What is importance's of hedging

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is importance's of hedging
    Dear doosto forex .ain ek technique hedging hay his say bhot se traders market trend ko smjhny k liey use krty hain .hedging tradersbuy oor sell dono ki trades ek hi time main lava dety hain our phir ager market for example continuously oper ja rahi hoti hay to ek trade ko band ker daty hain jab k doosri lagi rahti hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is importance's of hedging

    G bhai apnay theek kaha hai hedging kj zariye ap apni trade ko safe way mai le ja saktay hu liek n is mai risk bhut hota hai ager ap sell wali trade close kar doto market sell mai chali jai to apko loss bhi hu jata hai or kafi bhari nuqsaan uthana perta hai to mera manna hai k hedging k zaeye trades na lagai jai bul k pori market ko proper analyze ki jai or trading ki jai isse ap apna risk minimize karty ho, Thanks!
    • #3 Collapse

      Re: What is importance's of hedging

      Bhut se log hedging se nawaqif hain wo ek hi waat me ek hi position se 2 trades start kr dety hain ek trade buy ki lgaty hain or ek sell ki. Wo dono ki lot sizes bhi same rkhty hain jab market kisi ek traf continuosly move kr rhi ho to woh opposite trade ko loss me close kr dety hain or jo profit me ja rhi hti hai us se profit ly kr nikal jaty hn.
      • #4 Collapse

        Re: What is importance's of hedging

        dear ap ki bat kise had tak theek hy waqi ager hm log hedging ki bat kerty hy tu mai samjhta hun ky yi bahut hi mushkil kam hy jis ki waja sy ager hm log is ki samjh nahi rekhty hy tu kafi mushkil ho sakti hy laikn ager hm log is forex ki knowledge hasil kerty hy tu us mai hedging ko jo sab sy asan kaha jata hy miry hisab sy wo bahut himushkil kam hy ager is ki samjh nahi hy tu is mai ap ko loss ka samna bi kerna per sakta h ager ik hi position per ap buy or sell 2no kerty hy tu mushkil ho sakti hy.
        • #5 Collapse

          Re: What is importance's of hedging

          Ap jo bta rhay hain achi baat hai but agar market hamari aik trade buy ya sell loss mai close karnay k bad pgr se opposite move kar jaye to is se hamein double loss ho jaye ga is se behtar hai k ap aik pair p aik hi trade lgaein aor jab ap ko surity ho jaye k apki trade theek lagi hai aor successful move mai ja rhi hai to us k bad apna stop loss achi and secure jaga ap lgaein
          • #6 Collapse

            Re: What is importance's of hedging

            Dear jab ap ne ais market mai stop loss k baghair kaam karna hai to aus time ap ki agar trade loss mai jati hai aor ap ko samjh aa jati hai k market ne ap k opposite jana hai to aus time ap market mai apni loss wali trade ko hedge kar lety hai aor aus k baad ap ne ais mai jab market ne reversal start kar di hai to aus time ap ais mai apni trade se hedge khatam kar dety hai aor apni trade profit mai aany ka wait karty hai ais mai ye hai k ap ka account safe rehta hai jab tak trade hedge hoti hai.
            • #7 Collapse

              Re: What is importance's of hedging

              Assalam u alaikum bhai bht informative post ki h ap ny thanks.Mery khayal m hedging technique sirf senier member hi sahi use kr sakty hn qk wo isko sahi smjh sakty hn.new members ko ye nhi use nhi krni chahye qk knowledge kam hony ki waja se loss k chances ziada hoty hn.
              • #8 Collapse

                Re: What is importance's of hedging

                G bhai jan ap nay theek kaha hai forex main technique hedging ko use karny kay ap ka ziyada experience hona must hai so ap ko chiye kay ziyada mehnat karyn....technique hedging ko akser senior user he istmal karty hain or jonior ka kyun kay knowledge kam hota hai is wja say wo achy say use nahi kar sakty....
                • #9 Collapse

                  Re: What is importance's of hedging

                  trading may jab hum koi kam karty hain to hum os ke hadindg say he apnuy sawalat ko asani say samahj sakty hain or apna kam achay say kar sakty hain or is say hamry knowledge or experience may azafa hota hay or hum acha profit hasil kar sakty hain forex may kjam karnay walo ko koi pabandi nahi hoti hum is ko kisi bhe wakt kar sakty hain q kay is may hamara koi boss nahi hota
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: What is importance's of hedging

                    apki bat thek ha k hedging boht say traders use karty hain lkn mery experience k according is may hmari trade phas jati ha jis say niklna boht mushkil ho jata ha kabi kbi .

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X