Kiya Kabhi Aap Ne Ye Bhi Socha Hai K Main Ne Itna Loss Bear Krna Hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya Kabhi Aap Ne Ye Bhi Socha Hai K Main Ne Itna Loss Bear Krna Hai?
    All Forum Members!
    main all new and old traders and members se ye ponchna chahta hon k kiya aap ne kabhi ye bhi socha hai k main ne market against jany pr itnn loss bear krna hai main ne khud apni practical life main traders ko daikha hai jin ka agr ration nikalein tu only 10% mushkil banta hai jo ye bhi sochty hain k itna loss bear krna hai
    What Did You Think About This
    :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    jab app ye souchain gain kay trading say mujay loss ho ga tu iss ka matlab ha kay kay wo banda bilkul confose ha aur iss tara ka admi trading main hamasha loss hi karta hai.buisness insaan hameshaa faiday k hasool k liyee he Kartaa hai Magar ye baat bilkul jaiz hai k aap ki us buisness main jo k aap kar rahay hain us main Study or Experiance kitnaa hai.
    • #3 Collapse

      han bhai jee aap ki baat buhat theak hai aisa he krty hain log main ne bhi buhat se log daikhy hain josirf or sirf profit ka sochty hain kabhi ye nahi daikhty k agr market against jati hai tu main itna loss bear krna hai
      • #4 Collapse

        dear members mene kabhi aisa nahi socha q ke human narture aisi hai ke aghar mind mein aik bar kisi cheez ka soch le to mind me fear hota hai or phir jo mind mein hota hai wohi hho jata hai
        • #5 Collapse

          g bhai aap ne bahut acha sawal pocha ha loss profit business ka hissa ha sirf profit hamesha nehi hota kabi kabi loss be ho jata ha iski liye apne ap ko mintally tayar rakna chaheye
          • #6 Collapse

            .buisness insaan hameshaa faiday k hasool k liyee he Kartaa hai .. as you said that k kiya aap ne kabhi ye bhi socha hai k main ne market against jany pr itnn loss bear krna hai.. well I think agar hum ye sochny lagain gy to confuse ho kar ap apni trade pe concntrate nae kar sako gy..
            • #7 Collapse

              sahi kaha app ne ager hum apne mind main treading kerne se pehly ye soch lein ke hummy loss hoga to hum appna confidence level kah bi improve nahi kersajhte or hum confused ho ke trading kerte hain jis ki waja se loss hi ho tahai
              • #8 Collapse

                bhai jab bhee aap trading kertay hian tu yeh cheez humasa mind mein hoti hai keh aap ne kitna loss kerna hai tab he aap trading kertay hian aur har trade pay aap tabhi aap Stop loss ki TP lagtay hian ta keh aap ka jitna bhee loss ho wo in control mein hoo out of control na hoo.
                • #9 Collapse

                  sir yaha pay hamay bhot ziada hi loss hota ha lakin hamay har nai mani chahiye qk ya ak asa bussiness ha jaha say ham ziada say ziada earning bhi kr saktay ha lakin yaha loss ka bhi bhot dar hota ha qk hamay market ka sahi idea nai hota ha lakin jis ko bar bar loss hota ha to wo forex pay tarding nahi krtay ha
                  • #10 Collapse

                    jee nahi me ne to kabhi aisa nhi socha hai k ma ne life ma kitna loss bardashat krna hai aur mera khaiyal hai ye to koi bhi nhi sochta hai k us life ma kitna loss krna chahiye,.
                    • #11 Collapse

                      mere khyal main ap jab tak ye sochte hain ke ap ko just loss hi ho ga forex trading ke business main tu ap ko such main hi loss hota hai kyoun ke koi banda kisi bhi tarha ka business karne se phele ye nahi sochta ke os ko loss kitna ho ga wo yahi dekhta hai ke os main kitna profit ho sakta hai aur yehi soch os ko success ki taraf la jati hai
                      • #12 Collapse

                        jab app ye souchain gain kay trading say mujay loss ho ga tu iss ka matlab ha kay kay wo banda bilkul confose ha aur iss tara ka admi trading main hamasha loss hi karta hai.buisness insaan hameshaa faiday k hasool k liyee he Kartaa hai Magar ye baat bilkul jaiz hai k aap ki us buisness main jo k aap kar rahay hain us main Study or Experiance kitnaa hai.
                        • #13 Collapse

                          g bilkul or miry kahyal sy asa karna bohat he important ha ku k agar ham planing ni kary gy k ham apny capital ka itna agar loss kar ly gy to ham itna loss bardasht kar skty ha or account b save rahy ga to ham fail ho jay gy or account wash ho jay ga es lia hamy apna account manage karna bohat he important ha or es k lia hamy stop loss use karna chaeya ta k account save rahy.
                          • #14 Collapse

                            nhi bhai jan koi bhi trading karta hai to oska mqsad maximum profit earn karna hota hay koi bhi yeh nhi sochta k osko loss hoga or agar loss hoa bhi to woh andaza nhi laga sakta k kitna ho sakta hay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              sir acctually bat ye he k forex live trading me jany se pehlae humy apna targat sett karna chaheye k hum kitna kamana chahty han daily ka or monthly ka ..planing is nessery for us jbbhmuy loss hota he to hum buhe he emotional ho jaty han ye is liye hota he hum lalach me par jatya han ...apna tarde banyn or then kam karyn ..

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X