khud trading krty waqt stoploss bht kam q hota hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    khud trading krty waqt stoploss bht kam q hota hy
    Dosto, aj mei ap logo kou yeh btana chahta hou kay shroo jei jb mei ayaa thaa tou meine dekhaa kah log kese signal detay hei lakin jab meine mukmal vhaan bein ki tou mjhynoataa chala yeh kese kam krty hei lakin jb inkay signals ki taraf dekhaa tou woh 50 sy 70 pips tk kay hotay thay lakin jb meine khud analyse krnaa shroomkiyaa tou meine observe kiyaa kay yeh haqeqt mei sorf 15 sy 30 pips kay drmyan tk ka sl hotaa hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: khud trading krty waqt stoploss bht kam q hota hy

    G meray khyal main stoploss is wajah say kam hota hai ke hum mashq kar kar ke hamari trading bht achi ho jti hai oar tabhi humein bhot zyada asaani hoti hai oar humein pata hota hai ke humein apna stop loss kis jagah pay lagana chahiyay oar jou signals detay hain wo taqreeban apnay har signal main 50 say 70 pips difference rakhty hain jo ke actual say bhot door hoti hai
    • #3 Collapse

      Re: khud trading krty waqt stoploss bht kam q hota hy

      dear stop loss ki bahut hi ziyada ehmiyat hoti hy is market mai is liya ap ko koi bi kamyab trader ais Anahi mily ga jo ager ap us su signal lo tu jab bi ap ko koi signal baty ga ga kabi bi ais Anahi ho ga ky ap ko us ny jo signal diay hy wo stop loss ky bian ho is bat sy ap ko yi bat samjh ati hy ky hm logo ko jo bi trade is mai lagani chahaiy wo lazmi stop loss ky sath hi open kerni chahaiy taky loss sy bach saky or yi bi apta chalta hy ky is market mai kuch bi ho sakta hy.
      • #4 Collapse

        Re: khud trading krty waqt stoploss bht kam q hota hy

        Dear asal mai jab banda koi bhi trade banata hai to aus mai try hoti hai k ais mai ap ka stop loss kam ho aor ais mai take profit kafi zayda ho kun k jab ap ki trade ap ko profit dey to aus mai ap k agar zayda stop loss bhi hit ho jaye to ap over all profit mai ho ais liay ap ne dekha ho ga k zayda tar trader apni trades mai risk reward ratio use karty hai ta k aun ko trades par acha profit ho jaye aor aun ka account jaldi bara ho jaye.
        • #5 Collapse

          Re: khud trading krty waqt stoploss bht kam q hota hy

          Khud trading kertay wakat jab trader trade kerta hay to wo sotp loss utna rakhta hay jitnay main profit na honay ki sorat main trader trade say jalid exit ho jaye aur wo point aisa point hota hay jahan say market ye sabit ker deti hay is liye wo trading say exit ho jata hay. jab kay signal denay walay zayada stop loss is liye rakhwatay hain kay un ka signal kisi trah say kuch pip positive ho jaye aur wo ye keh sakay kay us ki trade positive hay.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: khud trading krty waqt stoploss bht kam q hota hy

            forex ma agr ap start ma stop loss k option ko stamal nahe kare ga to ap ko loss ho sakta ha ap har waqt trade open kar k nahe bath sakta isleya ya option forex ne ap logo ka leya he banaya ha jis ko ap stamal kar k acha profit hasil kar sakta ha agr ap ko loss hone laga ho to forex stop loss k madad sa ap k trading khud he band kar deta ha jis amount par ap ne trading lagi the.

            اب آن لائن

            Working...
            X