed ki waja se loss mai convert ho jaata hai hmari trade mai profit target bahot zarori hai jo agar pora ho jaye to is k bad hamein dobara is trade mai lalach ki waja se entry nae laini chaeye
            • #7 Collapse

              Re: Forex me Lalach (Greed)

              Forex mai lalach bikul nahi krna. Ap ko forex market mai trade krna hai tou proper plan krney hai.jis key bad ap ko market mai trade krna hai. Begar lalach key trade krney sey ap ko mafrket mai loss kam ho gy aur ap ki earning zada ho gy. Ak trader ko forex mzarket mai lalach ko control krna hai.
              • #8 Collapse

                Re: Forex me Lalach (Greed)

                koi b kam karain us main lalch nahi karna chahye kyu k lalch insan k dil main hasaad pdha karti hai aur wo agay barhny k checkrun main wrong way use karta hai aur is se loss main jata hai.forex main kam karny k liye proper plan bana chahye aur us ko follow karna chahye kabhi b lalch nahi karni chahye aur sabar se kam lena chahye taa k ap acha profit earn kar sakain.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex me Lalach (Greed)

                  forex ma new trader juld bazi karta han or porane trader ko dakhta han k un k profit bohot zayada ha to wo b zayada trading karta han or un ko itna experiance nahe hota to wo apne investment zaya kar date han .
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex me Lalach (Greed)

                    Forex trading my hamy lalach nai krna chiya lalach hamy is my bhot zeada loss dilwa dyta hy is liya ham ko is buismess my lalach nai krna chiya ya aram sy chalata hy is my jald bazi lalach ya sab krny sy koi profit nai hot hy agr ho b jaye toa rzi nad my phr losss ho jata hy is liya ya na hi kry to acha hy
                    https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex me Lalach (Greed)

                      yes ham ko as main lalach nahi karna chahiy hai as main agar ham lalach kare ge tu ham ko as main loss bhi hosakta hai as main hamko chahiy hai kee ham as main greed na kare tu hi ham as main kamyabhos sakte hain as main ham ko ache se kam karna chahiy haitu hi hamas mainkmayb ho skate hain as main ham ko chahiy hai kee ham as main kabhi bhi greed na kare tu hi ham kmayab hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex me Lalach (Greed)

                        Agar hum forex mien trading kerty hien tu hamain as mien greed say dor rahna hota hai jab hum as mien aa ker greed kerty hien tu hum as mien apna loss ker sakty hie as lye mien as mien aa ker kabi bee greed na kerta hoon or as mien mujhy jetna bee profit mil jata hai us per guzara ker leta hoon.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex me Lalach (Greed)

                          forex mai greed hamara dusman hain hamy isy avoid kar ky kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy forex aik online business hain hamy ache learning ky bad lalch ko qabo mai rahk ky kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy or acha profit gain kar saky gy
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex me Lalach (Greed)

                            forex me jo log lalch karte han on ko bar br as markt se loss he melta hye ye me ne apne khud ke tradeing pr dekha hye jab hum slow earning pr yakeen karte han to as se hum acha earn karte han jab hum fast tradeing karte han to as ka ye maltab hota hye ke hum lalch me ate han and big se big lot size use karte han apne tradeing pr as se bar bar hum ko apna account wish hota hova dekhna parhta hye as lye lalch ko apne tradeing se end kr ke acha earn ho sakta hye ye real bat hye as bussines ke
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex me Lalach (Greed)

                              Forex k iss bussiness mein hmare SB se bare kamzorii he yeh hotee hai k hm lalach KR jatii hain aur agrr hm kamyab honaa chhtai hain to bss hmain chaiyaii k hm is cheez ko avoid karain bcoz greed is a cursee... Hmain is ko pechai chor k agai brhna hoga ta k kamyab ho jainn

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X