Currency pair aur gold
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Currency pair aur gold
    Dear members hum logoun ko gold ki nisbat currency pair .ein trade kerni chahyea iss mein market bahut hi slow hoti hai jis ki wajah sae loss kam hota hai aur profit bhi kam iss lye hum logoun ko lalach nahin kerni chahyea aur apnay account ka balance bacha ker rakhna chahyea
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Currency pair aur gold

    Loss ka kam hadsha hotahay aap ko currency mei jab kay gold aik big pair hay eski barri move bohat harmful hoti hay seniors ka experience hota hay esliye wo currencies pairs pe trading karnay ki hadayat kartay hain gold bohat he risky pair mana jata hay esliye hamay hamesha achi trading sif currencies pe he karni chahiye trading safe rahay gi
    • #3 Collapse

      Re: Currency pair aur gold

      G han forex trading men aanay walay new traders ko chahiay k woh starting men single pair pe trade lagaen aur uss k liay gold sub se best hey gold ki movement bahut ziyada hey aur iss men profit k ziyada chances hotay hen new traders ko currency pairs trading bilkul nhi karni chahiay
      • #4 Collapse

        Re: Currency pair aur gold

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
        Dear members hum logoun ko gold ki nisbat currency pair .ein trade kerni chahyea iss mein market bahut hi slow hoti hai jis ki wajah sae loss kam hota hai aur profit bhi kam iss lye hum logoun ko lalach nahin kerni chahyea aur apnay account ka balance bacha ker rakhna chahyea
        Assalamualaikum ji Bhaijaan Forex trading Main Agar aapke paas ek accha capital hai to aap metal portrait Karle Yeh Meri rahe hai agar aap ek Chota capital rakhte Hain To aapko slow moving spares per trade karna beta Hoga Kyunki Agar of fast moving spares Pata Karenge to aap bahut jaldi Apna pura capital loss kar baithenge
        • #5 Collapse

          Re: Currency pair aur gold

          Gee haan currency mein trading kerna gold ki nisbat bahut aasaan hai kyun kay currency pairs mein market ki movement slow hoti hai jis ki wajah sae humain market ko samajhnay mein aur control kernay mein aasaani hoti hai jab kay gold ki market bahut tezz hoti hai aur iss mein account balance bhi zayada hona chahyea
          • #6 Collapse

            Re: Currency pair aur gold

            Crancy paire our gold ka kafi zeada frk hota hy gold pr movemint zeada hoti hy our pios kagi zeada bn jaty hyour cranci pr ham bhot kam movemint dykhty hy us my bhot kam pios hasil hoty hy our trading my bhot bir hoty hy ham pr hamy loss bhi kam hi hota hy gold my to bhot zeada hota hy
            https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
            • #7 Collapse

              Re: Currency pair aur gold

              Ji bilkul gold main kam log trading kertay hain ziadatar log crruncies main hi trade kertay hain market main crruncies ki move ziada achi hoti hy or in ka spread bhi ziada hota hy kis se acha profit hasil hota hy or achi earning ho jati hy mere khyal main to crruncies hi best hain
              TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
              Please visit my trading journal from here
              • #8 Collapse

                Re: Currency pair aur gold

                G han ap ke bat bilkul theek hay k foeex trading main agar ap save trade karna chate hain aur acha profit earn karna chate hain tou us k liay ap ko chaiay k ap hamesha currancey pairs par trade karain kiu k gold wapera par trade karne k.liay humain aik tou big capital ki zarorat hoti hay aur fosra is par trade karne k liay boht zada experiance ki zarort hoti hay aur ye har kisi k liay mumkin nai hay k wo gold par trade kar sake
                • #9 Collapse

                  Re: Currency pair aur gold

                  Ager trading ka expetience ho to phir gold hi best hey trading key liey keon keh yeh aik aisa pair hey keh jiski move aor pip value currency pair ki nisbat bahut behter hey aor ziada ter trend main run kerta hey. Aor ager trading main abhi experience thora hey to phir curency pairs hi theek rehty hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Currency pair aur gold

                    Dear main apki baat se agree krta hon forex trading mein new traders kabhi bhi gold pe trade na krein kionkeh yeh boht risky hai aur iski market movement fast hoti hai aur aksar k account wash ho jaty hein lekin agr ap currency mein trade krty hein tu yeh boht safe hai iski movement bhi slow hoti hai aur loss ka dar bhi kam hota hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Currency pair aur gold

                      Cruncies pair p trading gold ki nisbat ziada safe hai kuen k gold p lgae gye trade mai gold ki fast move and big spreads ratio honay ki waja se big risk factor b mojood hota hai jo hamaray account ko sirf thoray se time mai wash b kar sakta hai is ki main waja yeh b hai k jab gold p stop loss lgana ho to woh b safe rakhna parta hai aor stop loss hit hotay hotay b kafi nuqsaan ho jaata hai is lye gold ki nisbat cruncies pair p trading ziada safe hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Currency pair aur gold

                        Ap ki baat theak hy k hum ko currency pair MA trading karni cahy as say risk kam ho Jata hy q k in ki move kam hy .agr humra account blanc kafi hy aur gold ki move ka him ko pata hy to hum ko mera khyal MA gold par trade zaroor open karni cahy q k risk to lene he pary GA nai to profit nai mily GA.
                        • #13 Collapse

                          Re: Currency pair aur gold

                          curruncy pairs ki trade safe trades hain trader curruncy pair se achi earning kr skta ha ,is ki bajaye gold pe trade krna zara risky hota ha gold ki move fast hoti ha jis wajha se ak low blnc walal account k oloss ka khatra hota hah ,
                          • #14 Collapse

                            Re: Currency pair aur gold

                            forex aik international business hain hum is mai gold mai trading karty hain lakin is mai kam karny ky liye hamara expert hona be zarore hain pher he hum loss sy bach saky gy forex aik bohat bara business hain hum is mai learning ky sat earning be hasial kar sakty hain agar hum is mai tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Currency pair aur gold

                              Currency pairs aur gold main trading kay boht say fiday aur nuksanat hain jesay kay gold aik boht costly pair hay aur small account jald wash ho jata hay. lakin forex ka currency pair small account kay liye fit hota hay. lakin gold per trading kernay say acha aur jald profit jo jata hay lakin currency kay pair per move slow ho ti hay kam profit hota hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X