Emotions are best for trading or not?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    emotional ho kar trading karna bilkul bhi theek nahee rehta is se trading main loss ka khadsha barh jaata hai trading bohat cool minded ho kar karne ki cheez hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      nahi bhaya emotion to buhat hi dangrous hain forex mai is mai to ap ko apni sabar aur tahamal ko paloo se band k rakhna hay aur darna ya ghabrana nahi hay
       
      • #168 Collapse

        No dear forex trading mein emotionally working na hee ki jaye tu better hy forex trading mein working krny ka leye mind ko use krna chahey na ka emotion ko emotionally trading mein greed bhe hy orr greed traders ki dushman hy greed kro gy tu loss hu ga ic leye emotion sy free trading mein hee profit hy.
        • #169 Collapse

          Merey khayaal sey hr cheez ek had tak achi lagti hy yaani ager aap chahty ho k aap iss me kaamyaab hona chahty ho to aap ko chahiye k thora bht in ko bhi ehmiat do q k ye hamari soch ka hissa hyn or whi soch jis k zarye hm forex trading kerty hyn
          • #170 Collapse

            no my dear friends forex trading market main emotions sab se ziada harmful hote hain. forex traders ko emotional trading bilkul nai karni chahiye. forex traders ko chahiye ke wo trading main profit earn karne ke liye emotions par full control rakhin.
            • #171 Collapse

              Dear friend aap ne aik achi baat pochi hai aap ne kaha hai k Emotions are best for trading or not to mai is baray main youn kahoonga k emotions best nhi hain trading k liye.
              • #172 Collapse

                Emotions are mostly comrpised of greed to earn abnormal profits and second is fear of losing money that is not even earned and also of losing the principle capital. Emotions are extremely detrimental for trading.
                • #173 Collapse

                  Emotion is not a good for the forex business. I am advise you that you are learn the complete knowledge and experience. The. You are anatomically leave the emotion.
                  • #174 Collapse

                    emotion trading k liay bht hi khtarnaak hay hamen trade k doranm kabhi bhi emotional nahi hona chahiay is se hamara bohta nuksan hopta hay emotioon main ham sahi trah se trade nahi kar skate hain or hamen loss ho jata hay so emotional na hun.
                    • #175 Collapse

                      dear business main emotion ki koi jaga nai ha q k agr business main emotion hun gy to hum thk tarha sy kbi kam nai ker sakain gy aur humain emotion ki wja sy nuksan b uthana per sakta ha .
                      • #176 Collapse

                        humain is main emotions ko kabo main kar kay kam karna ho ga jis say humain trade main achi earning hasil ho sakti hay mag rhumain dmeo ko use karna ho ga ta kay loss km ho
                        "The mind is everything, What you think you become"
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #177 Collapse

                          agar hum apny emotion ko control main rakh kar trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hy aur humay chahiey keh esmain sabar kay sath kam karen tabhi humay esmain faida hota hay

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X