Risk management

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Risk management
    Dear friends mai aj apko ye batana chahta hu k hame forex trading ami rehtay howay risk management bhut ehm role play karta hai, jiski madad say ap ye deteremine karty hai k hamara account kis hdd tak risk mai hai opr hame mazeed kitna risk lena chaheye, os jitna hamara capital hai us hisab say overall kitna risk le saktay hai, or hum ager ziada risk le chukay hai to us risk ko kis tarah manage kr k km kara jai, ye sari cheezay hum risk mamangement mai learn karty hai, Thanks!
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Risk management

    Aap ko apnaya accunt kay capital kay mutabaik he dekhnay ko milti hay risk management aap ko dekhna hota hay aap kitna risk len kitna ap ki trade mei risk hoga aye risk reward aap kay risk management mei he hota hay kay kitna aap ka account hay kasay kitna volume trade karna hay ye esliye money management kay saath risk management ko dekhna chahiye.
    • #3 Collapse

      Re: Risk management

      Risk ko kam sy kam.krna chiya riak zeada nai liyna chiya gr reaword zeada ho to ohr ly lyna chiya or wasy ya zeada nai lyna chiya sahi trha sy kam krna chiya nai to ayk to hamy tention bni rehti hy our jb loss ho to who phr bhot zeada hota hy hamy is liya risk nai lyna chiya sahi achi trha sy kam krna chiya
      https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
      • #4 Collapse

        Re: Risk management

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Edden5 پيغام ديکھيے
        Dear friends mai aj apko ye batana chahta hu k hame forex trading ami rehtay howay risk management bhut ehm role play karta hai, jiski madad say ap ye deteremine karty hai k hamara account kis hdd tak risk mai hai opr hame mazeed kitna risk lena chaheye, os jitna hamara capital hai us hisab say overall kitna risk le saktay hai, or hum ager ziada risk le chukay hai to us risk ko kis tarah manage kr k km kara jai, ye sari cheezay hum risk mamangement mai learn karty hai, Thanks!
        Assalamualaikum ji bhaijaan Forex trading Apne critical hone ke bhaiya se bahut jyada risky business hai isme aapko risk management karna bahut jyada Jaroori hota hai agar aap risk management Ke Bazaar Forex trading kar rahe hai to aap Jyada der Forex trading business mein survive nahi kar sakte
        • #5 Collapse

          Re: Risk management

          Forex trading main hum jab bhi koi trade karte hain humain us se pehly money manegment lazmi karti hay apne capital k hisab se tab hi hum apne risk ko kam kar sakte hain aur achi trade kar sakte hain agar ap chatte hain k ap save trade karain tou us k liay zarori hay k ap money mengment lazmi karain
          • #6 Collapse

            Re: Risk management

            You Are RiGht Dear....FoRex TradiNg Main RiSk MaNageMeNt ki Kaafi Zyaada impoRtanCe Hai....isLiYe humEn chaahiYe k Achi Or Safe TradiNg k liYe RiSk MaNaGeMeNt Ki aaey Taakay AccoUnt ko Or BaLance Ko DoNo Ko hii Safa bhi RaKha Jaa SakY or Loss Se Bhi BaChaaya Jaa sakay...isLiYe humEn ChaahiYe k Kam se Kam amOunt inVeSt KaR k Trades Lagaai Jaaen Takay Agar Loss Ho Bhi Jaaey To Kam Se kam AmoUnt Main Ho...
            • #7 Collapse

              Re: Risk management

              Byshuk aap ki yh thread nhayat mufeed hay jis myn aap ny risk management kay bary myn zikar kiya hey. Yh forex trading myn sub sy zyada is py baat ki jatti hey. Risk management kay bht sy tareeqy hyn jin myn stop loss, software ko madad kay liyay istemal karna, or leverage ka mahdood hud tuk istemal karna hey. To myn yhy khon ge kay hmyn risk management ko seekhna chahiyay jis sy hmary trade munafa bakhsh sabit ho ge.
              • #8 Collapse

                Re: Risk management

                Dear ais market mai ap ne jab koi trade lagani ho to aus time ap ne ais mai koi bhi trade lagani ho to ais mai money management k hisab se trade lagani chaye ais mai agar ap ne market mai koi trade lagani hai to ais mai ap ko ye pata hota hai k ais market mai ap ne kitna risk lia hai agar ap ne ais market mai koi trade lagai hoi hai to ais mai ap mai risk apny account k hisab se trade lagani hai agar ap ne ais mai risk zayda lia to ap ko ais mai loss ho sakta hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Risk management

                  forex mai risk management ke bohat ahmeyat hain hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe analysis ko use karty howe analysis ko use karty howe high amount invest kar ky high risk lena chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy
                  • #10 Collapse

                    Re: Risk management

                    Samne se milne ke liye information do Jyada Jaroori Hoti Hai Nazar Rakhna hota hai Jitna check current chal raha hota hai Itni achi baat nahi hoti hai Jin
                    • #11 Collapse

                      Re: Risk management

                      Forex trading main rehhtay howay trader ko 3 kam zaror kernay chahye. pehlay kam trader ko jo kerna hota hay wo achi trading strategy jis ka loss aur win ratio acha ho wo banani chahye. aur us ko demo account per test kerna chahye. us kay bad trader ko apnay account ki risk management kerna chahye. aur bad main trader ko money management kerni chahye. ager trader yeah 3 kam ker leta hay to wo success hasil ker sakta hay.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Risk management

                        forex mai risk ly kar kam karna chahey hamary pass acha knowledge ho ga to he hum kamyabe hasial kar saky gy hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain forex aik world wide business hain hum isy apna life time career be bana kar sakty hain forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning hasial kar sakty hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X